ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
25266 | Zaid Aalim e Deen banna chahta hain. Inke Waalidain manaa farmaate hai aur ye kehte hai ke pehle apne qadmo pe kharay ho jaao, apne kaam karlo, ya'nee payse waghayra banaalo phir aalim banna. Zaid ko kya karna chaahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25265 | my son goes to prayers regularly to be present in jamaat. Recently some members of different ideologies are approaching him and trying to infiltrate his mental setup with their kind of beliefs which we strongly deplore. Again the next nearest mosque ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay, Namaz, Masjid | |
25264 | Ulama e Ahl e Sunnat is mas'alay mei kya irshaad farmaate hai in do sawaalo mein: Video ya audio mei kisi ek ma'aroof shakhsiyat ki taqreer ho rahi ho aur us shakhs ne kuch aysa qawl kahaa jis se gumraahiyyat ya kufr saabit hota ho. Sawaal 1: Kya aud... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr, bd mazhab firqay, Tasweer | |
25263 | Amamah Shareef ki paiche halat e namaz me nikal jaye aur galle me ladke, to aisi halat me kya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Libas | |
25262 | buzurgon k aasatane me kya adab ikhtiyar kia jaey? unse direct mange ya unn ke waseele se Allah se manga jaye? Aur sajdah ya bosa lene ka bhi hukm irshad farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ziyarat Qaboor | |
25261 | Huzoor SallAllahu Alayhi wa Sallam ki dadi or nani ka naam irshad farmaen? aur jo loug kehtay hain ke wo ma'az Allah kaafira theen unn ke radd mein chand dalail irshad farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25260 | Kiy tahir ul padri ko sar e aam kafir kaha ja sakta hai ya sifr gumrah, aur dr.tahir k mureedin ya us ko sunni jannay walon k hanton se ziba kiye huay janwar ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Iman wa Kufr, bd mazhab firqay | |
25259 | chataee(mat) ko bich se fold kar ke uspr namaz ada ki ja sakti hay? Aur Sardiyon me wollen sweater pehna jata hay. log aksar use niche se fold kar lete hain. is tarah fold kar ke namaz ho jaegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25258 | Hazoor ap kya farmatay hen zaid k mutaliq k wo ye aetqad rakhta h k Rasoolullah (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ki paidaish walid o walida k nutfa ki ameezash (combination) sy hui lehaza ap k libas e bashari mein kasafat (کثافت) thi, js ko ibadat or mujahi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Risalat | |
25257 | mere bhai behan apnay ghar ki shadiyon me wahabiyo ko dawat dete hain kya may is shadi me shamil ho sakta hoon agar shamil nahi hua to fitne ka andisha hai huzur mujhe kya karna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Dawat | |
25256 | Hazrat Taajush Shariah ke Waalid-e-Maajid Mufassir e Azam Mawlana Ibrahim Raza Khan Jilani Miyan Alayhir Rahmah ki Seerat o Kirdar ke chand goshay. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wilayat, Seerat | |
25255 | Namaz mein agar chhink wagairah ajaye to jo surah padh rahe hote hain to wo bhool jane par phir se padhe to isme kuch waqt lag jata hai aise halat me namaz par kya hukm hoga namaz ho jaegi ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, qirat | |
25254 | Chand sawala hain (1) Ladkiyan Co-Ed College yani (Girls & Boys College) me padhti hyn to ladkiyon ko gair mehram class ke bacchown ke saamne chehra kholna kaisa ? jabke burqa to pehanti hyn lekin chehra khula rehta hai. (2) Shariyat me gair mehram k... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25253 | AULAAD KAMA KAR JO MAAL APNE MAÑ BAAP KO DETI HAI US KA MALIK KAUN HAI | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25252 | ZAID KE DO GHAR THE US NE EAK GHAR BEJ DIYA TAKE ACHCHA GHAR LE AUR APNE DO BACHCHOÑ KI SHADI KARE US BEJE HUWE GHAR KI QIMAT KO KAROBAAR MEIN LAGAYA TAKE JO BHI MAAL MEIN IZAFA HO US SE ACHCHA GHAR LE SAKE AB KIYA UN PAISON PAR ZAKAAT DENI HOGI J... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zakat | |
