Showing 7,301-7,400 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
23765I have my own room at university so is it permissible to put the first kalima on your door at your university accommodation even if other people from other rooms are non-muslims. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23764Kia Saadaat k liye Zaroori hay k wo Syed PEER se hi Bay'at hon? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23763SURAH AL-IMRAN KI EK AAYAT KA TARJUMAH YE HAI K "TUM MAI SE EK AISI JAMAAT HONI CHAHIYA JO LOGON KO ACHE KAMON KI TARAF BULAYE AUR BURE KAMON SE ROKE" ISS AAYAT K PESH E NAZAR KIA YE THEEK HAY K AHLESUNNAT K KCH TANZEEMON KA KAAM SIRF ACHE KAMON KI T...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23762Mai apni Ammi ke badle me Hajj ko ja raha hoon. Meri Ammi Mujhe Hajj-e-badal ki ijazat de chuki hain. India se jate waqt Umray ki niyat kya mere taraf se hogi ya meri Ammi ke taraf se? Hazrat se guzarish hai ki is masle par rahnumai farmai. Aur Hajj ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23761agar ek aadmi karobar kerta hai us ko ramzan se 01 week pehle 10 lakh rupay miltay hein to kya us per bhi zakat deni hogi ya phir 01 saal guzarna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23760Kia kisee Musalman Mulk ki Airline mein dia janay walay ka khana kha saktey hein jub k safar baaz auqat aadhay ya pooray din ka bhi hota hay? Fizaee safar mein khanay peenay ki ehtiyaaten bhi irshad farma dijiye! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23759Zaid har kaam sidhe hath (Dahina Hath) se karta hai magar woh likhne ke waqt Ulta hath (Bayan hath) ka istemal karta hai. Uska kahna hai ki woh dahine haath se nahi likh pata hai. Kya Ulte hath se likhne me koi harj hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23758Is "Ya Jameelu" one of the blessed names of Allah subHanuhu wa Ta'ala and what are the benfits of reciting it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23757Hamaray yahan Mahgrib ki Azan k baad 2 rak'at Nafil ada kiye jatay hain? Kia Hanafi Hazrat ko bhi iski Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23756Aurat k liye Jaiz hay k wo Apnay Shohar k kehnay par Jism k Gayr Zaroori Baal Saaf karay? Aur Mard k liye ye Jaiz hay k wo Apna Jism k Baal Saaf karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23755Sarkar Kareem k Ilm-e-Gayb k baaray mein AhleSunnat wa al-Jama'at ka kia Aqeeda hay? Kia Huzoor ko wo sub Maloom hay jo ALLAH Ta'ala karnay wala hay. Aur kia Huzoor ko ye bhi Ilm tha k Allah Ta'ala ne Unhian kab aur kesay takhleeq farmaya? Aur ye sub...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23754TV k Zariye Murid ho saktay hain ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23753Kia Aurat ka T.V. par ya bina T.V. k Gair MeHram Na'at Khwan, Aalim e Deen ya apnay Murshid ko dekhna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23752koi gair muslim agar hum se ye sawal kare k ye bataiye k aapka khuda kya hay aur kahaan rehta hai? Tou hamain kia karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23751Rooh kya cheez hai aur jism me kahan hoti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23750wuzu ka pani masjid me girana kya haraam hai? uska kya hukm hai jo qatre masjid k sahen me girte hain? uska kya hukm hoga jo wuzu k qatray masjid k paaeydaan (payr pochne k liye jo bhechaya jata hai) par giraey dakhil e masjid hone se pehle? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23749Qaeloola kya sunnat hai ya mustahab? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23748Jo tasbeehaat rukoo wa sujood me padhte hain kya wo wajib hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23747namaaz me qirat k dauraan sajda e tilawat padhi gayi. is aayat ko ek shakhs ne suna jo k tanha dusri namaaz padh raha tha to kya us par sajda e tilawat wajib hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23746Madina Munawwara walo ky lia maroof meeqat Zul Hulaifa (Abyar Ali) hy. Ahle Sham (Syria) walon ki aik meeqat (Johfa) jo ke madoom hy awr Madina sharif se Makkah sharif ki purani road per wo Rabigh ky naam sy mashoor hy awr ab usi ki mahazat may new H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23745Hazrat Owais Qarani kay baaray mein jo mash'hoor hay kay aap ne sb dant nikal diye. Hazrat kia kisi mustand kitab may iska tazkira hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23744Yeh