ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
25366 | MAZARAAT PAR HAAZRI K DAURAN ZYADA TAR LOG MAZARAAT PAR APNI PESHANI JHUKA DETE HAIN JAISA K SAJDE KI HAALAT HOTI HAI. IS K MUTALLIK REHNUMAI FARMAYE. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wilayat | |
25365 | hamari masjid mein eid ul azha ki namaz se 2 minute pehlay 2 kafiron ne bilkul mimbar ke sath aik ameer raees muslim muqtadi ke sath kharray ho kar tasweerain khichwaeen. Aur doraan-e-namaz muqtadion ke aagay se guzartay rahay. Namaz ke baad mein ne ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr, bd mazhab firqay, Namaz, Masjid, Eid, Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25364 | Hazrat hum log video ke khilaaf hain. log tahirul padri ki kufri aqaid ko maanne se inkaar karte hain aur kahte hain ke woh itni acchi taqreer karta hai aur woh bhi sunni hai woh kaafir kaise ho sakta hai. sirf uski kufri aur galat baaton ko jo usne ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr, bd mazhab firqay, Tasweer | |
25363 | Hazat kya kurte ya shirt ke under Jo sando baniyaan pehni jati hai wo akser pajame ke under kar lete hain to kya sando baniyaan in kar ke Namaz ho jayegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25362 | Bakar ne zaid se kaha ki yeh kalimaat kahna kE “Allah Haazir O Nazir hai” sahi nahi hai, balki yeh kahna chahiye ki “Allah al-maujood hai” Zaid Kahta hai ki aisa kahna kalmaye Kufr hai. Huzoor se guzarish hai ki sahi kalimaat ki nishandehi kar dein, ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Tauheed | |
25361 | Mein ne suna hai Makkah Sharif mein Imamat Shi'a Rafziyon ne bhi ki hai. kya ye sach hai? agar ki hai tu kab ki hai aur is baat ka reference kahan se milega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid, Haramain, Makkah Mukarramah, Madinah Munawwarah | |
25360 | Alif Laam Meem aur iss tarha ke deegar huroof ka kia ma'ani hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Quran | |
25359 | Yahan ki masjidon ke imam ke peeche namaz padhna kaisa jab ke unke aqaid ke baare mein kuch maloom na ho. Khaas Taur par Jumuah ka mas'alah. Ham kya karein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid | |
25358 | Mai ek private company me kaam karta hun. mera aik saal ka mera agreement tha ab mujhe yaha 3 saal ho gaye. Ab mein wapas jana chahta hun. Meri company par kuch raqam baqi hay tou kia mein aik month ki leave le kar, jis ki mujhe salaray aur watan jan... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara | |
25357 | كیا فرماتے ہیں علمائے دین و مفتیان شرع متین اس مسئلہ میں كہ ایسا شخص جس كو كسی مرض كی وجہ سے مستقلا پیشاب كی نالی لگی ہوئی ہو وہ طواف خانہ كعبہ كیسے كرے گا اور اس كا حج یا عمرہ خواہ نفل یا فرض كیسے مكمل كرے گا؟... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Masjid, Haramain, Hajj, Umrah, Tawaf, Saee | |
25356 | Agar kisi bimari ke wajah se haram cheez (maslan Sharab) istemal ki jaey jis se jismani faida pohnchay, to iss silsile main shara sharif ke kia ahkaam hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nijasat | |
25355 | Hazrat, irshad farmaeye ke Murawwaja Milaad Sharif Mustahab hay ya Sunnat? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25354 | KYA FERMATE HAI ULMAI DEEN IS MASALE K BARE MEIN; NABI KAREEM SALLALHU ALAIHI WOSALLAM KO" RABB E KAINAT KA DIL" KEHNA KAISA HAI?? EK ALIM E DEEN N TAQREER ME AISA KAHA THA. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Tauheed, Risalat | |
25353 | Us shakhas par sariat ka kya hukm hai jo kahta ho ki jis ladki se nikah karne ka irada ho us ladki se phone par ya directly baat kar saktay hain aur wo sakhas khud bhi ladki se baat karta hai. Aise shakhs par shariat ka kya hukm hai aur aise shakhs k... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Nikah | |