25251 | I am arranging aqiqah of my one year old son on 28th evening. Due to some reasons we were unable to perform it earlier. Huzoor, please let me know all the faraiz & sunnah & wajibaat of aqeeqah of a boy. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqeeqah | |
25250 | mere walid ki ek sautelli bahan jo ki devbandi thi un k gharwalo se mere walid milte hain mai aitraaz karta hoon to kehte h k wo to hum se zyada namaz padhte hein. Sunni chillata he lekin amal nahi karta. unko kaise samjhaya jaye. hazrat kuch bata d... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25249 | Kuch log khte hain k agar jhoot kisi ki bhalai k liye bola jaye to wo jhoot nahin. hazrat kia irshad farmatay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25248 | Zaid ne Naat ka kuch hissa akele me Filmi ganay ki taraz me padha tha aur uske kuch dino baad pata chala k ye Kufr hai. to Zaid par kya hukm hai Jabke Zaid Shadi Shuda hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25247 | there is one Imam who has a full fist beard but when he recites the Qira'ah in Salah, the Makharij is very bad to such an extent that his recitation changes the meaning of the Quran. There is another Imam who is a master in Quran recitation and has I... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, qirat, Jamat, Beard | |
25246 | Huzoor kuch session pahle ALLLAHU AKBAR k mutalliq sawal kiya gaya tha,Aapne jawab inayat farmaya tha k "Akbar" ki 'Ra' par zabar hai,,lekin bahot se log 'Ra' par pash laga kar padhte hain. ALLAHU Akbarullahu Akbar. kya ye sahi hai? Isi tarah salaam ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Azan, Hazr o Ibahat | |
25245 | Hazrat Aaj kal Kuch Sunni nojawan ladke wahabi logo aur unke aalimo se Aqaaid ke baare me Munazra karte hai bina kisi sunni aalimo ki madad ke. unhe samjhaate hai to har baar yehi kehte hai ki Jawab dena zaruri hai nahi to aam sunni ko ye gumrah kar ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25244 | Zabeeha karne ke baad jaanwar ki khaal ko us waqt tak alag naa kiya jaye jab tak ki woh thanda naa ho jaye ..... Is this the same rule for fishes also ? Because there are some fishes who stay alive for around 4 - 5 hours . To phir un machliyo ke marn... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zabeeha | |
25243 | Hadees sharif meri ummat 73 firqon me bat jae gi awr unme se 72 jahannam men hai is Hadees mein hameshgi murad hai ya sirf dukhul? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay | |
25242 | ek masjid hai aur masjid ke 150 feet aage railway Patti hai station bhi qareeb hai 200 meter lag bhag 8 se 10 minute me train ati jati rahti hai train ke ane Jane ki wajah se jumma aur eid ki namaz takbir me takleef hoti hai to aisee surat me mic se... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Masjid, Jumuah, Eid | |
25241 | Kiy safar k mahine k aakhri buddh ko safar karne me koi harj hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25240 | Mic par MUKABBIR ke saath NAMAAZ hogi ya nahin. IMAM SAHAB sirf JUMMA aur EIDAIN Mic par padhate hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Jumuah, Eid | |
25239 | Hazrat Kolkata mein Tahirul Qadri ki amad ki ittala hai 5 Feb 2014 ko. Kolkata ki awaam waisey hi zyyda tar Sulahkulli hain aur uss mein agar Tahirul Qadri ki amad ho gayi to halaat aur bhi bigarney ki ummed hai. mazeed ye k Tahirul Qadri ki tanzeem ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25238 | kia Naatiya Kalaam mein urdu shayri ki beher hona laazmi hai? agar naatiya ashaar me koi bhi lafz galat na ho, pur adab ho, aur ishq e rasool se bharpoor ho aur sharayee lihaaz se us me koi qabahat na ho - to kia tab bhi beher ka hona laazmi hai? zai... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25237 | Can we wear Imamah Shareef on a topi that has drawing of Nalayn Shareef made over it? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25236 | ek mashhoor e media shakhsh ye bayan karta hai ke nabi sallallaho alaihi wasallam madina shareef mein ek yahoodi ghareeb gharane ko zakat o khairat diya karte they. phir baad me sahaba wa tabaeen kiraam ne bhi ye amal jaari rakha. aur islami hukumat ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25235 | Is it allowed in Islam to have a pen name (takhallus ya asli naam k ilawa koi aur naam) when writing books especially islamic books? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Names | |
