Showing 6,601-6,700 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
24465Jub hum Nabi Alaihis SAlato wa as-Salam par Durood Sharif parrhtay hain tou kia hamain Durood Sharif parrhtay hain waqt Sarkar k Aaba-o-Ajdad aur Unki Aal aur AsHab par bhi Durood Sharif parrhna chahiye ya ham jo bhi durood sharif parrhain wo Sarkar ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24464Pee k Pila ke Maykashon Talchat daroon-e-Jaam do; Qatra do Qatra yunhi si kch tou bara-e-naam do... ye sher huzoor ki naee naat sharif ka internet se mila. Iss ki tashreeh farma dein aur "Talchat daroon-e-jaam" ka matlab bhi irshad farmaen aur yahan ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24463Khair say din Khuda woh laai, dono Haram hamain dikhaey; Zazam-o-Beer-e-Fatima kay paeen gay chal kay jaam do... Yahan beer-e-fatima se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24462Muraqiba kisay kehtay hain... Iss ka tariqa inayat farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24461Aik shadi shuda mard ne doosri shadi karnay k liye Kaghzi tor par likh dia kay mein pehli biwi ko Talaq de chuka hun kiun k jis mulk mein rehta hay wahan k qanoon k mutabiq Shadi Shuda Mard doosri Shadi nahin kar sakta. Ub kia Talaq waqay ho chuki ag...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2446021 Rabi al-Awwal Shaykh Abd al-Haq Muhaddis al-Dehalvi Alaihir raHma ka URS Mubarak hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kuch Irshaad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2445920 Rabi al-Awwal Mufti Waqaruddin Sahib Alaihir raHma ka URS Mubarak hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kch Irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2445812 Rabi al-Awwal Sharif ko Khalif-e-Qutb-e-Madina Allama Ahsanul Haq Sahib Razawi (Faisalabad) ka Youm-e-Wisaal guzra. Hazrat ki Unn se Mulaqat rahi ho ya Unn k baaray mein kch Maloomat Mustehzar hon tou Irshaad farma dijiye... JazakALLAH Kher Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24457An-Nematul Kubra naami Kitab jo Ibn Hajr Shafaee Alaihir raHma ki hay uss mein Khulafaa-e-Arba'a k mawlid an-Nabawi SallAllaho Alaihi wa Sallam k fazail par Aqwal naql kiye gaey hain. Kia Khulafa-e-Arab'a k wo Aqwal Modu hain ya Hazrat ne kabhi kisi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24456Namaz se pehlay agar zaban se niyyat na ki jaey aur dil mein niyyat ho tou kia namaz ho jaegi. Kia dil mein bhi wahi alfaz parrhnay hongay jo zaban se ada hotay hain ya sirf itni niyyat ho k kis waqt ki konsi namaz parrh rahay hian Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24455Aise Shakhs Ke Liye Jo Ek Minute Bhi Apne Pairon Per Khara Nahi Rehsakta Jamat Pane Ki Kiya Soorat Hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24454Ek 60 Saala Shakhs Pichle Kuch Saalon(years) Se Pairon Ki Takleef Me Mubtala Hay Jis Ki Waja Se Wo Ek Minute Ke Liye Bhi Apne Pairon Per Khara Nahi Reh Sakta. Aur Pichle Kuch Saalon Se Ghar Se Baher Bhi Nahi Nikal Saka. Us Kay Ghar Kay Paros Hi Me Ek...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24453shahe mardan, shere yazdan, kuwate parwardigar, lafatha ila Ali, la Saif ila Zulfiqar... Iss sher ki sharha farma dein!! Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24452AIK AADMI NE MUJH SE AIK LAAKH RUPEES UDHAR LIE AUR CHAND DIN BA'D WAPAS KARNE KA WAHDA KIA MAGAR KAI MAH GUZAR GAE US NE RAQAM WAPAS NA KI. PICHLE MAHINE AAP SE DUA KARWAI THI TO US NE AADHI RAQAM DE DI. AB BAQI RAQAM K BARE MEN KEHTA HE K KAROBAR M...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24451Aaj kal Internet aur TV par ye mashhoor kia ja raha hay k Qayamat 2012 mein aaegi. Kia iss par yaqeen karna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24450Is it permissible to smoke sheesha/hooqah with flavoured tobacco? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24449Aik Shakhs ne apnay Parroshi jo ke Shia hay usay 10 lakh rupay udhar diye aur uska ghar qabzay mein le lia aur kaha k jub tuk qarza wapis na hoga qabzay mein rakhega. Ub uss shia parrosi k paas ada karnay ko raqam nahin tou uss ne kaha k mein uss gha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24448Eid Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam ki Khushi mein Aatish Baazi karna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24447Aik Musannif ne apni kitab mein likha k Hum AhleSunnt wa Jama'at Rasool SallAllaho Alaihi wa Sallam ko Sayyidul Anbiya, Afdal al-Khalq jaantay hain magar Bani-e-Islam nahin kehtay. Kia unka kehna durust hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24446Tableegi Jamat walay jo 3 din aur 40 din k jamaat nikaltay hain uss mein baaz auqaat aam loug bhi shamil ho jatay hain. kia iss bina par wo bhi tableegi jamat walay hi consider kiye jaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24445Kch lougon ne aetraz kia k Markaz-e-AhleSunnat tou Madina Munawwarah hay phr Bareilly Sharif ko kiun kaha jata hay. Aur agar Barr-e-Sageer Paak o Hind hi ki baat hay tou wo AlaHazrat ki Zamanay tuk hi tha ub kiun kaha jata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24444Punjabi mein aik sher hay... Haseenaa Jameelan da munh morr ditta; MuHammad bana k Qalam torr ditta!! ye Sher Naat Sharif mein parrhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24443Jamat aur Munfarid Namaz mien Surah Fatiha ke Baad Aameen kub aur kis tarha parrhni chahiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24442Can we give a donation towards printing of books for esaale sawaab n write inside the cover that this book is for esaale sawaab of all marhoom n also write names of people who are alive or is esaale sawaab only for those who have already passed away?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24441Aik Balti mein bagair wuzu kiye huay hath gir jaey tou kia uss balti k paani ko wuzu, ghusal ya peenay k liye istimal kia ja sakta hay? Aur agar uss pani k siwa pani majood na ho tou kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24440GHOSHT BAGAIR ZIBAH AWR AWRAT BAGAIR NIKAH HALAL NAHIN. ARZ HAY K KOI TISRI CHEEZ BHI HAY JO IS TARHA KAY QAIDAY SAY MUMASILAT RAKHTI HO? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24439Jub Sarkar Alahis Salato wa as-Salam ne Punj Aab-e-Rehmat ka Maujiza farmaya tou uss mein Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ne Sahaba se farmaya tha k jitna pani available hay wo kisi bartan mein le aaen aur phr uss mein apna dast-e-mubarak daal k Pa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24438Hamara koi hundi ka karabor nahi hy laikin kabhi zaroorat ky waqt aik dost ko dollar ya euro wegara daitay hain awr ijazat bhi daitay hain ky kisi bhi currency may hmray ghr dy dain , to kia dusray dost ky ly zaroory hai ky wo hmaray mulk may same cu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24437Zaid apni biwi ko talaq dene may razi nahi tha lekin larrki k walidain aur rishtedar zaid se zabardasti 3 saal pehley 3 talaqe likhwaye majbooran zaid ne talaq likh di ye khetey huwe k mujhe ye kaam karwa kar Gunaghar na banao kya talaq ho jayegi? au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2443617 Rabi al-Awwal Hadrat Shah Achay Miyan Alaihir raHma ka URS Shrif hain. AlaHazrat ne bhi apni Shairi mein unka tazkira farmaya hay. Unki Seerat-o-Khidmat par kch irshad farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2443516 Rabi al-Awwal Shaykh Muhammad Ibn Sulayman al-Jazouli Alihir raHma ka URS Sharif hay. Kch unn k baray mein aur Dalail al-Khayrat Sharif k baray mein irshad farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24434Khula aur Talaq mein kia farq hay? Kia Court se jo Aurat ko Khula milti hay, uss se Talaq waqay ho jati hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24433Doctor agar Ilaj ki Garz se Barhana honay ko kahay tou kia ilaj karwana chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24432Apne Murshid ko 'Aaqa' keh sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24431Gaandi ko Mahatmaa kehna kesa? kisi ne bataya k Mahatma Jibreel-e-Ameen ka Laqab hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24430Can we give a donation towards printing of books for esaale sawaab n write inside the cover that this book is for esaale sawaab of all marhoom n also write names of people who are alive or is esaale sawaab only for those who have already passed away?...