bhi bohat mashoor kia howa hay kay Sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam kay Dandaan Mubark shaheed ho gaey? Hamaray Mashaikh wa Ulama kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23743Baaz wa'az karnay walay yeh keh jatay hain ky gazwa ohud mein muslmano ko shikisht howi. Astagfirullah. Hazrat iski kuch wazahat farma dain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23742Manaqib Syed al Shuhada may likha hy ky inki namaz-e-janaza nahin parhi ke yeh unki khusisiat may sy hy awr aik dosri kitab may al Tabaqat al Kubra ky hwalay sy likha hy ky har shaheed ki namaz kay sath unki bhi namaz parrhi gai awr unn pr 70 bar nam...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23741Log kathay hain kay Wednesday (Budh k Din) ko koi bhi acha kam nahi karna chahye jesa kay Melad Shareef, Quran Khawni etc. Rahnumai farmaenTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23740Mere hath say Anjaanay mein Quran Shareef zameen par gir gaya. Is ka kya kuffara ada karna ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23739Aik sahab Taif se Jeddah kay liye rawana howay laikin garri wala uss rastay say lay gaya jis kay darmiyan Makkah Sharif sy guzar hua. Kia unn pr umray ya dam ka koi hukum hoga jab kay unki Taif say chaltay waqt Makkah sharif janay ki koi niyyat nahin...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23738Hazrat aap ne tilawat sy pehlay tawuz perhnay ko mustahb farmaya. Hazrat kia yeh namaz mein tilawat kay pehlay ka hukum hay ya namaz kay ilawa sirf tilawat ka bhi yahi hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23737Aik saheb nay Dubai mein ahram kay toliay bandhay awr kaha ky may plane may niyyat awr labbaik parrh lunga lekin plane may bethtay hi wo so (sleep) gaey awr niyyat awr labbaik kuch nahin parrha awr isi haalat mein Jeddah airport pohanch gaey. Unkay l...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23736Hamaray yahan khanay ki aik Dish ka naam Haleem mash'hoor hay jub k ye Allah Tabarak wa Ta'ala k Naamon mein se aik Naam hay. Aur hamaray yahan sub Awam o Khawas isay Haleem hi kehtay hain. Hazrat kia Irshad farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23735Agar kisi ko Ka'batullah Sharif k pathar ka tukrra milay tou uss k liye Jaiz hay k wo usay apnay Watan le aaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23734yahan Oman mein ek city Salalah hai. Is city mein Hazrat Imran Alaihis Salam ka mazaar shareef bhi hai. Jo ziyarat gaah e khaas o aam hai. Lekin kuch din qabl, kisi ne kaha ki Imran naam ke koi nabi hain, is ki tehqeeq nahin. To Hazrat, hamare liye i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23733Kia Sarkar Alaihis Salato wa Salam ne kabhi bagair Imama Sharif k Topi Istimal farmaee? Agar haan tou kesi Topi ka pehanna Sunnat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23732Kuch Loug jo ya tou kisi community se ta'alluq rakhtay hain ya Khanqah se wo Khaas Qism ki Topi pehantay hain. Kia iss tarha apni Topi ya Libaas ko khas kar lena durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23731Kia Shadi k baad Larrki ya Larrki k Walidain Haqq Mehr ki Raqam jis par pehlay ittifaq hua tha baahimi razamandi se uss raqam ko barrha saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23730Witr ki teesri rakat me imam bina qunoot padhe ruku me chala gaya muqtadi ne luqma diya magar imam ne nahi liya aur sajda sahau karliya: a) imam ke liye kya huqm hai? b) Luqma dene wale Muqtadi ke liye kya huqm hai? c) baqi muqtadiyo ke liye kya huqm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23729Ghar mein Aurat ya Mard Namaz parrhtay hon aur aagay se Na Baligh bachay jin ki Umar 2 se panch saal hay guzar jaen tou namaz ka kia hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23728Ayyam-e-Hajj aur Ayyam-e-Hajj k ilawa deegar Ayyam mein Tawaf karna Afzal hay ya Umrah karna? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23727Mujhe kisi jagah kuch raqam parri hui mili. mein ne iss niyyat se utha li shayad koi dhoond raha hoga tou usay de dunga magar koi na mila. Ub wo raqam meray paas hay. Meray liye Uss raqam k baray mein kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23726Aik Shakhs jo UK mein Muqeem hay aur wahan ka Shehri hay. Jub wo kuch dino k liye mas'alan aik haftay k liye Pakistan aaey jahan uss k walidain aur deegar rishtedar rehtay hain wahan Qasr parrhega ya poori Namaz ada karni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23725Kia kisi Wali ya Aalim ko Qayyoom-e-Zaman kehna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23724Kia Sarkar-e-Ghous-e-Aazam k ilawa kisi aur ko Sultan al-Awliya kehna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23723Kashf kisay kehtay hain? Kia ye Sirf Auliya aur Ulama hi ko hota hay ya Aam Muslaman bhi Sahib-e-Kashf ho sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23722Sufism ya Tasawwuf kisay kehtay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23721Mureed aur Taalib mein kia farq hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23720I have heard that vomiting while fasting (even if it fills a whole bucket) will not break the fast... is it true? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23719Kuch Ulama farmate hain keh Holland Darul Harb nahin magar Darul Kufr ya Darul Amaan hai? Kya yeh sahih hai? Aur agar sahih to kya ahkaam badal jaate hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23718Mukhtasar al Quduri me likha hai keh 4 rakat wali farz namaaz mein pahli do rak'aton me Qira'at karna waajib hai, or Huzur-e-Akram SallAllaho Alaihi wa Sallam ne farmaya keh ‘’Laa salaata illa bifatihatin’’. Tu is lehaaz se kya sirf pahli rak-at mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23717Masajid-e-ehle sunnat se janazay, baccho k gum hone aur is tarah ki dusri cheezon ka ailaan jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23716Namaz mein paint ya pajama ko morrna makrooh-e-tehreemi hay tou kia usay andar ki taraf morrnay ka (k jis mein kapprray ki silai na nazar aaey) bhi yahi hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23715Mautariz ne ye bhi kaha k AalaHazrat ne kuch aisi tehqeeq bhi pesh ki hain jin se Nusoos e shara'iyah ka inkar hota hai? Rahnumai faramen! Kiya AlaHazrat ka Apne Akabir se kiye gaye Fiqhi Ikhtilaaf ko Daleel Banatay huye koi bhi Shakhs apni Tehqeeq k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23714Mau'tariz (jo k khud ko Sunni batata hay aur bohat se masail mein AlaHazrat aur deegar Sunni Ulama se Ikhtilaf karta hay) ne ye Aetraz kia k AalaHazrat Alaihir raHma ne bhi apne se qabal k Akabir Ulama se fiqhi Ihktilaaf kiya hai? Kia ye Durust hay? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23713Maslak e Ala Hazrat kya hay? Youm e Ala Hazrat kis tour per manana chahiyay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23712i really want to become mureed in Silsila Qadriya at the blessed hands of Huzoor Taajush Shariah InshaALLAH, but in my heart i know my iman is not very strong at the moment. Is it better for me strenghten my iman though being punctual in salaah with...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23711MOBILE PHONE PER NAJASAT E GHALIZA LAG JAE TO KIS TARAH PAK KIYA JAE. PANI KE ISTIMAL SE MOBILE KHARAB HONE KA ANDESHA HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23710"DAWWUSS" KIS SHAKS KO KEHTAY HAIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23709Aik Hindu kehta hay k musalman hona chahta hun magar iss se pehlay mujhe Quran mein kia likha hay wo samjhao aur wo Masjid mein aa kar Musalmanon k sath Namaz parrhna chahta hay. Kia usay Quran Sharif ya Uska Tarjama Suna saktay hain aur kia usay Mas...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23708Meray Walid Sahib pasand nahin kartay k mein Kurta Pajama Pehnun aur wo mujhe Paint Shirt pehannay par Majboor kartay hain? Kia mujhe unki Ita'at kartay huay Paint Shirt pehan lena chahiye? kia mujhe unki Ita'at ka sawab hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23707Taraweeh Sunnat-e-Mu'akkadah k Hukm mein hay ya Nafil Namaz kay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23706dauran e namaz samne ki deewar par nigah padhi aur us deewar par ki likhawath padhli to ispar kya hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23705Rozay ki Halat mein Ankh mein dawa daal saktay hain? jub k Atibba (Doctors) se maloom karnay par pata chala k Aankh mein daali janay wali dawa aksar tou direct maiday mein ya Naak aur Halak k zari'ey se maiday tuk pohanchti hay. Aisi soorat mein kia ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23704Zaid ne Farz Hajj nahin kia aur uzar ye pesh karta hay k jub tuk Passport par Tasweer ki Pabundi hay uss waqt tuk uss par Hajj Farz hi nahin. Bakr kehta hay k Hajj Farz kar lia jaey magar Nafli Hajj aur Umray k liye Tasweer ki Ijazat nahin Amr ka keh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23703saiyad zyada karz me duba ho. qarz utarne ki koi surat najar nahi aati hai. to uska qarz utarne me zakaat ka paisa de sakte hai ya nahi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23702Agar Imam sahab takbire tahrima ke baad Qiraat shuru kar dein tou wo Muqtadi jo Sana nahin padh paya wo Sana kab padhe? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23701Hazrat guzishta saal mere paas guzishta ramzan mein 10,000 rupai the is saal ramzaam mein kul 60,000 ki raqam mere paas hai to mujhe kitni raqam par zakat ada karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23700Oongli men PATHAR pahenna jaaez hai ya nahin? Pattar is neeat se pahanna ke KAAR O BAAR men ezafa ho sahi hai ya nahin ? Ghair muslim se haath dikhlana ya taarikh paidaish baata kar pathar lena sahi hai ya nahin ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23699Is it jayaz to remove body hair (chest hair) for men? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23698Mobile sms aur email k zariye aesi baat chalai ja rahi hai aur usko HADEES SHARIF bataya rahe hai wo ye hai k Jis Shakhs Ki Namazein Qaza hui ho aur Taadad na Maloom ho, Toh wo Ramadan ke Akhri Juma'a ke Din 4 Rakat Nafil 1 Salam se Padhe, Har Rakat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23697imam mahdi radi allaho anho jis zamane mein zahir honge uss zamane mein musalmano ki firka bandi hogi ke nahi jeise hadees mein nishan dehi ki hai 73 firqe musalmano me qayamat tak honge to kya imam mahdi radi allaho anho ke zamane me mukhtalif firqe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23696Agar kisi kay bohot zayada rozay qaza hon to woh shawwal kay 6 rozon pur kaza rozon ki niyyat karay ga, ya shawwal kay 6 Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23695Is it ok for a woman to travel alone by air if one of her Mahrum drops her at the airport, and another Mahrum picks her up at the arrival airport? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23694Saat saala buchy ki bay'at us ki maa kurwa sakti hai? Jub kay buchy kay walid ko is baary mein ilm na ho, ya us ki murzi na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2369322 Aug ke progaram mai farmaya ke aquamat main haiyya alas salah aur haiyya alal falah ke waqt chehra ko daain aur baain (right left) na turn kare. Bahare sharyat main turn karne ka hukm dia hai aur aage likha hai ki azan ki sunnatoun se aquamat ki s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23692التشبيه بالكفر هو العين الكفر سواء كان في القول و العمل؟ Altashbeh bil kufr howa ainul kufr siwa kan fil qaul aw amal? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23691Itna Bareek Kaprra k Jism Chalkay Mard aur Aurat Donu k liye aisay kappray ka kia hukm hay. Aur iss kappray mein Namaz ka kia Hukm hay Mard aur Aurat Donu k liye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23690Kya Motaqif (Aitakaf per baithne wale) apne saath Alcohal / sprit se banaye gayee Homeopathic dawa Masjid me la kar ibadat ki jagah par rakh sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23689humarey yahan aik alim sahab nay yeh farmaya k mohallay daree aur parhos ki binaa par badmazhab kay janazay aur soyem main zaroor shareek hona chaiyey.... aur soyem main jab Quran majeed parhey to esaal e sawaab ki niyat se na parhay.... balkay is ni...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23688if one suffers from urine drops problem for 1 to 2 hour after passing urine. he should change the garment for every farz prayer, or he can perform the 5 farz prayer in that same garment with new wuzu ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23687musht zani rozay ki halat mein roza yaad rahne par ki tou kya roza toot gaya? Agar toota to qaza hai ya kaffara? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23686A Hindu wants to convert to Islam and marry me. What are the necessary steps for him to convert into Islam? And should I marry him bcuz he is accepting Islam to marry me, not becuz of his attraction towards the religion of Islam? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23685maine ek kitab me padha tha ki huzoor sallaho alaiwassallam ne apni beti hazrate ruqaiyya ka nikah abu lahab ke bete se kiya tha. kia ye durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23684mein har saal insurance policy bharta hoon uspar kya uspar zakat hai agar hai to kis tarah se nikala jaye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23683Bahar-e-Shariat hissa-5 me AALAMGIRI k hawale se "ROZE K BAYAN" me "ROZA TODNE WALI CHIZO KA BAYAN" me Masla Likha hai k Huqna Liya ya nathno se dawa chadhai ya kaan me tel dala ya tel chala gaya ROZA jata raha aur pani kaan me chala gaya ya dala to ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23682are women allowed to go to masaajid and should it be promoted in western countries? What is the ruling according to the Ahle sunnah wal jama'ah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23681AlaHazrat k baray mein ye riwayat batae jati hay k jub unka Intiqal hua tou Bait al Maqdas mein aik Shaami Buzurg ne Khwab mein dekha k Sarkar Kareem Sahaba-e-Kiram k sath Jalwa farma hain aur kisi ka intizar farma rahay hain. Arz krnay par Irshad fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23680PICHLAY SESSION K IS SAWAL K MADARIS K JO LOOG ATAY HAIN WOH ZAKAT HI K CHANDAY SE APNAY SAFAR KA KHARCH NIKAL LAITAY HAIN. HAZRAT NAY TAFSEELAN JAWAB K AKHIR MAIN FARMAYA (JIS QADAR IS KO ZARRORTAY SAFAR MAIN KHARCH KARNAY KI ITNI RAQAM URFAN MAALIK...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23679LAST SESSION MAY IS SAWAL KAY JAMAAT E WITR CHAL RAHI THI AGAR KOI SHAK EK RAKAAT K BAAD PAHUNCHA TO US NAMAAZ KO KAISE MUKAMMAL KAREIN? HAZRAT NY JAWAB ATA FRMA DIA KY FRZ MAY MASBOOQ KI TRA ISKO BHI PURA KR LY LAIKIN SAIL NY PHIR ARZ KIA KY YEH QUN...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23678Musalmano may ibadat ka jo jazba ramzaan may hota hay wo ramzan kay baad dekhnay may nahi ata. Hazrat ki naseehat. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23677pichlay session kay sawaal Aksar gharo main dekha gaya hai ke bathroom ke sath toilet attach hota hai aur log wazoo bhi usi main kartai hai tu kiya agar hum wazoo kar rahe ho to Wazoo ki Dua nahi padh sakte aur is se quran ki ayaton ki behurmati hogi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23676Mufti Shoaib Qadiri Sahib ki taraf se aik Aetraz k jawab mein tafseeli Jawab!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23675huzur ye irshad farmaiye k jiske paas sona (gold) 2 tola hai aur naqad (cash) 40,000 hai. maal e tijarat aur chandi kuch nahi hai. Kya sona aur cash dono ki zakat nikalen ya sirf cash ki? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23674Aik sahib kehtay hain safaid emama pehanna bd majhaboun ki mushabaht hy awr usay ziada tr suleh kulli awr bd majhab pehantay hain. Kia yeh safaid emama agr bd majhab ziada pehnain to yeh unki mushabehat hy? Awr wo kehtay hain k yap mujay aik bhi hadi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23673Kia Mian Biwi Ba-Jama'at ghar mein Namaz ada kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23672Kya Tahajjud key liye sona shart hai. Yahan Canada mein Sunni masjid mein midnight key baad ba-jamaat namaz-e-tahajjud ada ki jati hai..khaas ramazan ki raton mein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23671taalaab me nahaya aur galati se kaan me pani gaya to roza jata rahega agar use roza yaad na ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23670Ramzan mein Zakat lenay ki Garz se kaee Madaris se Loug Safar kar k Aatay hain aur aisa suna gaya hay k jo Zakat unahin milti hay uss mein se wo apnay Safar ka Kharch bhi nikal letay hain. tou kia Zakat denay wali ki Zakat utni ada hogi jitni uss ne ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23669MERY SHADI KO 7 SAAL HO GAYEI HEI MERY BIWI KO JO DAHEJ MILA THA USKA BAHUT SA SAMAAN [ BERTAN WAGERA ] KAAM MEI NAHI AA RAHA HEI KYA US KI ZAKAT NIKALNI HO GI Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23668NAMAAZI KE AGE SE KOI GUZR JATA HAI TO USKA KYA HUKM HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23667TAKBEER E TEHREEMA K BAAD QIYAAM ME JO SANA PADHI JATI HAI AGAR KOI USKO ISTARAH SHURU KARE K " SANA SUBHANAKALLAHUMMA" YANI LAFZ E SANA KO SHAMIL KAREIN TO ISKA KYA HUKM HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23666JAMAAT E WITR CHAL RAHI THI AGAR KOI SHAK EK RAKAAT K BAAD PAHUNCHA TO US NAMAAZ KO KAISE MUKAMMAL KAREIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 7,301-7,400 of 19,313 items.