25234 | masjd sunniyon ki hai masjid k jamat mey wahabi deobandi bi rehaty hain kahbi kahabi wahbiyonka k nikaha ,janaza alimsab ko padna padta hai tho kya inke sath sath jo masjed ke zimedar ,aur masjid me jode hue jitne jaamat ke log hain unke upar be ta... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25233 | Kya koi kafir agar imaan le aaye to uska aqeeqah karna chahiye ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqeeqah | |
25232 | Huzur ki bargah me guzarish k is shaer k dosre mesre ki tashreeh farmae. Unke siwa raza koi hami nahi jahan; Guzra karein pisar pe pidar ko khabar na ho. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25231 | Hazrat Ye Hadith hai ke QATL AL MUZI QABL AL IZAA. Barae meharbani wazahat farmae ke muzi jaanwar kya hai aur kaun se hai jinko marne ka hukm hai. kya ye bhi ALLAH ka zikr karte hain? aur chuhe (rat, mouse) ko marne par neki hai kya? Aur Gaaey (cow) ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25230 | ager Koi kafiro ko razi karne ke liye mandir me puja kare to Kiya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25229 | Peer ke parda farma janay ke baad kisi dusre peer se mureed hona hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tareeqat | |
25228 | kya kaprray ka parda namaz me sutra ho sakta hai? Agar haan tou uss ki lambai, motaee aur chorrai kitni honi chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25227 | Kya shaikh biradri ka larrka sayyeda larrki se nikah kar sakta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
25226 | Hamare yahan (surrat, gujrat) mien aik Sayyid Sahab Ghouse Aazam k Naam Par Nishan banatay hain Jis mein 2 Panjay Rakh kar Wahan Dhol nagarro ki Mehfil Kartay hain Aur Uss mein Kuch Larrkay talwaro k Sath kheltay hain. Iss ke baray mein Hukm-e-Shara'... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Laho Laab | |
25225 | kia chaliswaan 40 din k andar andar hona chahiye ya 40 din k baad bhi ho sakta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Eisaal-e-Sawaab | |
25224 | Dalail-ul-khairat shareef wagherah wazaif parhne ke liye peer o murshid ki ijazat lena zaroori hai? Agar haan, to kya jinse mureed hue hain unhin se leni parhegi ya kisi aur buzurg se bhi le sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tareeqat, Hazr o Ibahat | |
25223 | I am working for a bank and in that job I have to analyse and assess the loans.I have to read the customer history and decide whether the loan is to be given to a person or not. I want to ask that this job is legal according to Quran and Sunnah? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Sood | |
25222 | Ek aysi job hai jis mein company uniform pant aur shirt hota hai aur iske saath tie bhi pahanna laazimi hai, ayse job mei kaam karna kaysa hai aur iski salary haraam hai ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Libas | |
25221 | Hamaray gaaon mein sunni hazraat Namaz-e-Janazah ke baad Mayyit k liye dua-e-magfirat kartay hain aur har namaz ke baad Madina Tayyibah ki taraf rukh kar k salat o salam parrhtay hain. Kia unka ye amal sahih hay? Agar sahih hay tou mu'tarizeen k radd... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Janazah, Hazr o Ibahat | |
25220 | huzoor ajkal kuchch sayyad hazraat sarkaar aalahazrat khusoosan huzoor Aik Sayyid Sahab Barelwiyon ko aik alag firqa kehtay hain aur AlaHazrat aur Huzoor Mufti e Azam se be bunyad ikhtilaf kartay hain. Iss k ilawa hamaray Akabir Ulama ko bura bhala ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25219 | MERE KUCH DOSTON KA SIRNAME SHIKH, ANSARI, PATEL ETC. HAI LEKIN WO APNE NAAM K AAGEY RAZA LAGATE HAIN. JAISE MERE EK DOST KA NAAM SHAIKH JUNEID HAI. MAGAR WO APNA NAAM MOHAMMED JUNAID RAZA KHAN LIKHTA HAI. HAMARI MASJID K IMAAM NE AISA LIKHNE SE MANA... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Names | |