25352 | Recently the Imam of our Masjid Organised a Function of MawlidunNabi in which Few peoples were reciting Various Qalaam But the way they were performing was like this: On the stage 3 peoples were reciting Qalaam whereas 6 persons were holding Daff in ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Imamat, Masjid, Laho Laab | |
25351 | kya farmate he ulema-e-deen is mas'ale par ki agar imam ke saath ek muqtadi namaz padh raha ho or phir dusra muqtadi aaya to kya wo dusra muqtadi imam ko choo (touch) kar ke yaa koi aawaz kar ke use aage badhne ke liye ishara kar sakta he ya sirf ima... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Jamat | |
25350 | koi imam ye kahay k jo ulama movie ko jaiz kahen wo bhi sar k taaj hain aur movie najaiz kahen wo bhi sar k taaj hain. imam sahab na to movie ko jaiz kehte aur na haram aur imam sahab se movie ke mutalliq masla pucha jaey to wo sukoot kar lete hain. ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Imamat, Tasweer | |
25349 | Is selling and buying of insurance or any health policies allowed in Islam or not? and to do stock market business is allowed in Islam or not? Also, investment in fixed deposit in non-muslim banks and investment in mutual fund in non-muslim bank allo... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara, Sood | |
25348 | agar koi apni qaza namazein ada kar raha hoo jo tadad mey kafi hey tou wo asar aur isha ki ghair mo'akkada sunnatein ada karega ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Qaza Namaz | |
25347 | hazrat se arz he ki maine apni ladki ka naam "ASHMIRA" rakha hai, Is ke meaning kiya hain? Aur is name me koi karahat to nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Names | |
25346 | KYA FARMATE HAI HAZART IS MASLE ME KI AGAR KOI PAROSI GAIR MUSLIM HO AUR WO DEAD (MAYYAT) HO JAYE TO USKE GHAR PE JANA KAISA HAI ? KYA USKE WAHA JANE KI IJAZAT HAI PAROSI KI NAZRIYE SE? KIA TAJDEED E IMAN, TAJDEED E NIKAH AUR TAJDEED E BAY'AT KARNA ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
25345 | mai ek aise profession se jurra hun jahan hame har waqt yeh dheyan rakhna padta hai k hamare kapde ya body se kisi kism ka smell na aaye. Hazrat kya mai deodorant ya perfume ka istemal kar sakta hun jisme synthetic ethyl alcohol na ho ya jo alcohol f... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nijasat | |
25344 | kya koi momin musalman LIC ka insurance kisi momin musalman ko bach sakta hai? agar nahi to kya woh insurance kafar ko bach sakta hai? agar nahi to kya insurance bachna hi islam main haraam hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara, Sood | |
25343 | huzur! kuch aurten apni deeni mahfilon me hath utha kar naara lagati hain, huzur ye durust hai ya nahin? rahnumai farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25342 | Hazrat mai jis company me kaam karta hu company ki taraf se rahne ke liye Room mila hai usi room me 2 hindu bhi rahte hai aur Room me Jaandar ki tasveere lagi hai mein wahin usi Room mein namaz ada karta hun. mein ne Hadees paak me padha hai ki jis g... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25341 | Sarkar Mufti-e-Azam Qutb-e-Alam Alayhir Rahmah ki Namaz-e-Janazah kinhoun ne parrhai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Janazah, Seerat | |
