Showing 7,201-7,300 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
23865A person says that every name of Almighty Allah used in any religion, is respectful with the case if it is not used for any other thing excepted Allah like we see in Hinduism the words Bhagwan and Ishwar are only used for Allah, they belive their oth...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23864Hajj kay moqay per madinay shareef may maujood aurat agar haiza hogayee tu wahan say haram shareef kaisay ayengee? Kya ihraam bandhaingee? Kya tawaf karay gee? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23863هل يجوز التوسل باولياء و الصالحين وبخاصة سيدنا و شيخنا عبد القادر الغيلاني قدس سره العزيز؟ Hl yajuz altawsul bil olia wa salaiheen wa be khasa syedna wa shaikhaina Abdul Qadir AlGilani quddus surohu alaziz? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23862Barray Peer Dastgeer ke naam se chiragh jalana kaisa hai? Agar koi jalae tou kis tarah jalaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23861Aisi Masajid jahan loug Namaz ya Tilawat-e-Quran mein mashgool rehtay hain wahan Naat Khwani ka ahtimam kia ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23860Is it permissible to take Zam Zam Sharif to our homeland or hotel from Masjid-e-Nabwi Sharif (Sallallahu Alaihi wa Sallam)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23859Aik hi surah qasdan ya sahwan donu rak'at mein parrhi tou namaz ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2385813 saal ka complete bacha hay tu kya wo apni maa kay saath mahram ban ker hajj per ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23857Pichlay session mein Hazrat ne farmaya ke jo loug Dr. Tahirul Qadri ke Aqwaal-o-Amaal per takfir kartay hain woh haqq per hain. Tou kia iss ka ye matlab hay Hazrat unki takfir ki taeed farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23856Is it true that the on the night of ascension (Meraj), a bead of the blessed perspiration (Paseena Mubarak se aik Qatra) of Sayyiduna RasulAllah (Sallallahu Alaihi wa Sallam), touched the ground and a rose (phool) grew from this? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23855Ghous-e-Azam Baman-e-Bay Saro Saaman Madaday; Qibla-e-Deen Madaday, Ka'ba-e-Iman Madaday. Hazrat ye Sher apni har taqreer se pehlay parrhtay hain. Ye Sher kin ka likha hua hay? Aur iss ka kia Matlab hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23854Aik Gaana jis mein ye bol hain k "Tujh mein Rabb dikhta hay mein kia karun, Sajday sar Jhukta hay mein kia karun" Kalima-e-Kufr hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23853Asr ki namaz prh kr tawaf kia awr nafl nahi prhay. Magrib ka wqt shru howa to Bkr ny kaha ky nafl prh lain jis pr Zaid ny kaha ky Bahar-e-shariat jild sowm (3) may jin bara (12) wqtoun may nawafil mana hain unmay grub aftab say frz-e-Magrib ka wqt b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23852BadMazhbat Aetraz kartay hain k AlaHazrat ne Malfuz Sharif mein farmaya hay k Ghous k bagair Dunya Qaaim nahin reh sakti? Wazahat farma dijiye! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23851Ghous aur Qutb kinhain kehtay hain? Kia ye aik hi martaba k 2 alag naam hain? Agar aisa hay tou mukhtalif Shehron k Mukhtalif Aqtaab jo bataey jatay hian unka kia matlab hay jub k Ghous k baray mein mash'hoor hay k wo Apnay waqt ka sirf aik hi hota h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23850Kia Aalim ya Faqeeh ka Martaba Sayyid se Ziada hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23849Moonchon kay Halaq ka Hukm hay ya unhain past karnay ka hukm hay? Agar past karnay ka Hukm hay tou Sunnat tareeqa kia hay. Kiun k Kenchi (Scissor) ko Ijad huay abhi tareeban 120 saal hi huay hain. Iss se pehlay kia tareeqa raij tha? rahnumai farmaen!...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23848I am 15 years old. I dreamt of many Awliya gathered who took me to the Beloved Prophet SallAllaho Alaihi wa Sallam and I kissed his blessed hands, feet and shoulder. He smiled and put a clock white light beaming from it on my back and kissed my hands...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23847Hazrat Salman al Farsi (Radi Allahu anhu) is regarded as part of the noble Ahle Bait of Sayyiduna RasulAllah (Sallallahu alaihi wasallam). Are the descendents of Hazrat Salman al Farsi (radi Allahu anhu) regarded as part of the beloved Saadat/Sayyids...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23846What is the proper spelling in English for the name Mustafa. Is it MusTafa or MusTHafa or MusTufa or Musthufa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23845Sarkar Karim Alaihis Salato was Salam ko Soorat-Allah (صورت اللہ) kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23844Nahaj al-Balagah Sayyiduna Ali ki Kitab hay jo unhoun ne khud likhi? ya ye Hazrat Ali k Malfuzat Sharif ka majmoo'a hay? kia ye kitab kisi bhi zamanay mein Mustanad rahi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23843jo cheez quran aur hadis se najaiz aur haram aur sabit ho jaye tou kiya Ulama waqt ki nazakat ke hisab se uss hukm ko badal saktay hain ya nahin? Aik Muqarrir ne kaha k ALLAH ka kia hua Haram tou Uss ka Rasool bhi Halal nahin kar sakta? Kia ye Aqeeda...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23842Mard ka htheli ya talway may mehindi lagana kaisa? Awr sir awr darihi may mehindi lagatay wqt hathoun may lg jaiy to kia hokum hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23841Agar Aurat Pregnant ho aur usay Talaq di tou Talaq Waqay ho jaegi aur Aurat ko Iddat guzarni hogi? Shohar ne Nashay ki haalat mein Talaq di tou Waqay ho jaegi? Agar Aurat Pagal hay aur Uss k Shohar ne usay Talaq di tou jub wo sahi ho jaegi tou wo Tal...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23840Most psychological illnesses such as depression, anxiety and stress are very common here in the west. Drugs for these illnesses are readily available but have many side effects. What does Islam say about these types of illnesses and what is the best ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23839Testing for new drugs is usually carried out on animals such as rats to make sure that the drugs have the effect required. Some of these tests may cause the animal to become paralysed or die without knowing the effects of the drugs. What does Islam s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23838Dar al Islam mein Jumuah ki 2 Farz k baad ki rak'tain Zohar ki Namaz ki Niyyat se parrhengay ya Jumuah ki Niyyat se? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23837Kya Aurat apne Waaliden ki Qabron par ja sakti hai Qabristan me. Hum ne aaj tak yehi suna hai k Qabrstan mein tou kya balkay Mazarat-e-Auliya par bhi nahin ja sakti. Aik Mufti Sb ne apne bayan me kaha k Aurto ko bhi apne waliden ki Qabron par jaana c...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23836Perfume main 2 qisam ke alcohol istemal hote hain, methyl alcohol aur ethyl alcohol. 1)Ethyl alcohol log pee sakte hain aur is main nasha bhi hay, kya aisa alcohol dala hua perfume bech sakte hain aur kya is ki kamai jayaz ya makroo ya Haraam hay? 2)...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23835hadees me hai k, aalim ki ziyarat karna ebadat hai, Hadis mein jo "aalim" farmaya uss ki kia tashreeh hay? wazahat farmaein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23834hadees me jo ilm e deen hasil karne par farziyyat rakhi hai iss se konsa ilm muraad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23833is it compulsary to be with wuzu for the namaz e janaza, sajda e tilawat and tawaaf? Please explain in Urdu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23832wuzu se farigh hone k baad towel ya tahebandh se wuzu ka pani pochna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23831Wuzu k liye qibla rukh baithna mustahab hai. liken kulli ya gararah karne k baad munh ka pani qibla ki rukh dalne se kaise bacha ja sakta hai? kya nichay ki taraf kulli karein to qibla rukh na hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23830Hazrat Malik Ibn Sinan Radi Allaho Ta'ala Anho k baray mein riwayat parrhi k wo Gazwa Uhad mein Shaheed huay thay magar Sayyiduna Siddiq-e-Akbar ne Jahad se wapsi par Hazrat Malik Ibn Sinan ki Boorrhi Walida se ye kaha k wo aa rahay hain tou unhain Z...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23829wudu me Farz e Amali aur Farz e Aeteqadi kya hain aur inn mein kya farq hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23828Khana khatay waqt aur Khusoosan Istinja k liye jatay waqt Sar ka dhakna Zaroori hay? Kia iss ka hukm kisi Hadees Sharif mein hay ya hamaray Buzurgon ka tareeqa hay? Agar iss ki Hikmat bhi irshaad farma dein tou karam bala-e-karam! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23827Hamaray yahan har maheenay hamaray Silsilay k Mashaikh k liye Quran Sharif k khatam kiye jaatay hain? Parrhnay walon mein kch loug aisay bhi hotay jo apnay walidain ya rishtay daron k liye bhi Quran Sharif parrh rahay hotay hain tou kia wo unhi Sipar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
238262 Zil Qa'da Hazrat Sadrush Shariah Mawlana Amjad Ali Aazmi Alaihir raHma ka URS Mubarak hay. Deen-e-Mubeen aur Maslak-e-AlaHazrat k liye unki Khidmaat aur Unki Seerat-e-Mubarikah par kch irshaad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23825Shawwal mein jo 6 Rozon k Fizalat wo pay dar pay 6 Rozay ya waqfay se bhi rakhay ja saktay hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23824Farz Namaz mein Tashahhud k baad Durood Sharif parrhay bagair Salam pher dia tou Namaz ho jaegi ya dohrani hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23823saba wo chale k baagh phale k phool khile k din ho bhale; liwa k tale saname khule raza ki zuubaan tumhare liye. Iss Sher ki Sharha farma dein aur ye bhi irshad farmaen k iss mein Baagh aur Phool se kia muraad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23822agar ruku wa sujood mukabbir ki awaaz par ho, sirf qir`at ki sama`at k liye loud speaker istimal karen to iski ijazat hae ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23821While performing namaz, In ruku our elbow and knee should be in what position? streight or little bent? and where to keep an eye (look) in Sajda position? Our palm should be flat touch the ground or what is the hukm? Please guide! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23820Mukhalif kehtay hain k Sarkar ne aik Balisht se ziada ooper Qabron ko Torrnay ka Hukm farmaya. Wazahat farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23819koi Shoes pahen Istijna karnay gaya aur phr Wuzu mein Paaon dhona bhool gaya aur namaz parrhnay k baad aya k paaon nahin dhoay aur waqt bhi khatm ho gaya tou ub kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23818Mein apni family k sath Syria (Shaam) k Mukhtalif Muqaddas Maqamat aur Mazarat ki Ziarat k liye jana chahta hun. Kia meri Walida aur Biwi bhi meray saht Mazarat Sharif ki Hazri k liye Safar kar sakti hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23817Buzurgan e deen ke Mazarat ko choomna kaisa hay? Buzurgan-e-Deen ki bargha ki hazri kay Adaab bhi taleem farma dein! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23816Farz Namaz ki Pehli Rakat mein agar Surah Naas parrh li tou agli Rakat mein kon si Surah ya Aayatain parrhay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23815Munaf, Parvez, Firoz aur Sahira naam rakhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23814Agar kisi ke pair main iron rod laga ho, kya use chair par namaz padna jaiz hay agar nahin tou wo kaisay masjid mein jamat se namaz padhay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23813Kch Saadat-e-Kiram ki Aqeeda AhleSunant k muamlay mein bohat hi sakht behas hui. Ub unn k 2 group ban chukay hain. Sadah loh Sunni Donu ki Syed honay k wajah se Izzat kartay hian jub k Ulama aur Awam ki aksariyat janti hay k unn mein se aik Haqq par ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23812Sayyid Muhammed Alawi Al-Maliki k baray mein kch Irshad farmaen? Kia Aap ki unn se kabhi Mulaqat rahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23811khauf aur khashi'at me kya farq hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23810maslak kise kehte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23809Kia Tissue Paper se Napaki jesay peshab k qatray paak karnay se jism ya kapprra paak ho jaega ya paani ka bahana zaroori hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23808Syeduna Maroof Karkhi ka Qoul kahin parrha k agar kisi nayk banday ko koi Khilaf-e-Shara kaam kartay dekho tou ye Uss amal k jawaz ki Daleel nahin ya wo Amal sirf iss liye Jaiz ya Hala nahin ho jaega k wo kisi Nayk Shakhs ne kia hay? Arz ye hay k jub...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23807Meray Peer Sahib tou Jamae' Sharait Peer thay magar ub wo parda farma gaey? Unn k Shahzaday jinhain unki Khilafat hay wo Paband-e-Shara nahin. Kia mein apnay Beton ko iss niyyat se k wo Shahzaday k zariay meray Peer Sahib se hi Bay'at hongay Bay'at k...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23806Hum apni beti ka naam Fatima rakhna chahtay hain? kisi ne kaha k sirf Fatima na rakha jaey. Kaneez Fatima rakh lia jaey? Huzoor rahnumai farmaen aur ye bhi irshad farmaen k Fatima ko English mein "Fatima", "Fatmah", "Fathima", "Fathimah" kesay spell ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23805Aaj kal Cars mein jo Seats hoti hain unn par mukhtalif Janwaron ki Shakal aur Unki Khaal ki Shakal k Seat Covers hotay hain? Kia unka Istimal jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23804Syeduna Ali ka aik Laqab Asadullah Mash'hoor hay? Kia ye laqab sahi hay? Aur ye Laqab Sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam ne dia ya SaHaba ne khud Rab Ta'ala ne ye Laqab wahi farmaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23803Jub kisi Sunni Musalman bhai ya behan ka Intiqal ho jaey tou uss k dafnanay tuk aur uss k baad uss k kia huqooq hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23802one who wears such a shirt on which it bears a picture of a devil, and writing stating, "God is Busy. Can I Help?" (Astagfirullah) Can you please let us know of the Ruling? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23801Farz Namaz ki 3rd ya 4th Rak'at mein alHamd Sharif k sath Bismillah Sharif parrh li magar koi surat nahin milae tou Sajda-e-Sahw karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23800Pair phela kar Aik Pair ko Doosray Pair par rakh kar bethnay mein koi harj hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23799Rasool-e-Akram SallAllaho Alaihi wa Sallam ne jo Nikah farmaey unki Mustanad Tareen Maloomat (mas'alan k kub kub aur kin kin se Nikah farmaya) k liye kis Kitab ki taraf ruju kia jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23798Dr. Tahir ko awam unkay esaion ky sath esai tehwar mananay awr digar ghumrahion ki bina pr dr. padri kehtay hain to kuch hazraat etraz krtay hain ky padre kehna chunka kuffar sy tashbih daina hy lihaza aisa kehna takfir ky zumray may aata hy. Tafsili...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23797Zaid ne kaha kay Sayyidi Taajush Shariah ne farmaya hay kay: 'Ibn Katheer nay Ibn Taymiyah kay gumrah qun aqaid ki parda poshi kee heh.' Agar waqa'ee mein mansoob shuda qawl darust hay tou phir Sayyidi wazahat farma dein kay Ibn Katheer nay Ibn Taymi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23796AlaHazrat aur hamaray Silsilay k deegar Ulama k Ibn Kathir k baray mein kia Qoul hay? Kia hum usay Sunni maantay hain? Aur kia uss k kisi qoul ko Apnay Aqeeday ko sabit karnay k liye Istimal kia ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23795bohat se Awliya aur Ulama k naam k sath "Imam" likha jata hay jesay Imam Jalaluddin Suyooti, Imam Ahmad Raza Khan Alaihimur raHma. Iss se kia murad hay? Kia mojooda dor k Ulama wa Awliya k naamon k sath Imam likha ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23794An Imam dyes his beard with black color. Is it OK to offer Prayers in his Imamat? What is the ruling for Jumu'ah Prayer when he is the only available Sunni Imam? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23793kisi shakhs ne farz sunnat nafil wagera me namaz ke Qaiday mein DAROOD E IBRAHIMI ke baad bhool se Dua Masnuna nahin padhi aur salaam pher diya. Ab iski Namaz ka kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23792Aik sahib kehtain kay mein wazifat al karima pabandi say parrhta hon laikin mujay lag raha hay kay mujh par nazar lag gai hay? Kia is baat ko aitaqad may kamzori samjha jaey ya parrhnay mein galati hoi ho ya wazaif perhnay walay ko bhi nazr lag sakti...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23791Junbi agr acha khawab daikhay to kia yeh umeed kr sakta hay kay InshaAllah iski taabir bhi achi hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2379026 Shawwal al Mukarram, Hazrat Mawlana Fazlur RaHman Qadiri Ibn Shaykh Ziauddin Madani Alaihir raHma k Youm-e-Wisal hay. Hazrat Unn k baray mein kch Irshad faemaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23789zakat kay maslay ki wazahat.