25218 | Huzoor zaid sunni hai aur rihaaish ke liye Bakr ka Ghar dus laakh rupye dekar 5 saal keliye lease par liya yaani 5 saal tak koi kiraya nahin dena hai aur 5 saal ke baad ghar ka paint wagairah kara ke bakr ko ghar wapas karde to bakr zaid ke dus laakh... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara | |
25217 | Awliya-e-Kiram ki Shaan aur Deen-e-Islam mein unn ki Izzat wa Ihtiram (unki Zahir Hayat aur Wisal Sharif ke baad) ke baaray mein kuch irshad farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wilayat, Seerat | |
25216 | Hazrat say guzarish hay k Yusuf Ali Pickthal ka kiya hua Quran ka Angrezi tarjuma parrhna kesa hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Quran | |
25215 | my mother brought up my dads nephew as her own since he was 3 she brought him here nurtured him etc he calls my mother mum. Is it permissible for him to see her whilst she is in the state of Iddah because he's a non-mehram? She never breast fed him s... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Mehram, Iddat | |
25214 | Sayyid MuHammad ibn Alawi Al-Maaliki Al-Hasani kaun thay aur aapki raaey kya hai inke taraf? Aaj kal boht se bad mazhbat khud ka unn se ta'alluq batatay hain aur sadah loh sunni awam ko behkanay ki koshish kartay hain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Seerat | |
25213 | حضور ایسا راستہ بتائیں جس سے مسلمان تاجر بهی مسلمانوں کو قرض دیں اور بینک کی طرح قرض پر کچھ فائدہ بهی حاصل کر سکیں- فقہ اسلام میں اس کی کیا ترکیب ہے... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara, Sood | |
25212 | Nafs par kesay qaaboo paya jaey? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Taswwuf | |
25211 | Kya matti khana haram hay? Ager haan to kya madina sharif or kisi wali ke mazar ki mitti khanay ka bhi yahi hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Madinah Munawwarah, Khanay ka bayan | |
25210 | Zaid ne gumaan kiya ke waqt bahut kam rah gaya hai isliye usne Sunnat e Fajr chhod kar jaldi jaldi Fajr ki sirf Farz Namaz padhi. Lekin Namaz ke baAd jab taHqeeq ki to pata chala ke abhi to waqt baaqi hai. To usne ab Sunnat e Fajr bhi padh lee. Hu... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Qaza Namaz | |
25209 | Agaaz se akhir tak quran hai naate mustafa; Mahboob k bayan ka kaisa anokha dhang hai... Kia ye sher naat mein parrhna theek hay? Aur ye bhi samjha dijiye k Quran shuru se aakhir tak Huzoor ki Naat kesay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25208 | Zaid has done second Nikah without the consent and knowledge of his wife and family and also without asking permission from the family of 2nd wife. At the time if nikah there was nobody from either side as witness. Only the Qazi and one witness from ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
25207 | Kindly recommend some authentic English books or prominent English authors/translators for me read? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25206 | I read from Taajush Shariah's fatwa that wearing tie is forbidden. People are claiming that those who wear tie become christans (kafir)? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
25205 | If someone wrongly does takfir, does that person become a kaafir? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
25204 | Masjid, Ghar, Office ke baahir security ki garz se CCTV Camera lagaya ja sakta hay? Jis se sirf zaroorat parrnay par video nikal kar dekhi ja sakay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Masjid | |
25202 | Aik shakhs ne masjid me wuzu kiya. uski asteen charrhi huwi thi aur usi halat mein us ne takbeer kahi aur jamaat me shamil huwa phir doraan e namaz usne un asteeno ko seedha kiya. Suwaal ye ke kya charrhi huwi aasteen ki halat me namaz shuru ho jaegi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Masjid, Wuzu | |
25201 | SAAL BHAR KHAIRAAT KARTA RAHA OR BAAD MAIN NIYYAT KI KE JO DIYA WOH ZAKAAT HAI TO KIA IS TARAH ZAKAAT ADAA ADA HO JAEGI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zakat | |
25200 | I am a teenager, can i stay with my family who are non muslims (apostates/murtad) until I grow up and have my own financial sources? I dont talk with them nor do I respect them then does staying with them make me a Kaafir? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr, bd mazhab firqay, Murtad | |
