Showing 7,801-7,900 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
23264kindly explain when is the best time to recite surah mulk Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23263Is there a limit for the distance one should travel for moon sighting and bear in mind that the person will have to travel back to his hometown to give the shahadat? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23262can you please explain us the formula to calculate sehri and iftaar times. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23261If a womans husband is lost and after a few months (or after some time) she gets news that her husband is dead she observes iddat and after that she gets married to sumone else and after some time she gives birth to her 2nd husbands child and then he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23260AGAR MENE TASHAHUD (ATTHIYAT) SE PAHLE BISMILLAH PADHI TOH KYA NAMAZ MAQRUH TAHRIMI HO GAEE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23259What is loh e Mahfooz (no answer) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23258Baghair dadhi waley imaam ya ek msht sey kam dadhi waley imam key peechey agar JUMA ki namaz padh lee to kya ye namaz hui ya nahin. agar nahin ko kya zohar padhna hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23257Canada mein mainey ye riwaaj dekha hai ki Ahley-sunnat wal jamaat ki masjidon mein bhi ladies ko namaz ki ijazat hai aur woh loag jamaat key saath mardon key do-teen saf peeche khadi hokar namaz padhti hain? Kya shariyat key mutaabiq ye sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23256Kia Namaz key waqt sar ko dhakna sunnat hai aur ye adab mein shaamil hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23255UK, Canada aur Denmark waghairah mulkon mein mainey dekha hai ki Ahle-sunnat wal jamaat ki masjidon mein bhi Muqtadi aur Imaam donon hi Takbeer (Allah-o-akbar) key saath khadey ho jaatey hain jab ki India mein Ahle-sunnat-wal-jmaat ka mamool ye hai k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23254If a lady is pregnent and want to abort the child due to finincial crisis what is the shariah ruling on it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23253Ilm-e-jafar kiya he? us ka seekhna jaiz he? kin se seekha jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23252 aaj kal musalmano me ikhtilaaj-e-qalb ki beemari, depression, ghabrahat bohot phel chuki he. us ke liyeh aap se duaon ki darkhwast aur koyi wazeefa inayat farmeine jis sie in beemariyo se shifa hasil ho Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23251Arab me ab ye tarika chal pada hy k koi tanha namaz pad raha ho to uske piche akar khade ho jate hy aur haath laga kr ittela dete hy k "jamat banao". Aisa krne walo ka ye khyal hota hy k Imam ki niyat sunnat ya nafil ki ho aur muktadi ki farz ki tab ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23250 Zikar yani Talawat, Wazaif aur deegar azkar ko dil main parha ja sakta hai, Yani zuban hilay bagair and awaz kae baghair. Kiya Dil se parhnaey ka sawab milta hae.? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23249namaz main, Sajdey ,Rukoo aur Qaidey ki Halat main ham apni Zati Duaein ya Istigfar parh saktey hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23248Fajr ki pabandi ke liye koi wazeefa ya amal irshad farmaen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23247Fajr ka waqt khatam hone ke liyeh sirf 5 min rahe, kya tayammum kar keh namaaz ada karna sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23246Trading in commodity market on internet crude oil, gold buying and selling on same day or within the fixed period of time is halal or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23245Taking Delivery of shares in our account (Buying shares and Selling them after some time [days.months or years] ) is halal or not ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23244Aksar Shadion mein BudMazhab bhi invite kiye jatay hain. Kia aisi Shadion mein Shareek hona chahiye? Jub k ye baat hamray Ilm mein hay k wahan BudMazhab bhi aaengay aur agar maloom na tha aur chalay gaey aur dekha k BudMazhab bhi tou kia wahan se cha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23243kya kafir ke liye dua karna jaiz hai? agar wo zinda ho ya murda. kya quran o hadees me iska zikr hai? agar koi kam ilmi ki waja se aisa karta hai to uske liye kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23242Aap ne fermeina keh TV par Islami Channels bhi na dekhay jayen, tu kia jo Ulama TV par aatay hain iss se unn ke aqaid par farq parrta hay aur kia iss amal se wo lougon ko Gumrah kar rahay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23241Zaid ne Imaam k saath Namaaz ki Niyyat ki, Imaam k baad pahla Salaam phera, Dusra salaam pherte waqt Muqtadi ki RIH kharij ho gayi, Muktadi apni Namaaz lotaye ya ho gayi? Yahi Imaam k saath ho to kya Hukme Shara'ee hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23240Guzishta Session mein apnay Karobar k liye Islami Naamon k Hawalay se jo Sawal kia gaya tha. Uss mei mazeed tafseel ye hay k loug phr Unn Naamon ko Bags aur Shopo per par likhwatay hain jisay wo khud bhi rough kaamon mein istimal kartay hain aur apna...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23239Kiya bank kay audit department mein job krna theek hay, jis mein sood ki calculations check krtay hain lakin sood ka lain dain nai krtay? because salary tu bank hi day ga jo sood ka business krta hay. isi tarah Islamic bank mein job krnay ka kiya huk...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23238 Yousaf kazzab kon tha? kiya us nay nubawat ka dawa kiya tha? kuch is tarah ki mallomat hain k yousaf nay nabawat ka dawa nai kiya aur wo sunni tha lakin badmazhabon (diyobandiyon) nay us k khilaf propaganda kiya hay aur pakistan ka aksar bralvi ulma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23237Apna makan bad mazhab ko bechna kesa he jab k wo qeemat bhi dusron k muqabley me ziada de raha ho or bechney wale ko peson ki zarorat bhi ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23236 larki (female) ne likh kar talaq di (jisko khula kaha jata hay) aur larrke (male) ne uspar signature kardiya bine kahe ya likhe k maine bhi talaq di tho kiya talaq hogayi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23235Hazrat Allama Qari Muhammad Muslehuddin Siddiqui Alaihi RaHma k URS Sharif ki Munasibat se unki Seerat par kch Irshaad farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23234Azan k baad ki Dua mein jo parrha jata hay k "Unhain (Sarkar ko) Wasila aur Fazeelat aur Buland darja ata farma" yahan "Wasila" se kia murad hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23233Gunyat at-Taalibeen Sarkar Ghous-e-Paak ki tehreer karda kitaab hay? Iss kitab ki Mutalia ki Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23232Wo jisay wahhabiya me dia hay laqab shaheed o Zabeeh ka, wo shaheed laila-e-najd tha wo zabeeh e taigh-e-khayar hay. Yahan lafz "Laila-e-Najd" hay ya "Laili-e-Najd" hay. Mazeed iss sher ki Sharah bhi farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23231Aik Allama saheb ne sunnio ke jalse me ese Aalim ko dawat di jo A'ala Hazrat ki bargah me gustakhi kar chuka hy ese aalim ko sunnio k jalse mein bula kar unka bayan karana kesa hy? jinho ne bulaya unn Allama saheb k liye kya hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23230Kya ilm-e-gayb ka itlaaq ghayr-e-khuda par ja’zi hay 'baghayr qayd-e-ikhbaar’ ki tasreeh? Agar ja’iz hay tu phir imam ibn hajar makki key is qawl ki kya ta’awil kaee jaey?لا يعلم الغيب إلا هو ومن سواه إن علموا جزئيات منه فهو بإعلامه واطلاعه لهم وحينئ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23229Zaid ka aqeedah he kay RasoolAllah makhlooq e illahi hen, aur saath kehta heh: "Wo ilm, ilm hee nahi jis ki Rasulallah (sallalahu alayhi was'salam) ko khabar he nahin! Kiyon kay Rasulallah (sallalahu alayhi was'salam) Allah (subhana wa ta'ala) ki naz...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23228Hazrat yeh jo bayan kia jata hay kay Jummay ki asr kay baad 80 darud sharif perhnay say 80 saal kay gunah muaf ho jaengay ya yeh darud sharif perhnay say 70 hazar Durood Sharif ka sawab likha jaey ga. iski wazahat farma dain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23227Kalma tayyiba ka jo khatm sharif parrhtay hain kia ismay lafz SYEDNA ka izafa kar k parrh saktay yani لا إله إلا الله سيدنا محمد الرسول الله صلى الله عليه وسلم Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23226Sharaab Kaffir se Khareed kar Kaffir ko bechna kesa? Aur agar Sharab Musalman se Khareed kar Kaffir ko bechay tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23225Gurda (janwar ke jism ka ek hissa) Khana kaisa hai. jab k ye peshab ko filter karta hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23224Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihi wa Sallam) Ne Farmaya, Hamare Aur Inn Kuffar Ke Darmiyan Farq Sirf Namaz Hai, Pus Jisne Namaz Ko Choda Usne Kufr Kiya. (Sunan Nasai,V1:81) Hazrat Is Hadees Shareef Ki Wazahat Farma dein? Kia Tarik-e-Namaz jo jaan boojh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23223BadMazhab Aetraz kartay hain k Sunni Huzoor se maangtay hain? aur uss par ye sawal kartay hain k Kya HUZOOR Ke parda farmaane ke baad kisi sahabi ne HUZOOR se maanga? Hazrat Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23222Sab se azeem dushman nafs hai, Khuda se parda yahi lafz hai. Aisa kehna theek hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23221Subha uthnay k baad Ulti mein sirf Paani aaey jis ki miqdar 3 ya 4 chammach jitni ho tou Roza baqi raha ya jata raha? aur agar aisa Haamila Awrat k sath ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23220Aik shakhs nay apni biwi ko apnay chotay bhai (awrat k daiwar) say baat cheet say mana kya laikin unhon nay Aapas main baat cheet ko na chora to usnay apni biwi ko message (sms) kya k agar ainda baat ki tou har baat par aik talaq hogi. Islam main tee...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23219My Apne Aheliya (Wife) koo India se Dubai Bola Saktha hun? Matlab Mein Dubai Se Visa India Bejhunga aur vo akeli India se Dubai Safar kar k aaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23218Mera ek dost ek larki say nikah karna chahta hay. Us ke aur larki donon ke ghar keh haalat esay nahin ke wo shadi kar saken is liey wo donon chup kar nikah karna chah rahay hain. Larkay ka kehna hai keh usay baad main bhee usi larki se shadi karni ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23217kya Tirmizi Shareef me aisi koi baat likhi huee hai sahih ya zaeef sanad ke saat jisme ye baat hai ke Hrazrat Omar Radi Allahu Ta'ala Anhu ne Hazrat Ali ke ghar ka darwaza torra jo hazrat fatima par gira jiski wajah se unka hamal zaya ho gaya aur wo ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23216Aaj Shab-e-Bara'at hay aur Ramazan Kareem ki Aamad Aamad hay. Aaj ki raat kis tarha guzari jaey. Aur aaj ki raat k fazail mein bhi kch Irshaad farma dijiye. Mazeed Ramazan Kareem k liye huzoor apnay gulamon ko taleem farma dein k iss ba barkat maheen...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23215Aayat-e-Kareema ka Wird karna kesa? Iss k kiya fawaid hain? Kiya ye wird Sarkar aur Sahaba k Zamanay se chala aa raha hay ya baad k Awliya wa Ulama ne isay raij kia?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
232145 - 5 Pare Ki Tartib Se 6 din mein Tarawih Padhna Jaiz Hai? Kyu Ke usme Bahut Jaldi Jaldi Quran Ki Tilawat Ki Jati Hai Aur Alfaz Bhi Barabar Nahi Sunai Padte kya is tarah Taravih padhi to ho jaegi Ya Nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23213zaid apni zawja zainab ko sakhti se maar raha tha. Hinda ne rokna chaha lekin zaid na mana. Hinda ne khawf dilaane ke liye kaha kya tumhe khuda se dar nahi lagta. zaid sakht gusse ki haalat mein tha uss k munh se nikal gaya k 'nahin'. (maa'zallah). ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23212Ye sher parrhna kesa k "Aap Say Moo Phayr kay Jo Jaanib e Quran gaya; Surkhuru ho kay Na Duniya Say woh Insaan gaya" Jab kay Hazrat Umar Radi Allah Tala Anhu kay baray main hadeeth may aaya kay unho nay yeh kaha kay Quran Paak Hamaray Liye Kaafi Hai....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23211Badar Sharif jatay huay kch Kilometers pehlay Rayt (Sand) k 2 Paharr (Mountains) hain jo mukammal Rayt kay hain. Unhain Jabal al-Malaikah kaha jata hay aur bataya jata hay k ye wo paharr hain jahan Farishtay Jang-e-Badar mein Muslamano ki Madad k liy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23210Agar wuzu na ho tou Mobile ya Computer jis mein Quran Sharif hay usay choo saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23209Bohat se loug mobile par naaton ki ya zikar ki awaz bell ke tour par istemal kartay hain. Kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23208Mobile ya Computer se dekh kar Quran Sharif k Tilawat ki ja sakti hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23207Agar kisi ne Newyork, USA mein Chaand dekha aur wahan se Lahore, Pakistan aaya aur aa kar Gawahi di k mein ne newyork mein chaand dekha hay tou kia uss din lahore k liye chaand ki royiat sabit ho jaegi? Agar haan tou kia ye roiyat sirf Lahore k liye ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23206Kya khawateen makhsoos ayyam mein dalailul khairaat shareef, shajra a al wazeefat ul kareema ko haath mein le kar padh sakti hain? In ayyaam mein daf'a-e-saher ke liye aayat al kursi aur charon qul ke saath padh sakti hain ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23205Lafz "Sarkar" ka kia matlab hay? aur Sarkaar kisko kah sakte hain? Sirf Nabi SallAllaho Alaihe wa Sallam ko ya buzurgane deen ko bhi kah sakte hai jaise sarkaar garib nawaz sarkaar gaus e paak sarkaar alahazrat Radi Allahu Anhum Ajma'een? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23204mere ghar me dada k zamane se har jumeraat ko ghar k ek kone me chhota sa kamra (kothri) me chiraagh jalta hai. mere ghar wale is baat ko achchha samajhte hain aur kehte hai ke kisi achchhe buzurg ka saya hai. hazrat jawab inayt farmaye ke is baat ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23203khuch hindu hamare upar ilzam lagate hain k hum janwaron ki hattya karte hain unke is ilzam ka jawab kya dena chahiye? Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23202My sister lives with all of her in-laws and her husband in one big house which they borrowed money and built, they never paid back the loan and 1 year has passed, now the man who lent them the money is demanding his money, can I give my zakaat money ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23201My father does not support my unmarried sister, she is living on contributions from my aunties in the family and she is studying on a sponsorship, now at the moment her eye sight is very weak she's got astigmatism and double vision at night she needs...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23200Nabuwwat is Ala and Arfa than wilayat, Nabuwwat is not wirasat so wilayat is also not wirasat. so if a person is born in the house of a Wali can be called Wali and the one who was born in a house of a ummati he can called ummati? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23199hyderabad deccan mey Maslak e AalaHazrat ka koi markaz hai?? ya koi mustanad mufti jo maslak e Aalahazrat se taluq rakhtay hon? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23198As per quran, sunnah & hadith is there any dua for the unity for the family? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23197ek ladka kisi majlis mein gaya wahan ek silsile ke shaikh bhi aaye hoye the. majlis kahatam hone ke baad shaikh ne logon ko daakhil e silsila kia ye ladka bhi wahan tha kisi ne chadar iske haath mein pakda diya aur saare kalimaat zaban se dohraaey ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23196Aik Muqarrir ne apne bayan mein kaha ke allah ke izzat ki qasam mein ne aaj tak koi quran ki ayat ya aisi hadees nahin dekhi jis mein ye bataya gaya ho ke khana pakana ghar saaf suthra karna bartan dhona ye sab aurat ki zimmedaari hai. kia uska ye ba...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23195islam mein moonh bole bhai ki sharai hasiyat kia hai. moonh bole bhai bahan ke parde ka kia hukm hai. kia moonh boli bahan moonh bole bhai ke saath safar kar sakti hai. moonh bole bhai ka shumaar mahram mein hota hai ya gair mahram mein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23194HAZOOR 2/3 din pehle meri biwi ko ye khwab bhi aii hai k wo apne hmsayon ka ghar gai hain or hmsayon ki aik aurat ne unke paoon (foot) main boht khubsurat pearls wali rings phna di hain or sath main khti hain k ap PUNJTAN PAK k nam ki manat maan l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23193Kya hum India mein bank se loan le sakte hai, Ghar lene ke liye?? Gadi lene ke liye?? Ya business ke liye?? ya or kisi kaam ke liye?? Rehnumayi farmaye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23192Hazrat mein ghar lena chahta hoon, jisme mujeh kuch amount kam hai, to kya mein kisi se woh amount lekar unko har mahine kuch nafe ke tor par ya as a compensation desakta hoon. Jaise kuch log deposit par ghar ya koi jagah lekar (as a investment lekar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23191Mawlana Abdullah Khan Azizi Sahab ka intiqal ho gaya. Unn k liye Dua e Maghfirat aur kuch unn ke baray mein Irshad farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23190Kya hum TV muslim ya non-muslim se kharid kar muslim ya non muslim dukan dar ko bech sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23189Ya Mohammed SallAllaho Alaihi wa Salam kahna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23188Pregnant awrat kay liye roza rakhna farz hay? Agar wo rozay na rakhey to kya koi gunnah hay? Agar gunnah hay to kya kaffara hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23187Maah-e-Ramazan mein ub ye riwaj aam ho gaya hay k loug apna business network barrhanay k liye Iftar Parties ka Ahtimam kartay hain jis ka maqsad apnay ta'alluqat barrhana aur apnay kaam nikalwana hota hay na k Iftar karwana. Arz ye hay k kia public r...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23186Agar koi shakhs sharaee heela kar k jis se heela kia ja raha hay uss ki ijazat le le ke agar tumhari ijazat ho tou har maheenay qist baand li jaye guraba mein tou kia usski zakat ada hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23185Huzoor Aksar loug Maah-e-Ramazan hi mein Apni Zakat wagera Nikaltay hain. Kia Ramzan mein Zakat Nikal na Afzal ya behtar hay? Neez Zakat Ada karnay ki Fazeelat aur Adaigi-e-Zakat ka sahih tareeqa bhi taleem farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23184Aa raha hay Aadmi ban kar Firishta Noor ka; Parr Gaya Taa'ir-e-Sidra ko Chaska Noor ka!! Kia ye Sher AlaHazrat Alaihir raHma ka hay? Agar nahin tou ye Sher parrhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23183I have been invited for the iftar party in the month or Ramadan. The host are 4 people and 4 of them are Sunni. But Among the invited peoples there are BUDMAZHABS also for the Iftar. What Should I do? Should I go to the Iftar party or not? Your decis...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23182Rozay Main Ankh Aur Kan Me Dawa Dalna Kaisa Hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23181Saans Ka Mareez Roza Rakhega Ya Fidya Dega? kiyun k usay jub saans ki takleef hogi tou usay Inhailer istimal karna hoga!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23180Sugar k Mareez k liye Rozay k Haalat mein Insolien ka Injection lagana kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23179Rozay mein baal katwana aur Tooth Paste Istamal Karna Kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23178zaid ne bacchioun ke liye life insurance policy kara rakhi hai to kia us policy per zakat wajib hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23177zaid ne aik plot 200 gaz ka bacchioun ke mustaqbil me kaam asake khareed rakha hai to kia us zameen per zakat wajib hogi? theek isi tarah se zaid ne bacchoioun ke liye gold khareed rakha hai to kia us gold per zakat wajib hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23176Zaid k kaan k bahar phodi pak gayi, isha ki namaz mukammal karnay may aakhir ki do (two) rakat nafil baaki thi k us phodi pr ungli lagi to pata chala k rutubat beh rahi hy. Kya zaid ko puri namaz laotani hogi ? ya ruk kr rutubat band hone ka intezar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23175One of my daughter name is Aamina, she is around 1½ years old, but some relatives were calling her Aaminu, Aamain, etc. they are calling her in love with good intention, is this calling is correct or not kindly advise me. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23174I would like to know about Kalma e Tayyaba Is it Laa e Laha illlah Muhammadurrasulullahi or Laa e Laha illlah Muhammadurrasulullah. Because I seen molvi sahib teaching Arabic to my kids with Laa e Laha illlah Muhammadurrasulullahi And when I said it ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23173ummrah key ahram mey tawwaf ke doraan khana kaaba ke ghulaaf ko chumma tou uss ki khusbu naak mey gaee urr foran sans rook liya. kiya iss sey kuch hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23172kiya saee key dooran dorrney ke baad kuch dayr ruk ke kharray ho sakte hein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23171husband and wife ney ummrah ka ahram bhandah tawaf urr saee kar li kiya husband halaq karwane sey pehle wife ke baal kaat sakta hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23170Itr jisme alcohol milahua hai istemaal karna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23169agar balti ke pani me gair muslim bagair haat dhoey ungli dubo de to kya pani mustamal hoga? Agar haath dho kar dubae to kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23168please tell the meaning of the following names:- Muhammad Huzaifa and Maaiz Ahmed. Which name should we give to the new born child? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23167Aik Admi Nai Raat Sonay Say pehlay Ramzan Kay Rozay Ki Niyyat Ki Lakin Sahri Ka Waqt Khatm Honay Say Pehlay Pehlay Nafl Rozay Ki Niyyat Kar Lee To Abb yeh Bataeen keh Nafli Roza Hoga Ya Qaza e Ramzan Ka Roza? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23166meri behen ki shaadi ko ab 8 saal huey hain. woh pichley 2 saal se khula lena chahti hai magar unke shauhar satane ki garz se khulanama par dastaqat nahi kar rahe. woh bewajah meri behen ko galiyaan deta maarta peet'ta, woh meri behen se kehta tha k ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23165Hazrat is it true that if a Hafiz forgets the Holy Quran because he stopped making Dhor due to whatever reason that he is cursed? I did 20 paras Hifz under the Deobandis in 2000-2002, but I haven't been making Dhor. Should I re-do the 20 paras under ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 7,801-7,900 of 19,313 items.