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24429Sahibe tartib ki zohar Namaz kaza huwi aur Masjid me pohncha tou asar ki jamat chal rahi thi tou usko jamat me shamil hona chahiye ya apni kaza pehle ada kare? isi tarah train me tha zohar kaza thi aur asar k waqt train 4 minute k liye ruki tou pehle...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24428Huzoor se eik muaddabaan guzarish hai ke jab huzoor k paas kch waqt ho tou NOSHA AUR DULHAN ke liye sehra likhde barrahe karam aapke Mureed ye tamanna rakhte hai ke apni peer ki likhi huwi duai alfaaz jo sehre me hai, shaadi se pehle wo para jaaye hu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24427Do session pehlay Alawi aulad ky baray may sawal ky jawab may hzrt ny wazahat frmai. Jazakallah! arz yeh hy ky Hmaray waladain jo ky ab intiqal frma chukay hain, is maslay ki na waqafi ki waja sy apni zakat apny Alawi rishtaidaroun ko daity rahay. Ki...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24426WALLAH JO MIL JAE MERE GUL KA PASINA; MANGE NA KABHI ITR NA PHIR CHAHE DULHAN PHOOL!! Iss sher mein Wallah jo "Mil" jaey parrhna chahiye ya "Mal" jaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24425ARFAAT KE MAIDAN ME 9 TARIKH KO JAANA SHART HAI AUR NAHI GAYA TOH HAJJ HOGA KE NAHI? KUCH ULLAMA E KIRAM MUFTIYANE KIRAM KEHTE HAI KE KOSHISH KARNE KE BAAD NAA JAA SAKA TOH HAJJ HO JAYE GA. KYA YE SAHI HAI? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24424BHART MATA KI JAI" kahna kaisa hai? Jawab inayat farmayen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24423hamare gaaon mein 50% muslman pani kharid kar bechtay hein (kharidnay vala bhi maslman he or bhechne vala bhi muslman he) tou Pani bechna jaiz hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24422zam zam shareef se wudhu karna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24421gunahoon se sakhti k sath dhoor rehne. gunnahon par nadim hokar allah azzawajal ki raza hasil karne k liye koi wazifa irshad farmaein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24420daantn k ilaaj karwane par dentist ne daath par fixed cap bethaya. aisi surat me jab gusl farz hojaey to kya cap k neeche bhi pani pahunchana fardh hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24419zaid garrage me kaam karta hai jiski wajah se iske haathon me hamesha grease laga hota hai. agar woh chahkar bhi use dor karna chahe, bazariye sabun ya koi aur cheez tab bhi uski consitency kaam to hoti hai par mukammal saaf nahi hota? sabeel irshad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24418bayri k patton ko garam pani me daal kar nahaya jata hai. ye ek ruhani amal bataya jata hai. Iss ki kia haqeeqat hai? aur in patton ko dalnay se kya pani ka hukm badal jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24417"Ae Khak-e-Paak-e-Madinah, mujhe tujh se Hasad hay k tujh par Meray Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam ke Na'al Paak Jalwagar Huay" kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24416Kia Na Baaligh bachon ko Masoom kehna Jaiz hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24415"Khud Rabb Azza wa Jal bhi Huzoor SallAllaho Alaihi wa Sallam ka Deewana hay" kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24414kiya prize bonds per zakat hoti hay? Kya bank main majood raqam, jo nisaab say zayada ho, aur us main say waqatun fawaqtun khurch kartey rahain to kiya us per zakat hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24413AlaHazrat Alaihir raHma ki Mahafil mein Milad Sharif k moqa par kon si Naat parrhi jati thi aur AlaHazrat ki Milad Sharif ki Mahafil kesi hua karti thi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24412BadMazhab Aetraz kartay hain k Sarkar ki Wiladat tou ho chuki. Ub ye har har saal Wiladat ka Jashn kiun manaya jata hay? Milad Sharif par ye Aetraz bohat kia jata hay k Jab Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam aur Sahaba jinn se barra koi Aalim nahin, u...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24411Kia Milad Sharif sirf 12 Rabi al-Awwal hi ko Manani chahiye ya sirf Rabi al-Awwal Sharif mein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24410Ye dekha gaya hay k Sunni Hazrat Aen Waqt-e-Wiladat Qayam kartay hain. Kia unn ka ye Aetiqad hay k Sarkar Alaihis Salato wa as-Salam unki Mahafil mein Tashreef laatay hain ya laaengay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24409Jo Loug Jashn-e-Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam k Jalson, Juloos ya Mahafil mein shirkat tou nahin kartay magar Quran Khwani, Durood Sharif wagera parrh kar guzartay hain kia Unnki Sunniyat par Shak karna theek hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24408Mein nae apnae mobile mein Quraan e Majeed install kia hai kitaab ki shakal mein aur audio ki shakal mein bhi. kia mein baghair wudu kae apnae mobile mein Quraan parh sakta houn, jabke agar mujhey page badalna ho tu mujhey ungli se screen ko dabana p...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24407tamam sunnio ko nasheehat frmain ky Sarkar sallaho aleh wasalm ki tarikh-e-wiladt ky ikhtilaf ky mazu sy perhaiz krain awr jaisa Ala Hazrat ny frmaya hy ky harmain sharifain, misr (egypt), Sham, bilad-e-Islam awr hindustan may 12 pr hi amal hy is pr ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24406Unn ko dekha nahin phr bhi pehchan lein; Meri Aankhon ka Iman sub se alag, jesay rutbay mein quran sub se alag!! Naat Sharif mein ye sher parrhna kesa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24405Meri Biwi ki Walida ki Tabi'at bohat nasaaz hay aur meray susral walay chahtay hain k mein usay apnay mulk bhej dun magar meray paas itnay wasail aur asbaab nahin k mein uss k sath ja sakun aur phr wapis aa sakun tou kia aisi soorat mein mein usay ak...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24404Kisi Sunni Sahihul Aqeeda Sayyid Larrki se Rishta ho raha ho tou kia Uss k liye Istikhara karna chahiye? Kia iss mein Saadaat ki Toheen hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24403Haal agar kuch apna sunaya, Unn k karam ka shikwa hoga; Mein apnay Halaat mein Khush hun, Mujh se meray Haalaat na poocho!! Ye Sher Naat Sharif mein parrhna kesa? Kia iss mein Sarkar ki taraf shikwa ki nisbat kar k Gustakhi ka pehlu nikalta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24402Is it allowed to eat two coloured food like egg (yellow inside and white outside)? I heard Huzoor Mufti e Aazam e Aalam e Islam never consumed two colour food, He only used to consume the yellow part of the egg for this reason, is it true? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24401Musafir par sunnat-e-mu'akkada ka kya hukum hai? kya musafir sirf farz ada kar sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24400In our masjid our imam sahib had a stroke (Faalij) and his speech is still not right. he makes mistakes in reciting the Quran kareem. is it permissible to pray namaz behind him? please explain in Urdu about all the options I have in this matter when ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24399Mayyit ko dafnanay k baad Qabr par Azan dena chahiye ya Iqamat kehni chahiye? Azan ya Iqamat ka Tareeqa taleem farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24398mere waldain jo sunni hey unnho ney meri behan ki shadi wahabio mey kii urr wahabi larkey ko ghar damaad rakh liya kuch arsey baad larkey ney meri behan ko tallaq dey dii urr tallaq key kaghaz be bejh diye magar mere waldain ney 1 wahabi alim sey fat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24397jo log apnay naam key sath qureshi likhtey hey wo sayyid key hukm mein hein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24396Masjid Nabawi Sharif mein jo 40 Namazon ki Fazilat hay wo sirf Masjid Nabawi Sharif mein hi hay ya Madina Sharif mein kaheen bhi parrh saktay hain? Mazeed ye k, kia wo 40 Farz Ada Namazain hain ya 40 Farz Qaza Namazain parrhnay par bhi wahi Fazilat h...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24395How to be a real sufi? What are the foundation steps to be taken for becoming a real sufi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24394Agar koi Imam badMazhab ho jaey tou kia uss k peechay ada ki Namazon ka I'ada karna hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24393Who is the Mujaddid of 15th Century according to you? Some people claim that you believe Mufti Azam Qutb-e-Alam Alaihir raHma to be the Muhaddid of 15th Century. Is it ture? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24392Mein jin Peer Sahib se Bay'at hun unn k Aqaid mein tou koi badlao nahin aaya magar aamal mein wo aisay kaam kartay hian jisay wo pehlay khud hi haram aur najaiz kehtay thay. Kia mein unn se bay'at khatm sakta hun? Aur agar bay'at khatam karta hun tou...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24391Hamaray yahan Tasbeeh k Zariye Istikhara kia jata hay. Jis mein tasbeeh ko ooper se pakkarr kar Surah Fatiha parrhi jati hay aur Ihdina as-Sirat al-Mustaqeem par pohanchnay k baad usi ayat ko dohraya jata hay jub tuk tasbeeh khud harkat na karay. Aga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24390In the book bahishti zevar it is mentioned that a man can marry a yahudi or nasrani women. Please explain since they are not in imaan is it permissible to marry also if a man marries and later it is learnt that the women he married is a wahabi than...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24389Zaid kehta hy k Allah ta'ala ko Shaitan na pasand hy isliye usko mardood kar diya, halak isliye nahi kiya k usko dhil di hui hy. Amr kehta hy k Allah ta'ala ko Shaitan pasand hy kiyu k wo uski makhluq hy agar pasand na hoto to usko halak kar deta. Ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24388kya koi shaks kisi silsile ke peer se bayyath naa karre aur kahe ke hum gouse paak ke mureed hai..aur kahe ke humme gouse paak apni mureedi me kabool karlenge..Huzoor kya aise loog bila kisi peer ke huzoor gouse paak ke mureed ho jayenge? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24387Is accupuncture treatment allowed? (Ye aik chineese tareeqa-e-ilaj hay jis mein Sooiyon k zariye se ilaj kia jata hay) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24386Bohot si kitabon me muktalif riwayaat milte he ke kin dino baal kaat sakte hai aur nakhun tarashwa saktay hain? 'Arz ye he ke kin dino me baal kaat sakte he aur kin dino me nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24385Paan khana kesa? Jub k uss mein Tambaku (Tobacco) bhi ho? Agar haan tou kia usska wahi hukm hay jo Cigarette ya Beerri wagera ka hay? Aur kia AlaHadrat Alaihir raHma ne kabhi Tambaku wala Paan Shoq farmaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24384Is it permissable to make dua-istighfaar for all parents in plural whilst leading a congregation, while the possibility exists that there could be muslims present whose parents that have passed away as non muslim? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24383Agar Sauhar ney beebi ko talaaq na di ho lekin pichley 10-15 saal sey beebi sey na mila ho aur na hi ko taalluq rakhta ho to is case mein kya Nikaah qayam rahega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24382Is it permissible to eat rabbit with claws (feet like a cat)? Is it permissaible to eat hare (wild rabbit) with hooves (feet like a sheep)? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24381Carom Board, Snooker, Chess (Shatranj) aur Cards (Pattay) khelna bagair kisi shart ya jooay k, kesa? Aur kia yahi hukm ye games Mobile ya Computer par khelnay ka bhi hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24380I have heard that Allah likes odd numbers, like 1, 3, 5, 7 etc. So is it better to recite dua 3 times or 4 times? is it better to do zikr odd number of times? is it better for reciting wazaif odd number of times? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24379What is the ruling on Circumcision (Khatnah)? What are the religious benefits of circumcision? Can a Non-circumcised man lead prayers? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24378Lahad mai ishqe rukhe shah ka dagh leke chale; andheri raat suni thi charag leke chale... Is Sher ki Sharha farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24377Sunniyon mein ub ye Aam ho chuka hay k wo Rabi al-Awwal Sharif ko Maah-e-Noor ya Rabi' an-Noor kehtay hain jis par Milad Sharif aur Sarkar ki Nooraniyan k munkir Aetraz kartay nazar aatay hain k Sunni Hazraat ab Islami Maah k Asal Naam bhi badalna la...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24376Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam se Muta'lliq Irsdhad farmaen k ye Manana Kesa? aur Iss k Fazail-o-Barakaat se muta'lliq bhi kch irshad farma kar hamaray Quloob ko Munawwar farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24375Sunniyat kay bhes may raafziyat aur najdiyat aam kernay kay liyay koshaan hain Allah un kay iradoon ko nakaam banaye aur hamay dat ker muqabla kernay ki himmat ata farmaye.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24374Mujhay kafi arsa howa may hazrat say bait howa laikin mainay abhi tak aap ka deedaar nahi kya logoon nay tasweer bhi dena chahi laikin may nay nahi li. Istiqamat aur Deedaar kay liyay Dua. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24373Does the dirt that is found under the fingernails make one’s wudoo’ invalid?. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24372Hamari Masjid k Imam Sahib k Ghar mein TV hay aur Dish bhi hay. Wo aur unn k Ahle Khana sub mil kar TV par Mazhabi wa Gair Mazhabi Program dekhtay hain. Kia Unn ki Iqtida mein Namaz parrhni chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24371Magrib ki Namaz parrh kar mujhe neend aa gaee aur raat k aakhri hissay mein meri Aankh khuli tou mein ne Isha ki Namaz ada ki aur phr tahajjud parrhi magar kisi ne kaha k Tahajjud parrhnay k liye zaroori hay k Isha ki Namaz parrh kar kch dair ko so j...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24370NA KAFIR HOON NA MOMIN HOON, NA ISYAAN HAI NA TAA'AT HAI, GHULAM E SHAH E MURSHID HOON, MERA MAZHAB MUHABBAT HAI... ye ashaar parhna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24369Kia Aurat Peer ho sakti hay? ya koi Peer apni kisi mehram khatoon ko Khilafat de sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24368Agar Zuhar ki Namaz Qaza ho gae ho tou usay Asr ka time shuru honay k baad Asar se pehlay Qaza kar saktay hain ya Asar ki Namaz k baad? mein ne kisi se suna k Asar k baad Qaza Namaz ki Mumani'at hay tou kia mein Maghrib k baad Qaza kar sakta hun? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24367Sheer khwar bache ke munh se dudh ya dahi numa ashya nikalein aur walidain ya kisi k kaprron par lag jaen to kya dhona lazmi hy? kya dhoey bagair namaz wagairah ho jaeygi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
24366zaid ne is niyyat k sath k Isa alaihissalam ki wiladat k din se iswi sal shuru hua hai,apne dosto ko "naya sal mubarak ho!"aisa sms bheja. Kya zaid ka amal durust hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 6,601-6,700 of 19,313 items.