25199 | Ghusl khanay mein gusal ki Niyyat Dil mein parrhni chahiye ya zaban se? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ghusl | |
25198 | Mein ne lease (conract) pe ek ghar 4 lakhs rupay ka 11 months ke liya hai. Aur monthly bijli paani wagera k 1000 rupay makan walay ko dena padta hai. 11 months ke baad yeh contract renew karte hain ya phir 4 lakh refund mujhe milega. kiya is tarah ka... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25197 | Masjid ka kamra imam sahab ko diya huwa hai jisme imam sahab apni biwi bacchon samet rahte hain. Ab jabki bacche sab Baligh ho gaye hain. Sare ladke Apna dhanda kar ke kamate hein. Imam sahab ne Apna khud ka makaan bhi bana liya hai. Ab masjid ke mem... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Quran, Imamat, Masjid | |
25196 | Humare yaha (Karnatak) mein Muharramul Haraam me Log Panje bithate hay. Aur us jagah Dhool, Taashe wagera bhi bajaya jata hay. Kuch Nadaan Musalman log Us Panje se Apne Murade Mangte hay. Humare kuch sathi kehte hy ke Woh Shirk karte hay? Huzoor Kya ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Laho Laab | |
25195 | Kia 10 Muharram ko Nikah kia ja sakta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
25194 | 1. Huzur Mrei walida ne, Shaytani amal karne walay se kuch la kar hum sab ko khilaya tha taa ke ghar mein aman rahey. Maine jab bataya ki yeh Haram hai, to unhon ney touba kar li. Unn per Sharaee hukm kya hoga? Aur dua kar dijiye Allah Ta'ala unki t... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Zakat, Bae' wa shara | |
25193 | mujhe election duty mein jana hay lekin muje yeh pata nahin ki kitna door jana hay 92.5 km se zyada ya kam ghar se 25 km Jane k baad kuch ganto baad pata chalega ki kitna door jana hay. kya mujhe kasr namaz padhni hogi ya poori? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25192 | Aksar shadi biyah aur deegar taqreebat mein stage aur hall wagera ko phoolon se sajaya jata hay aur loug unn k ooper chaltay hain. Iss ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
25191 | huzur aaj kal jalson me nizamat karne wale or shayar log apni wah wahi ke liye bar bar hath uthwate hai or is tarah kahte hain "nabi ke naam pr Dono hatho ko uthakr bolo subhanallah" or khte hain " jisne hath nahi uthaya use nabi se mohabbat nhi hai"... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25190 | hamare saher mein 1 mufti saheb ne fatwa diya he k aurat deeni madarse ka chanda hasil karne k liye baher nikal sakti hay. kya ye fatwa durust he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25189 | Larrka Sayyid aur Larrki Gayr-e-Sayyid hay tou kia Nikah k baad Larrki k liye bhi Sayyidah ka hukm hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nasab | |
25188 | Kya pant & shirt pahenna jaiz hay? Kuch lougon ne isay haram aur kuch ne kufr bhi kaha. Hazrat kia farmatay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Libas | |
25187 | mai zohar ki namaz padne ko masjid mein gaya or mujhe jamaat ke waqt ke bare mein nahin pta tha. sunnate parrhnay k baad mjhe maloom hua k abhi jamaat mein waqt hai tou kya mein jamaat se phle fajr ki qaza ada kr sakta hun? agar mujhe jamaat ka waqt ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Qaza Namaz | |
25186 | mere bade Bhai mujhe pyar se beta kahte hai aur kahte hai mai muhabbat me beta kahta hun. iss par koi harj tou nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25185 | Kya Ahle bait Syed ko jharru, pocha, bartan saaf karne jaise kaam k liye mulazim rakh sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25184 | My cloths were unpure and got mixed other cloths in the closet. Does it make all the cloths around unpure? Also, if my hands are unpure and I touch something, will it make it unpure too? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Taharat | |