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23788RAMZAN SHARIF MAIN AKHRI JUME KO 4 RAKAT NAMAZ 2 SALAM SE PADHEY. HAR RAKAT MAIN SURAH FATIHA KE BAD 7 BAR AYATAL KURSHI AUR 15 BAR SURAH KAUSHAR PADHEY TO AB TAK KI QAZA NAMAZO KA KAFFARA ADA HO JAYEGA. KYA YAH SUCH HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23787Madina Munawwarah mein jo Khak-e-Shifa Mash'hoor hay uski kia haqeeqat hay? Aur kia kisi Beemar k liye Shifayabi ki Niyyat se wo Matti apnay mulk laa saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23786musafir k liye sawari par azaan dena kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23785fatawa e razwiyyah me hai k masjid k andar azaan dena makrooh hai khwah wo azaane panjwaqt namazeen ho ya azaan e khutba. azaan masjid k andar dene ko makrooh kyun kaha gaya hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23784QAYAMAT KE DIN LOGON KO WALID KE NAM SE BULAYA JAE GA YA WALDA KE NAM SE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23783GHARI (WRIST WATCH) KA CHAIN JAIZ HE YA NAHI? AGAR MAKROOH HE TO SIRF NAMAZ KI HAD TAK YA HAR WAQT? NEEZ KARAHAT KI WAJAH IRSHAD FARMA DEN. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23782Can i recite Ayat al Kursi or Laqad Ja'a kum Rasoolum (Ayah) in namaaz and if yes should start with Bismillah or a'oozo billah? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23781Koi Shakhs jis ne Farz Hajj ada kar lia hay Hajj k VISA par aaey aur direct Madina Sharif aanay k baad Hajj ko na jaey tou kia hukm hay? aur Umrah k Visay par aanay walay k liye kia Hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23780Durood Ibrahimi sirf Namaz hi mein parrh saktay ya Namaz k ilawa bhi parrh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23779HUZOOR E MUFTI E AAZAM E HIND KO ALUR RAHMA KAHA JATA HAI YE NAAM KIS NE DIYA AUR ISKA KYA MAANA HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23778AGAR KOI SHAKHS 4 RAKAAT WALI NAMAAZ ME QAEDA E AAKHIRE SE QABL BHOOLE SE PAANCHWI RAAKAT K LIYE KHADA HOGAYA TO AB US NAMAAZ KO KAISE MUKAMMAL KARE? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23777Kia Mehr ki jaga Hajj karwa saktay hain? k Shadi k baad biwi ko Hajj karwaey aur isi ko Mehr muqarrar kar le? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23776Kia ye har wali k liye zaroori hay k wo Aalim-e-Shara' ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23775Kia Gaaey k Gosht par Fatiha nahin deni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23774Kya Qayam-ul-Lail ki Namaz Sunnate Muaqqadah hai? Aur iska Jamaat se padhna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23773Aik Muqarrir ne kaha k Ummat-e-Muhammadiya pichli Ummaton aur unn k Nabion se bhi Afzal hay! Aisa kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23772jab Imam e Ishqo Mohabbat apne Fatawe mein sheikhul Islam farmatay hain tou iss se kon muraad hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23771AlaHazrat Imam e Ishq o Mohabbat ko Ilm e Ladunni se Sarfaraaz kiya gaya? Kya yeh Sahih hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23770Huzur Pur Noor Alaihis Salaatu Wat Tasleem Mazhar e Zaat e Kibriya bhi aur Mazhar e Sifaate Kibriya bhi Hain. Magar is me farq kya hai? Mein is ki tafseel kisi motamad kitaab se parnhna chahta hun, jo hamare akabireen ne tasneef ki ho. Rahnumai farma...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23769Aisi jagah jahan Sahih al Aqeeda Sunni Imam nahin wahan Jumu'ah k liye kia Hukm hay jub k aisa Bad Mazhab Imam mojood hay jis ki Bad Mazhabi Hadd-e-Kufr ko nahin pohanchi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23768Islam mein 2 Gawahon ki Shahadat ka Aetibar hay Magar Zina k muamlay 4 Gawahon ki kia Hikmat hay? Mau'tariz kehta hay k ye kesay ho sakta hay k koi 4 Gawahon ki Mojoodgi mein Zina karay? Rahnumai Farmaaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23767Bachay ka naam Abu Turab aur Abu Hurera rakh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
23766Khwab mein Roza-e-Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam ki Ziarat hui isski kia Tabeer hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 7,201-7,300 of 19,313 items.