Showing 7,501-7,600 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
23565Kia pooray 29 ya 30 din ki taraweeh aik hi masjid mein aik hi Imam k Peechay parrhna zaroori ya mustahab ya mukhtalif masajid mein ada kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23564Kia Ulti (Qay) aanay se Roza toot jata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23563Aaj kal flavour mila huwa miswaak milta hai lemon, mint wagera tou rozay ke halat me iss miswaak ka istemaal kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23562Mein Paint (Colouring) ka kaam karta hun. Hamaray Ilaqay mein BadMazhabon ki Masjid hay aur wo chahtay hain k mein wahan Naya Paint karun aur wo mujhe usski Ujrat dengay. Kia ye meray liye Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23561Aaj kal Aetikaf k Doraan Masajid mein T.V. bhi rakha jata jis mein Mazhabi Programs chalaey jatay hain jin mein BayHayaee, BudNigahi ya Moseeqi nahin hoti tou Aetikaf mein iss ki ijazat hay aur kia Aetikaf par iss se koi farq aaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23560Kia Khawateen apnay Ghar pae Eidain ki Namaz parrh sakti hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23559Kia Aurat Auraton ki Jama'at karwa sakti hay aur Imam Ban sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23558mein ne bachpan mein apni Chachi ka Doodh piya hay ya'ni wo meri Raza'i maa(n) hay. Kia mein Unki Beti se Shadi kar sakta hun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23557Aallah hoo ka jo Zikr kia jata hay... Iss k kia Ma'ini hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23556Namaz-e-Janazah k liye Wuzu ki Zaroorat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23555Sonay, Chandi ya Foriegn Currency par Zakat uss ki qeemat-e-khareeb k mutabiq deni hogi ya current market value k mutabiq? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23554kya palang par gadde k upar namaz padh sakte hain? Agar koi palang k upar namaz padh raha ho to uske samne se guzar sakte hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23553Agar syed ladki ki shadi shiekh ladke se ho jaye to kya ladki ka nasab qatam ho jayega aur wo syed ki jagah shiekh ho jayegi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23552kisi aisi Mazhabi Jama'at ya Tehreek ko Zakat ya Fitra ki Raqm di ja sakti hay jin k BadMazhabon se ta'alluqat hon? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23551Kia kisi Mazhabi TV Channel ko Zakat ya Fitra dia ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23550Jeddah ky session may Hazrat ny frmaya tha ky aitajar ky mani hain topi ka nazr aana awr Allama Amjad Ali sahib aazmi ky fatawa may aitajar ky manay sir ka khula hona hy awr Ala Hazrat aleh rehma ny bhi Fatawa Razawia sharif may yahi frmaya hy. Iski ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23549Agar kisi ko Qarz diya ho to unn paison par zakat wajib ho gi kya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23548I wanted to know the procedure for talaq according to the shariah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23547when performing gusl for janaza, can we use rubber latex gloves? and can we use soap with fragrance? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23546Jeddah k session main Hazrat se sawal huwa tha k "badmazhabi hadd-e-Kufr ko pohanchnay kay baray main kuch tafseel farma dein".. kia Tahir-ul-Qadri ki badmazhabi Had-e-Kufr ko pohanch chuki hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23545AlaHazrat se mutaliq kisi ne kaha k AlaHazrat ne Chaand ki Scientific Calculation ko mau'tamad kaha hay aur isi tarha Mufti Shariful Haq Amjadi Sahib k baaray mein bhi bataya k unhoun ne aisi soorat mein jub matla abar aalood ho aur chaand ki scienti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23544Aik shakhs ki bohat si Qaza Namazin baqi hain. Ub wo sirf Farz Namaz parrhta hay aur Sunnaton ki Jaga Qaza-e-Umri parrhta hay. Kia aisa karna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23543How do we give Zakaat of Amaal and Wazaif? If we dont, what happens? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23542Aik muqarrir sahib ne kaha k jis k paas halal khaana na ho aur wo marr raha ho aur Haram Khana available hay tou uss par farz hay k iss hadd tuk khaa lay k jaan bach jaey. Agar na khaya tou Haram Maut marega. Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23541Holland mein iss august 2010 mein Isha ka waqt raat 12 bajay hota hay. Ulama-e-Holland ne Awaamun Naas ki haalat madde nazar rakthei huwai Saahibain ke qaul ko ikhtiyaar kiya. Kya baqaa-e-sunnat (tarawieh) aur namazo ki taraf bulane kil liye (umume-b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23540Agar hum apne marhoomeen ki qabron mai phool charhaatey hain ya qabr main pani daaltey hai tau kya isse murde ko faida pohnchta hai? Is Ama ki asl kya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23539Mau'tariz aur Mukhalif Aetraz kartay hain k Hazrat T.V. Video aur Tasaweer aur Inn Khurafat k Hami Afrad aur Tanzeemon k bohat Khilaf hain magar khud Hazrat hi k Khulafa aur Murideen Bagari kisi Shara'ee Uzar ya Hukoomati Dabao k TV par aatay hain ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23538Saya-e jumla mashaikh ya khhuda ham par rahe.raham farma ale rahma ke waste. Iss mai Aale Rahma se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23537kya hum zakath kai paisai sai quran shariff kharid kar kai masjid mai aur madrasa mai dai sakthai hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23536Kya Aurat ke awaz mein Audio naat sharif sun shakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23535kya peer ki ijazat k baghair mureed ko koi wazifa nahi padhna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23534ek peer sahab kahte hai ke qayamat ke din ek giroh aisa hoga jisko ALLAH TA'ALA sirf ache aamal (yani logo se bhalai karne par) ki buniyaad par jannat mein dakhil farma dega chahe woh kisi bhi mazhab ka ho. kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23533Haram-e-Kaba Sharif mein Namaz parrhtay waqt nazar Jaa-e-Sajda par honi chahiye ya Kaaba Sharif par? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23532Kch loug Jannat al Baqee Sharif mein ziarat ki garz se janay se mana kartay hain aur wajah ye batatay hain k wahan kaee quboor par ub raasta bana dia gaya hay iss liye wahan na jana chahiye. Rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23531Sadqa-e-Fitr ki miqdar aik saa ka wazn 351 rupay bhr awr nisf saa ka 175 rupay athani bhr. Fi zamana uski maliat kitni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23530Sonay kay zaiwarat ki zakat ka hisab aaj jo zaiwarat ky kharidnay ka market rate hy ussay lagaya jai gay a kham sonay ki qimat sy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23529Aik baree ayat jaisay ayatul kursi ya ayat-e-madiana agr aik rakat may is may ka baz praha awr dusri may baz to jaiz hy jb is may ayat kay hr rakat may jitna parah baqadray teen ayat ky ho. Madaina sy kia murad hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23528Masjid may Jaab Naat khawan Naat parta hay Tou Loug uspar RUPEEY ki noto ki Barish kartey hay kya isse Masjid k Ahetaram barkarar rahega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23527Kya roze may ITR aur Saar par Tel laga Saktey hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23526Fisq Aur Fujur ki TAREEF Farmaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23525Agar koi UMRAH par MAKKAH mukkarama aaye Aur UMRAHA karley.Aur Agar Dubara UMRAH karna Chahey Tou kya Hotel se AHRAM bandh Sakta Hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23524Agar kisi Namaze Isha Jamaat se chhot jaye tou kiya Wo Wajeeb Ul Witr Jamat se Aada kar Sakata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23523Dua aur BayatTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23522I have taken home loan from multinational Bank in India for which I repay bank with equal monthly installement. And i have made some saving in bank. So is zakaat applicable on my saving though there is huge loan amount pending on me? Well personally ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23521Telephone par Nikah k ki jawaz koi soorat hay?. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23520hamare gaon me eid ki namaz eidgah me budmazhab padata hai, aur yaha per koi dusra eidgah bhi nahi hai, aur hum sunni log chahte hain ke eid ke din 1 khala maidan hai usko 1 din ke liye rent per le kar waha per namaz padhna chahte hain , kya hame iss...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23519Due to illness zaid paid bakar to do hajj e badal and hajj was performed for zaid then after a few years zaid regains his health is hajj still fard on zaid or is the hajj e badal sufficient for him? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23518Sood kia hai? Is ki hurmat ki kia wajah hai? Koi daleel inayat farmayen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23517Ager kisi bank ka malik gher-muslim ho to us main bank account khulwana kesa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23516Bank account khulwane ki jaiz aur na-jaiz amoomi soorten kia hain? Yani kin soorton main is k jawaz ka fatwa hai aur kin main na jaiz hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23515Daanton mein jo aaj kal Taar lagaee jati hay uska kia hukm hay? Kiun k wo removable nahin hoti tou kia Wuzu ya Ghusl mein koi farq aaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23514Kch loug agar unn k ghar Fotgi ho jaey tou khana wagera pakanay k liye bhi Choola nahin jalatay. Iski kch haqeeqat ya Asl hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23513Kuch loog Nafil namaz ko baith(sit) kar parte hai is waja se ke Sarkar Sallallahu Taála AlaikaWasallam baith ke parte the?Kya ye sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23512Aksar American aur British Medicines mein Alcohol ki Aamezish hoti hay. Unka Isti'mal karna kesa? kch Ulama isy Umoom-e-Balwa mein Shumar kartay hain. Hazrat ka kia mo'qaf hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23511Aaj kal Akhbarat mein bohat tasaweer hoti hain. Kia inn Akhbarat ko khareedna aur parrhna aur inn ko Ghar, Masjid ya Madrisay mein rakhna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23510Tashahhud se Pahle Tasmiya padha to Sajda Sehv karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23509witr ki Namaaz me Dua-e-kunut k baad Durood Shareef Padhna chahiye ya nahi? Agar qaida e awal may darood shareef parhnay say sajda e sahu wajib hojata hay tu Dua e qanoot kay baad darood shareef parhnay say sajda e sahu wajib hoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23508Masjid me jo Qur'aan Shareef, Para set, Musalle waghera Bahut ziyada Tadad me jama ho jate hein, kya unhein Gareeb logo me Takseem kar sakte hein? [Har saal Bil Khusus Ramzanul Mubarak me log kafi Tadad me Masjidon me ye Tamaam cheesein sawaab ki niy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23507Hamare masjid ke imam, Doa me Shajra Shareef padhte hain. Shajra shareef ke aakhir me wo ye sher milate hain: "TU MUJHE ILMO AMAL KI TAUFEEQ DE, TAUFEEQ DE; YA ILAHI MUJH MUNEER E BENAWA KE WASTE"... Yahan ke muqtadion ko doa me "MUJH MUNEER E BENAWA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23506Fi Zamana Mehar kitna hona chaiye aur sonay (gold) ki surat me bhi mehar ada ho sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23505Lougon mein Mash'hoor k Aurton aru Mardon par Buzurgon ki Sawari Aati hay. Iss ki kia haqeeqat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23504Is it permissible to let the children watch cartoon movies? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23503koi maghrib ki namaz me last rakat me shamil hoa aur usne bachi hoi do rakat me se ek rakat me alhamd ke bad surat nahin milaee aur usne sajdah sahv bhi nahin kia to kia uski namaz hogi ya nahin? jab ke woh ozra pesh karta hai ke usko maloom nahi tha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23502KYA HUZOOR HUJJATUL-ISLAM (ALAIHIR RAHMA) NE KOI NAATH KITAAB PUBLISH KI HE, AUR AGAR HAN THO UNKE KITAAB KA NAAM KYA HE AUR KYA MUJHE IJAZAT HE KE MEUNKE QALAAM PARU? AUR KYA ALA HAZRAT (ALAIHIR RAHMA) KE NAATH KITAAB, HAADAIQ-E BAKHSHISH, HUZOOR MU...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23501WHEN THE MUAZZIN IS RECITING IQAAMAT, WHEN SHOULD WE STAND UP FOR SALAAH, WHEN HE SAYS, "HAY'YA ALAS-SWALAAH", ORWHEN HE RECITES "QAD-QAAMATI SWALAAH?" Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23500shohar ne apni bibi se kaha agar tu apni maa ke ghar gayi to tujhe talak aurat apni maa ke yaha chali gayi to talak hui ke nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23499Kisi shaks ko peshaab kay qatroon ki takleef ho tu kya wo ihraam ki halat may sili howi underwear pehan sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23498Kia koi apnay sagay bhai ko Khoon de sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23497Aksar o qat Barish ki wajah sey road per pani jama ho jata ha aur main office bike per jata hon jis ki wajah sey chantey per jati hain choon key kapron per mukhtilif jaga per chantey pertey hain aur hawa key sath baz o qat sokh bhi jatey hain kiun ke...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23496Kisi Gayr Muslim Company ya Bank mein accountant ki job karne ki ijazat hay jismei interest ka record bhi manage karna hota ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23495kya agar ladki walay kushee sai car ya bike shadi mai dein to usay lai sakthai hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23494In our city there is only one hafiz and he does not keep a beard, can we perform taraaweeh namaaz behind such an Imaam? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23493What is Ilm-e-Da'wat? I heard that one needs to learn it to write the naqsh in Majmua Amaal-e-Raza. Can Hazrat teach it? If not, is there any book available in English in which i can learn it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23492Jub Imam ne pehlay Salam k liye AsSalamu Alaikum wa RaHmatullah pura na kaha ho. aur koi uss waqt Jama'at mein shamil ho tou waqi'atan usay Jama'at mili ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23491Kia har Shakhs k liye alag Ism-e-Azam hay? Mera Naam Hamid Raza Khan hay? Meray liye Ism-e-Aazam ata farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23490Kia larrka apni Mangetar se Elehdgi mein mil sakta hay ya donu sath kaheen bahir ja saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23489Yahaan UK me log khete he kyu ke Isha ki namaaz ka waqt nahi he tho Isha ki adaa maghrib ke 1 hour 30 minutes ke baad par sakhte he. Kya ye sahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23488Namaz mein Ayat-e-Sajda parrhi aur Sajda karna bhool gaya tou ub kia karay? Namaz lotani hogi ya alag se Sajda kar le? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23487Islami Libaas ki wazahat farma dein. Islami Libaas se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23486 Imam Musafir hay aur Muqtadi Muqeem hay aur Muqtadi Farz Namaz parrh chuka hay aur4 rak'at wali Jama'at mein nafil ki nyyat se shamil hona chahay tou wo kitni rak'at ki Niyyat karega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23485TV par ya Kisi Majlis mein Jub jub Sarkar Kareem Alaihi afDalus Salati wat Tasleem ka Ism-e-Girami kaha jaey, har martaba Durood Sharif parrhna wajib hoga ya Aik Majlis mein aik martaba Durood Shrif parrhna Wajib hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23484Aik Email ko bohat aam kia ja raha hay k Sarkar ne farmaya, Qayamat k Din Quran se Barra koi Shafee nahin hoga, Na koi Nabi na hi koi Farishta. Email mein iska koi Hawala nahin dia jata. Kya Huzoor aapki nazar se Yeh Hadees guzri hey? mazeed is ki Th...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23483Can we use credit card? I heard a Aalim sayin that when u sign the credit card application,u accept that u wil pay interest if u pay money after the given time,so when u accept a haram thing (interest) then u cannot use credit card it is not allowded...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23482present i am hanfi and i want to convert myself to shafi maslak so is it jayaz to do so? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23481Hazrat ne pichlay session mein farmaya k Pedaishi Nabi Chand huay. Jub k ham ne bachpan hi se suna k Har Nabi Pedaishi Nabi hota hay. Iss baaray mein kch wazahat farma dein! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23480Agr jamat ky doran mobile bj uth ta hy to kia pocket may jahan mobile rakha ho usay bnd kr sktay hain. Aj kl ring tone umuman musici ki shakl may hotay hain, namaz ky doran bajnay pr namaz ka kia hokum hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23479Yahan Germany may khanay ki kuch aisi cheezain hain jin ky istemal sy shayd hi koi gr khali ho maslan roti wagaira. In cheezoun may kuch aisay chemical dalay jatay hain jo donu atariqoun sy hasil kiay ja sktay hain yani nabatat sy bhi awr janwaroun k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23478DuaTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23477Sonay ya chandi k frame ka chashma pehn’na mard k liay jaaez hay ? Kya zakat aur fitray ki raqam say aftar karna theek hay aur sadat k liay uss ka kya hukm hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23476Rozay ki haalat maiN haraam kaam karnay say roza makrooh ho jata hay to kya daaRhi shave karnay say roza b makrooh ho jayai ga ya TooT jayai ga ? ‘’Fateha paRhnay ka baad jo shereeni waghaira hazir hoti hay kya uss pay phoonkna chahiyai ya nahi ? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23475Hamari masjid main fajar asar aur ishaa ki namaz main imam sahib aagay ki aik saff choR daitay haiN kya iss say namaz main koi farq aataa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23474laRka USA main hay aur laRki karachi main hamm chahtay hain unn ka nikah ho jayai iss ka shara’ee tareeqa inayat farmaa daiN ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23473Nafli roza baghair sehri k rakh saktay hain kya ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23472What is the ruling about life insurance and life insurance ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23471Can we buy share from a govt or a private company ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23470Can we buy things by bidding ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23469Jab hamm wuzu kartay hain to aik hissa hamm 4 5 ya 6 martaba wash kar saktay hain ya phir sirf 3 martaba hi dhona chahiyai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23468Shab e me’raaj shabe bara’at auratoN ko apnay gharr say nikal kart kisi aur k gharr jaa kar mehfil karna kaisa hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23467Kya aurat apnay baaloN ka jooRa bandh kar namaz paRh sakti hay ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23466Kya aik miswaak aik say do ya zayed log istemaal kar saktay hain ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 7,501-7,600 of 19,313 items.