25183 | Huzoor, ek shohar ne apni biwi ko mobile par message kia ki aaj ke baad tu mere ghar mat aana, tujhe QURAN PAAK ki qasam hai. Aur fir kuch din baad usne biwi se kaha ki me tujhe ab talaaq de dunga. Aur abhi tak biwi apne shohar ke ghar nahin gayi, ki... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
25182 | Allah Ta'ala ki koee jins nahin. Ya'nee Wo muzakkar ya muannas honay se Paak o Munazza hai. Phir bhi zameer-e-muzakkar Allah Ta'ala ke liye isti'maal kiya jaata hai masalann Arabi mei "Huwa" aur angrezi mei "He or Him" isti'maal hota hai. Aur Arabi m... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tauheed | |
25181 | hazrat 1/9 ka mere suwal ka jawab maine suna! jisme hazrat ne farmaya k sarkar (sallallaho alaihe wasallam) ko aalimul gaib nahi keh sakte, albatta gaib jaanne waala gaib daan ya aalim e gaib keh sakte hain. to main iss uljhan me hun ke aalimul gaib... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25180 | Huzoor hamare gaun me ek badmazhab ka gher jo kasai hai. us ki ghosht ki dukaan hai . Aur jamaat ke taraf se muazzan sab wahan zabiha kerte hain. Mera sawaal ye hai ke jab muazzin nahi hote hain wo kasai kisi sunni bhai ko bulaker zabih kerwata hai. ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay, Zabeeha | |
25179 | Hamari masjid ke maulana saHib ne apne juma ke bayan men kaha ke ham eid ke chand ka elaan wahabiya ke elan par bharosa karke thodey hi karte hen....ham jagah jagah phone ghuma kar pehle pata karte hen aur awaz pehchan kar unse chand ki gawahi lete ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Royat-e-Hilal | |
25178 | balance kahtam hone par advance balance mangwana uss pr extra pese dena jaez hai ya yeh sood k hukum me ata hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Qarz, Sood | |
25177 | mera masala ye hai ke mein Herniated disc ka mareez hun ho saal pahle mera kamar ka operation hua hai..mein zyada der tak khad nahi pata aur doctors ne samne ki aor jukhne se mana kiya hai specialy khade ho kar. Mein regular namazein khade ho kar pad... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25176 | Aesi Masjid jaha Namaz padi jaati hai aur us masjid ka agar taamiri kaam shuru kiya ho. To us masjid me kaam karne wale worker aur engineer wagaira joote chappal pahan kar masjid k andar mimbar mehraab tak jaate hai. jab un logo mana kiya to kehte ha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Masjid | |
25175 | agar salato salam kahi pada ja raha ho..or uski awazz kaan tak aa rahi ho or koi laita ho toh usko khada hona chaiye ya nahi.....aksar fazr me aisa hota hai | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25174 | zamhareer ka matlab kya hai aur wo kya hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25173 | her wo janwar jo khane ki ijazat hai . Us ko zabiha kerne ke bad halal hota hai . Lekin machli marne ke baad. Is ki wazahat merfaye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zabeeha | |
25172 | shiya aur sunni mei kya farq hai ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay | |
25171 | namaz me har surat se pehle bismillah padhna chahiye ya nahi | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25170 | HAR DESH ME ALAG ISLAMIC TAARIQ HOTI HAI. QAYAMAT AASHURE KE DIN AYEGI. TO KIS DESH KI TAREEKH K MUTABIQ QAYAMAT AYEGI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Qayamat | |
25169 | Aik khatoon hey jo kehtee hey ka hamari manzil fana fi ALLAH hey apna silsila qadri qalandri batate hey unn ke paas silsiley ki koi lineage nahee hey bs kehte hey hamara silsila hazrat rabia basri rehmat ALLAH aleh sey hey iss liye wo kehte hey ham p... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Namaz | |
25168 | biwi apne shohar ko bhai kahe to kaisa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah, Zoujain | |
25167 | I am a sunni boy, i want to know that If a shia girl impressed towards the sunni maslak and wants to became a sunni. Can I marry her or not? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Nikah | |
25166 | اسلام و علیکم..کیا فرماتے ہیں مفتیان شرع متین اس مسئلہ پر کہ .. 1000 روپئے کو 1200 کے عوض ایک سال کی مدت کیلئے ادهار بیع کچھ ضمانت لیکر کرنا کیسا ہے ?... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |