Showing 6,701-6,800 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24365some people say that we should not judge scholars because we are sinful and only Allah is in the position to judge people. Does this mean that we should be quiet about those scholars who openly try to decieve people (awaam). Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24364Can women use the trimmers/razors to clean their extra hairs? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24363Mein jub masah k waqt gardan par masah karta hun tou meri company k loug kehtay hian k aisa na karna chahiye aur iss ki koi asal nahin. rahnumai farmaen! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24362 Nangay Sar Quran Sharif parrhna aur Sunna kesa? Mard aur Awrat donu k liye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24361 Aik badmazhab ne Abu Dawood Sharif ki Hadees number 393 aur 400 sunai k Jub Sarkar Kareem Alaihis Salato wat Tasleem dopeher ki namaz ada farmatay tou saaey ki lambai 5 feet se 7 feet hoti. Jub k hamara Aqeeda hay k Sarkar Kareem Alaihis Salato wat ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24360 Paani bechna kesa jub k Khareednay wala aur bechnay wala donu musalman hon? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24359Kuch dino pehlay aik Janazay ki Namaz parrhi jis mein Mayyit k Kafan ka Rang surkh tha. Kia Islam mein isski Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24358Quran Sharif mein jo Aayat-e-Sajda par Sajday ka Hukm hay ye Sarkar Kareem Alaihis Salato wa as-Salam kay zamanay mein bhi tha yaa baad mein Sahaba-e-Kiram ya Taba'een mein se kisi ne raaij kia? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24357Yahan UK mein aik Organization hay jiska motive hay k jo bhi jo kch kar raha hay usay karnay dein aur hum sirf Muhabbat ka aur Aman ka Pegham aam karain kiun k Radd karnay se wo seedhay rastay par tou aatay nahin aur aapas mein kasheedgi aur jang ki ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24356Is it permissible for a woman to use perfume when she goes out with her husband, knowing that she will not pass on men? then If she has an accident or any urgent matter, will she be sinful if a man smells her perfume? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24355Abu Hurairah Narrated that Allahs' Messenger said: “Ruin be to a slave of the Dinar; the slave of the Dirham, and the slave of the striped silk cloak. If he is given anything he is pleased, but if not, he is unhappy.” (Bukhari Sharif) Please explain ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24354Zaid ne baqar se 50000 rupeey liya jaab baqar ne rupeey mangey to zaid usko 25000 rupeey k SODEXO passes Aur 25000 cash deta hay ispar baqar kahata hay k SODEXO passes ki 8% yani 2000 rupeey kam value hay zaid isko mann leta hay aur baqar ussi sodexo...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24353AlaHazrat Alaihir raHma ne Fatawa Razawiyyah, Jild 24 mein farmaya, "Ae Grouh-e-Ulama! Agar tum mustahibbat ko chorr kar mubahat ki taraf jhuko ge, Awam Makruhat par girengay. Agar tum makrooh karoge, Awam Haram mein parrengay. Agar tum haram k murta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24352lafz Alahazrat likhnay ka sahi tariqa kiya hai, kiya yeh aik hi lafz hai، اعليحضرت yani isay mila kar likha jai ya alag alag اعلیٰ حضرت یا اعلیٰحضرت؟ likhnay ka durust tariqah konsa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24351Kia Lakeeron mein Yadullah Khat Sarw Aa sa likha; Raah yun Iss raaz likhnay ki nikaali haath mein!! Alahazrat Alaihir raHma k Iss sher ki sharah farma dein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24350 Hazrat Saeed ibn Musayyab (radi Allahu anhu) said that he heard Hazrat Sa'ad (radi Allahu anhu) saying, "On the day of Uhud, the Prophet (sall Allaho alaihi wasallam) said to me, 'my parents be sacrificed upon you.'" (Bukhari). Can you please explai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24349 Aik Muqarrir Sahib ne faramaya k Jub Esa Alaihis Salam ka Nuzool hoga tou poori dunya unahin Asman se utarta dekhegi aur iss par kaha k aaj kal TV aur Internet aur Satellite ka dor hay jis se poori dunya k dekhnay wali baat ko taqwiyat milti hay. Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24348 Aison ko Ne'at khila, Doodh ke Sharbat Pila; Aison ko Aisi ata tum pe Karrorron Durood!! Iss sher ki Sharah farma de aur ye k iss sher mein Aison se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24347 Galat soch aur Khayalat ka Aana bhi Ma'siyat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24346 Baaz Anbiya Alaihim as-Salam aur Awliya-e-Kiram k Mazarat ki lambai 15-20 gazz k qareeb bhi hoti hay. Kia Aam Muslimeen k liye itni lambi Qabr ka Banwana jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24345 Kuch lougon ne aetraz kia k hum Mustafa Jaan-e-Rehmat pe Lakhon Salam aur Kabay ke Badrudduja tum pe Carroron Durood parrhtay hain tou hum tou aik martaba parrhtay hain tou Laakh ya Carore Durood kesay ho jaega? Hazrat iss ki Wazahat farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24344 Aik Shakhs se jub bad nigahi k baray mein poocha gaya tou uss ne jawaban kaha Allahu Jameelun wa Yuhibb al-Jamal, k Allah ki kisi khoobsoorat takhleeq ko dekh kar uski tareef karna chahiye. Iss par aik Mufti Sahib ne farmaya k Hadees Sharif ko iss p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24343 Qabr k sawalat k baray mein riwayat hay k Sarkar Alaihis Salat wa as-Salam ki Shabeeh dikhai jati hay aur unn k baray mein Sawal kia jata hay. Kia ye Sarkar Kareem Alaihis Salato wa as-Salam ki Zahiri Hayat mein bhi tha aur Unn ki iss Dunya mein Wil...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24342 Zaid agar kisi Badmazhab ki Nikah mein Shirkat karay tou kiya usko Tajdeed-e-Iman Aur Tajdeed-e-Nikah karna hoga? Aur Jaan Kar kiya Ho tou kiya Hukm Hay Aur Anjaney may kiya Ho tou kiya Hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24341 Agar zaid namaz parraha ho aur uskey sarr par se TOPI gir jaye tou kiya Bakr jo Namaz may nahin uskey sar par topi rakh sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24340Steel k Bartan mein khana peena kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24339Mard jub Sajda kartay hain tou unn k Paaon ki Ungliyon ka pait zameen par lagna chahiye. Kia yahi hukm aurton k liye bhi hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24338Agar dua e qanoot parhnay kay bajaye Altahiyyat parhna shroo kerdiya tu kya sajda e sahu lazim hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24337 What is the origin of the practice to recite a short dua (rabbigh firli wali walidaya) after completing Sura Fatiha and before reciting Aameen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24336 CAN A MAN MARRY TWO SISTERS at a time or two sisters one after another? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24335 My Husband wants to marry a Hindu Girl and he said that I must give him permission otherwise he will divorce me? what should I do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24334 Mein aur meri biwi safar par rawana huay. Rail mein wo Ladies Bogie mein theen aur mein Gents mein. Ub hum ne jo safar kia wo taqreeban 200KM tha tou kia meri Wife ka Safar bagair mehram k safar hoga ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24333 agar railway reservation ticket internet k zarriye purchase karte hai tou asal fare se kuch percentage ziada raqam dena padhti hai tou kya ye Jaiz hay aur kia ye fuzool kharchi aur Maal ka Israf kehlaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24332 Arabi k ilawa kisi aur Language mein likhay huay kisi dastawez ka adab bhi lazmi hay? kisi ne kaha choonkay k iss zaban mein Muqaddas Asma jesay ALLAH aur Muhammad likhay jatay hain iss liye inka ahtiram bhi lazmi hay. Rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24331 There are news of Hazrat blessing sunnies of UK with his Arrival very soon! Are Hazart really visiting UK? If yes then when inshaALLAH? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24330 Internet par BEST OF MEN k naam se aik Poll (Voting) kia ja raha hay jis Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ka naam bhi dia gaya hay aur sath hi 4-5 Non-Muslims ka naam bhi dia gaya hay. Kia aisi voting mein hissa lena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24329Teejay, Daswain aur Chaaleeswain ka khana khandan walay khaa saktay hain? Loug kehtay hain ye khana khaanay se Dil Murda hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24328"Allah bhi sochta hay k Insaan itna Jald baaz aur Lalchi kiun hay?" kia ye kalima-e-kufr hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24327 Fatawa-e-Amjadiya me hai k dauraan e wuzu salaam ka jawab diya jaye kuch ulama kehte hain k na diya jaye, huzoor ki bargah me iski wazahat ki darkhwast? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24326 Zaid ba jama'at namaaz me tha uske qareeb masjid ka ek rack tha jis par ek kitab rakhe howi thi. zaid ki nigah uspar padhi aur usne namaz ki halat hi me us kitab ka naam padh liya. to iska namaz par kya asar hoga? aisay hi agar uss ne samne wali de...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24325Aqeeqah aur 11ween Sharif ki raqam agar alag alag ho tou aik hi dawat kar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24324I would like to know whether it is permissible for anyone to wear jewellery with the Name of ALLAH or Quraanic Ayaat on it (e.g Ayatul Kursi or any Surah's)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24323Sayyiduna Imam Mehdi k Walidain kon hain? Kia wo Paida ho chukay aur Aasmanon per Utha liye gaey ya Unnki Pedaish hi Unka Zuhoor hoga ya wo ab Paida hongay aur phr aik khaas waqt k baad apany aap ko zahir farmaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24322PCHLAY SESSION SAWAL HUA KAY ZAID NAY BAYAN KAY BAAD HUM JAHIL HAIN KAHA AWR LOGON NAY MANA KIA KAY KHUD KO JAHIL NAHIN KEHNA CHAHIYE. USKI TAFSIL YEH HAY KAY BAYAN KAY BAAD DUA MAY ZAID NAY KAHA KAY AEY ALLAH HUM JAHIL HAIN HAM SAY PARHNAY, SUNNAY A...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24321Kia Sayyiduna Usman-e-Ghani Radi Allahu Anhu ko bhi hamaray Salaf mein kisi ne Sayyid al-Shuhada farmaya hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24320Hazrat ne apay Dubai k Safar mein Sarkar Mufti Azam Qubt-e-Alam Alaihir raHma k Faiz-e-Karam se MashaALLAH bohat Piyari Naat Sharif farmae jo Internet se mili. Uska aik sher hay, Abhi ho Roo Kash-e-Arsh-e-Bareen Nazar Meri; Jo Aaey Arsh Nasheen Taajd...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24319Huzoor Jilani Miyan k aik sahibzaday Ghaliban Hazrat Tanveer Raza Khan Sahib k baray mein bataya jata hay k unn par Jazb ki Kefiyat tari rehti thi aur wo isi haal par Mafqoodul Khabar ho gaey. Hazrat unn k baray mein bhi kch irshad farmaen. JazakALLA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24318Huzoor Jilani Miyan Alaihir raHma k baray mein Internet par parrha jiss mein unki likhi hui kch Kutb k baray mein bhi maloom hua jin mein Zikrullah, Nematullah, Hujjatullah, Fazail-e-Durood Sharif, Tafseer Surah Balad aur Tashreeh Qasida Nau'mania sh...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24317Aaj 11 Safar al-Muzaffar, Huzoor k Waalid-e-Girami, Sarkar Mufassir-e-Azam Hadrat Allama Mawlana Ibrahim Raza Khan Jilani Miyan Alaihir raHma ka URS Sharif hay. Hazrat Unki Seerat wa Khidmaat par kch Irshaad farmaen aur ye bhi Irshad farmaen k wo Sil...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24316What is the importance of a Fatawa in Islam? Now a days, people have made fun of this word Fatawa and does not respect this term. Please guide!Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24315Do we need to gain the permission of our Shaykh to enter the Blessed Mazar Sharif of Syedduna Shaykh Abdul Qadir Jilani radi allahu tala anho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24314Aurat ka apnay Shohar se uski Awlad ki Parwarish aur Ghar k kaamon aur khana wagera pakanay ka muwavza (Ujrat) talab kar sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24313Huzoor Mufti Ahmad Yaar Khan Naimi Badyouni Radiyallahu Anhu, mentioned in his book Named (Shan e Habibur Rahman min Ayathil Quran) that Hadrat Ameer e Hamza Radhiyallahu Anhu are Sayyidus shuhadah (Leaders of the Martyrs) whereas we have heard that...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24312Namaz mein Tasawwur-e-Shaykh kar saktay hain? Agar haan tou kesay? Agar nahin kar saktay aur Shaykh ka Khayal aa jaey tou kia Namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24311ONLINE CURRENCY EXCHANGE TRAIDING MEIN SHARAAKAT DAARI AUR USS SE HAASIL HONE WALE MUNAFA HALAL HAI YA HARAAM ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24310Kia Awaam mein kisi ko ye Haqq Haasil hay k wo kisi Gustakh-e-Rasool SallAllaho Alaihi wa Sallam ko Qatal kar de? Aur agar wo kar de tou Shara Sharif mein uss k liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24309Muatariz kehta hay k Sarkar ne Abdullah Bin Obai (Munafiq-e-Azam) ki bhi Namaz-e-Janazah parrhai aur uss k liye Dua bhi ki tou aisa kiun hay k aaj hum kisi Kalma Go jis se agar bad-mazhabi sarzad ho gae uss ki Namaz-e-Janazah nahin parrh saktay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24308Loug aksar ye kehtay hain k Sarkar tou apnay Jaani Dushmanon ko aur Apni Shan mien Gustakhi karnay waloun ko Muaaf farma dia kartay thay aur unn k liye Dua bhi farmaya kartay thay tou ye kesay ho sakta hay k Islam mein Gustakhi-e-Rasool SallAllaho Al...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24307Agar musalman kisi Kafir se sawal karay k kiya woh hamare Nabi SallallahoAlaiheWasallam ko Paighambar manta hai aur woh kahay k mae nahin manta ya Musalman ye kahay tumharay Bout jhootay hein to jawab mae Kafir kahay k mae bhi tumhara Nabi ko (mu`azA...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24306Mae eik ghair islami mulk mae rehta hoon aur yahan Namoos e Risalat kay Qanoon se mutalliq kaafi sawal kiye jatay hein. Maslan Jis tarah Musalmano k nazdeek Aaqae Namdaar SallallahoAlaiheWasallam ki toheen wajib ul qatal qarar dee jati hai, agar koi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24305Wo kehtay na kehtay kch, wo kartay na kartay kch; Ae kaash wo sun letay mujh se mera Afsana!! Kia ye Sarkar Mufti Azam Qutb-e-Alam Alaihir raHma ka Sher hay? Agar haan tou isski sharha farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24304hadrat mene kch din pehle ek khwab dekha k main mahrera sharif ke aik buzurg k hujray mubarak mai dakhil hua or salam arz kia phir mene kaha ki meri sister ki shadi ko 6 sal ho gaye hai lekin koi olaad nahi hai. hadrat sahab ne irshad farmaya ki tum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24303Akser Dekha Gaya Hay Ke Hajj Per Lejane Wale Group Is Baat Ka Khayal Nahi Rakhte Ke Hajj Ki Qurbani Ka Janwar Zibah Karne Wala Sunnie Hay Ya Badmazhab, Nishandahi Karne Per Kaha Jata Hay Ke Hum yahan ki Government Ke Paband Hain Jo Qasai Wo Degi Wo H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24302Zamin Saakin hay ya Mutaharrik? Iss par AlaHazrat Alaihir raHma ki aik tehqeeq k baray mein suna k wo Zamin k Saakin honay k Qaail hain. Magar ab kch Sunni Ulama aur Scientist iss se Ikhtilaf kartay hain k AlaHazrat Ke Dor Me Experiment nahin Hua Tha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24301Is it Prohibited (haram) to burn fire crackers (Phul Jharriyan, Pathakhay, Aatish-Bazi)? some people say it is not... Hazrat please clarify! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24300What is the correct spelling of the name Bilal? Is it Bilal, Belal or Bellal? Please guide Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24299Hum say alag alag moqay per kisi nay lakhon rupay udhaar liya; iss waday per kay thora thora kar kay lota daingey. kuch arsay tak woh thori thori raqam lotatey rahe, jab 2 lakh tak wapis kar diya to phir achanak unhon ney raqam dena band kar di, hum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24298mere rishta daaron mein kuch bad mazhab hain. Mera unn ke sath kaisa ruwaiyya hona chahiye? Aur agar unn mein se koi mar jae tou unn ke janazah mein jana kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24297Aj kal baaz qari hazraat awr sameen bhi jb Fatah Khwani kartay waqt tilawat krtay hain to sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam ky ism mubark pr ruk kr awaz sy darood sharif parrhtay hain awr angothay bhi chumtay hain? Rehnumai frmain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24296Kia awrat apnay mahram ki qabr ki ziarat ki niyyat say ghar say nikal sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24295Alawi (jo Syedna Ali Radi Allahu Anhu) ki nisabt sy kehay jatay hain, kia unko zakat dai sktay hain? Aur kia Sayyida Fatima k ilawa Azwaj se jo Aap ki Awlaad hay wo bhi Saadaat k hukm mein hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24294Oh ALLAH bless me with obedience to my mother in a way that pleases you and her, not in a way that please you and me. Is it Okay to make this Dua? (Ya Allah mujhe apni walida ka farmanbardar bana iss surat par k meri walidah aur tu razi hon na k mein...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24293KIA SYED KO ZAKAT KA WAKIL BANA SKTAY HAIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24292AGR LOGON KO AHADEES YA MASAIL-E-FIQAH BATA RAHIAN HOUN TO KIA KEHNA CHAHYE (A) KUCH AHDEES AWR MASAIL ARZ KARTA HOUN YA (2) BAYAN KARTA HUN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24291JAHRY NAMAZ MAY MUNFARID KO IKHTIAR HY (JAHR KARAY YA SIRRI). ARZ HY KY SIRRI NAMAZ MAY MUNFARID KOI AYAT JAHR SY PARRH LAY TO KIA SAJDA SAHW KARNA HOGA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24290ZAID NAY AIK BAYAN KY BAAD KAHA KAY HUM JAHIL HAIN. KUCH HAZRIN NAY KAHA KAY KHUD KO JAHIL NAHI KEHNA CHAHIYE. KIA UNKA KEHNA SAHEE HAY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24289I am living in Jeddah. I had performed Umrah and came back to Jeddah without cutting the hairs and i cut my hairs in Jeddah? Shall i have to pay any "DUM" as i didn't cut my hair in Makkah. If yes, then what and how much? (repeat Q4 same session)Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24288Galati se agar koi khud ko al-Qadiri likhnay ki bajaey al-Qadir likh de tou kia hukm hay? kisi ne kaha k al-Qadir sirf Allah k liye khaas hay aur aisa likhna Shirk hay aur iss par Tawba lazmi hay. Hazrat kia farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24287kaha jata hay k Asli Sayyid se Bad-Mazhabi ya Kufr sarzad nahin ho sakta tou kia jub koi Sayyid Bad-Mazhabi ki baat karay aur uss par Qaim rahay tou usay Sayyid mana jaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24286Khud ko Sunni kehnay walay aur Sayyiduna Ameer-e-Muawiya ko kafir kehnay walon ne Kitab Habib al-Sayyar (حبیب السیر) k hawalay se ye aetraz kia k 58 Hijri mein Ameer-e-Muwaiya Madina Munawwarah aaey aur aa kar Yazeed k hath par Bay'at ka hukm dia jis...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24285Buzurgan-e-Deen aur Ulama-e-Kiram ka Youm-e-Wiladat manana kesa? Agar iss ki Ijazat hay tou rahnumai farmaen k unnka Youm-e-Wiladat kesay celebrate kia jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2428431 December ko New Year Night Celebration ki jati hay. Iss Celebration mein jana, iss mein hissa lena aur lougon ko Happy New Year kehna aur messeges karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24283Chand Girhan aur Sooraj Girhan dekhnay k baray mein kia Hukm-e-Shara hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24282Aaj kal naujawaan ek game SNOOKER bahut kheltey hay. naujaawan nasl ismay bhaut sa waqt barbaad kardeti hay. kya iss game ko waqt guzaarnay ki liye kehla jaa sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24281Zaid Sunni Sahi ul Aqeeda hay lekin uski peshani par light kaala nishaan hay bakr kahata hay k ye Badmazhabo ko aata hay jisse inki badmazhabiyaat sabit hoti hay? hazrat kya farmate hay? Aur zaid par kya Hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24280Zaid ne Aashhure k din Nawafil Namaz padha aur Sarkar Sallallahualhiwassalam Aur Shhodah Wa buzurgane izam ki bargah may isko nazr Pesh kar diya LEkin Baqar kahata Hay k tumhare Walid sahab ka Bhi inteqal ho gaya Hay tou tum Sarkar ki bargha may nazr...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24279Pichlay session mein Hazrat ne Murawwija taziya dari k khilaf bayan farmaya. jub uss k baray mein kch lougon ko bataya gaya tou wo bura maan gaey aur Ahle Bait ka dushman kehnay lagay. Inn mein kch Saadat bhi hain aur kch mash'hoor aur active Sunni b...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24278kia hum Sunniyon ka ye Aqeeda hay k jub jub jahan Mahafil-e-Milad Sharif ka In'iqad kia jata hay tou Sarkar wahan par apni Ruhaniyat se jalwa farma hotay hain ya hamara ye Aqeeda hay k Sarkar jub jub jahan chahin tashrif la saktay hain? rahnumai farm...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24277Hazrat AlaHazrat k Naatiya Kalam mein sub se kis Kalam se mehzooz hotay hain. Mein apnay Univeristy Urdu Department k professors ko AlaHazrat ki kch naatein dena chahta hun jis mein AlaHazrat ne Urdu ki Sha'iri ki sub se aala san'atain istimal farmai...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24276Pakistan mein Awliya-e-Kiram par haaliya honay walay dehshat gardi k waqiat k baad ab Bad Mazhab ye aetraz kartay hain nazar aatay hain k jo Murday (Ma'azAllah) apni aur apnay mazar par anay walon ki Hifazat nahin kar saktay wo kesay kisi ki koi mura...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24275Mein aik saal se Rozi k silsilay mein Pareshan hun. Mein ne aik Aamil se rabita kia tou unhoun ne kaha k aap pehlay apnay Peer se Ijazat le lein phr hi koi taweez ya wazifa dunga. kia mujhe unn se Taweez ya Wazifa lenay ki Ijazat hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24274I am living in Jeddah. I had performed Umrah and came back to Jeddah without cutting the hairs and i cut my hairs in Jeddah? Shall i have to pay any "DUM" as i didn't cut my hair in Makkah. If yes, then what and how much? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24273Masjid me ek martaba namaaz baa jama'at hojaye to kya baqi loog jinki namaaz choot gayi hai wo phir se jama'at bana sakte hain ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24272Dar al-Harb mein Musalmano aur Gair Muslims sub se Sood ka lena aur dena jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24271Tareekh ul Khulafa main Bukhari Sharif ki rawayat hay k "Huzoor Pur Noor Salallahu Alaihi Wa Sallim ne farmaya kay aey logo Abu Bakr ke pass jaao k wo tumhe Namaaz parhaen. Hazrat Ayesha Siddiqa ne arz ki Ya Rasool Allah Salallahu Alaihi Wa Sallim, H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24270Hadith may lafz Haddasana, Akhbarna, Sami'tu aur Ambaana k kia matlab hain? In mein kiya farq hai? Aur darjay aur sehat mein Aa'laa kon sa hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24269Perfume ki spray bottle jis par likha ho "free from alcohol"; kya aysa perfume istamal karna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24268Baraf bari may loug baraf ka adami yani Snow man banatay hain. kiya khail tamashay kay liye aysa karna theek hay, yaa yai bhi tasweer ya butt (Idol) bananay kay hukam mein hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24267Hamaray Shahar k aik Aalim Larrkay aur Larrkiyon donu k liye School wa College ki Taleem ko Haram kehtay hain chahay Larrkay aur Larrkiyon k alag alag schools aur colleges hon. Iss silsilay mein Hukm-e-Shara kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24266Gair Muslim se kis tarha k aur kis hadd tak muamlat ki Ijazat hay? Gair Muslim se Dosti k baray mein kia Hukm-e-Shara hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 6,701-6,800 of 19,313 items.