25340 | Kuch Ulama jo Razawi Mash'hooor hain. Akhbaron aur risalon mein unn ke mazameen chaptay hain aur sath unki tasweer bhi di jati hay. Kia unn ke mazameen parrhna ya taqreer sunna aur doosron ko parrhana ya sunana jaiz hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25339 | kia beerri cigerrette peena jaiz hay? jab ke mash'hoor aur maloom hay ke iss se cancer honay ke chances bohat ziada hain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25338 | Kya aam kitab mai yeh ibarat likhne se musannif jo ke Aalim bhi hay gustakh ho jayenge (ma'azAllah): Aakhri khutbe mai aap Nabi e Kareem sallalahu alehi wassalam ne Hazrat FATEMA RADI ALLAH TALA ANHA se farmaya:- "Ae Meri pyari bacchi Fatima (radi AL... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25337 | Khalida ka intiqal hay. Iska pota bakr pakka jamati aur deobandi budmazhabon ka ameer hay. Uss ne uski Namaz-e-Janazah parrhai. sunni bhi namaz-e-janazah mein shareek huay aur bakr ki iqtida ki yahan tak ke aik sunni masjid ke imam ne bhi iqtida ki. ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Namaz, Janazah | |
25336 | Aik Sahihul Aqidah Sunni Aalim Sahab ko doosray Sahihul Aqida Kaafir kehtay hain aur wajah ye batatay hain wo BudMazhbaon sar-e-aam radd nahin kartay hain. Kia iss wajah se kisi ko kaafir kehna jaiz hay? Aap kia irshad farmatay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25335 | رضا عی ماں کو زکوٰۃ دینا جائز ہے یا نہیں؟ اصل و فروع و ہاشمی کو حرمت زکوٰۃ کی علت کیا ہے؟ بر بنیاد کرا مت و جزئیت زکوٰۃ دینا ممنوع ہے؟ رضاعی ماں میں بھی جزئیت حقیقیہ مو جود جیسا کہ فتاوی رضویہ شریف میں مصرح ہے. جواب عنایت فر ما کر عند اللہ ماجور ہو ں... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25334 | hamare khandani chacha hain. unhon ne ek hi ghar me se do sagi behno se shadi karli hai. pehli shadi to jayiz tariqe se hui hai aur jo pehli shadi hui he jayiz us bibi se ek ladki peda hui hay us ladki se me nikah kar sakta hun kya ye sahih hay? Aur ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25333 | Meray husband pardes mein hain aur military mein job hai. Mufti azam se murid hain. waha khanay me mechanical slaughter wala chiken aur bakray ka gosht milta hai wo khana pasand nahin kartay magar majboori hai khane mein aur 2 saal wahan aur rahna ha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Khanay ka bayan | |
25332 | Sahih Muslim Sharif ki Hadees hay: وعن أبي هريرة قال : زار النبي - صلى الله عليه وسلم - قبر أمه فبكى وأبكى من حوله ، فقال : " استأذنت ربي في أن أستغفر لها فلم يؤذن لي ، واستأذنته في أن أزور قبرها فأذن لي ، فزوروا القبور فإنها تذكر الموت ... Iss ka ta... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Iman wa Kufr | |
25331 | Are we allowed to rub multani mitti or dust from Murshid's city aur dust from any other sacred place on our face? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25330 | Kya kalima likha hua ya mazaron ki tasveer wala jhanda ghar ki chat par laga sakte hain? jhanda kis rang ka lagana chahiye aur kya 1 jhanda lagana chahiye ya zyada? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25329 | During mawlidur rasool, there's parade (procession) where muslims walk on streets in my country. What is the Shariah ruling on this? Please explain. (Shameer Salahuddin - Malaysia) | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid | |
25328 | kya 92 kilometer ya zaayed ke iraade se nikla magar raaste me ruk ruk kar tabligh ka iraada hai to musafir hua ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25327 | I have heard that Rasul e pak Sallallahu alaihi wa sallam was born on 9th is this true? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25326 | Aisi photos jis mein Madinah Sharif ya dooosray muqaddas maqamat ki tasaweer hon unhain choomna jaiz hay? Baaz auqaat unn tasaweer mein hujoom ki tasweer bhi hoti jis mien chehra wazeh nahin hota? tou kia wo bhi tasweer ke hukm mein hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25325 | Hazrat Aaj Kal Jo Chamde Ke Khuf (Moze) Aate hain, jisme ek side par chain lagi huyi hoti hai, kya aise khuffain par masah kiya to vuzu sahi hoga ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25324 | Huzoor hamare 4 chote-chote bacche hain jinki dekh-bhaal meri wife karti hai, aur koyee dusra maujood nahin jo un logon ki dekh-bhaal kar sake, meri wife hamal se hai jisko 2 months huye hain. Sawal yeh hai ki 4 chhote bacchon ko sanbhalna bhi hai jo... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25323 | Agar meri namaaz qaza hogayi or mujhe qaza namaaz ada karna hai or jahan mein rehta hu wahan qareeb koi ahle Sunnat wal Jama'at ki masjid nahin hai tou kya maiein us masjid me jaa kar apni qaza namaaz adaa kar sakta hun. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25322 | Awliya ke naam ke sath (Radi Allahu Ta'ala Anhu) likhna aur parrhna kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25321 | Madrissa government se add karana kaisa hai bahot se aalim jo madrissa add hai us me padhate hai wo kehte hain jaiz hai aur jo madarsa government me add nahin hai unke alim se pucho to wo na jaiz batate hai iski sahi haqeeqat kya hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25320 | Agar koi baap apni wirasat ka hissa apne bhaiyoon se mangne mai sakhti na kare jabke us baap ke wirasat mangne mai dheel karne se us ko khud he mali nuqsan uthana parta hai to es surat mai us baap ki aulad ke liye kia hukum hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wirasat | |
25319 | Pant aur Shirt pehan kar namaz padhne se, kya namaaz Makruh e Tehreemi Waajib ul Iaada hojayegi? Pant Shirt pehan kar jo namazain ada keen. kia ab wo wajibul I'aada hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25318 | With Your blessing and Duaa In sha Allah I will be preforming umrah for the first time. I just need your blessings and some guidence on following issues:- a) Wearing belt for passport and key, is it permissible during Ihram? b) It is permissible to... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ihram | |
25317 | Agar kisi shakhs ke munh ke andar uski biwi ka doodh chala jaye to aisi surat mein kya karna chahiye ya iske liye kya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah, Zoujain | |
25316 | Dunya bhar ke sunni muslamnon ke liye Istiqbal-e-Maah-e-Noor aur Ahmiyat-e-Jashn-e-Miladun Nabi SallAllahu Alayhi wa Sallam se muta'alliq kuch paigham inayat farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Risalat | |
25315 | Saal 2014 ki aamad par mubarakbaad dena aur ye dua karna ke ye saal aap ke liye khayr o barkat ka saal ho kesa? Jis shakhs ne mubarakbaad di uski niyyat ye thi k agar Eeswi calendar ki nisbat Hazrat Esa Alayhis Salam se hay tou hum musalman unki muha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25314 | Mera sawal ye he k me jab starting me work karta tha temporary job karta tha so mene ye niyat ki thi ki me apni salary ka 5% deen k kaam me lagaunga us waqt meri salary 6000 per/month thi so me 5% deta tha, ab meri salary 10000 he aur alhumdulillah s... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25313 | Mera sawal ye he k me jab starting me work karta tha temporary job karta tha so mene ye niyat ki thi ki me apni salary ka 5% deen k kaam me lagaunga us waqt meri salary 6000 per/month thi so me 5% deta tha, ab meri salary 10000 he aur alhumdulillah s... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25312 | Kya camera banane ka (repair karnay ka) kaam kiya ja sakta hai? Kya iske zariye kamaya hua maal jayaz hoga ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tasweer | |
25311 | کیا فرماتے ہیں علمائے کرام و مفتیان شرع متین اس مسئلہ میں کہ اشارہ بالسبابہ بحالت تشہد سنت ہے یا حرام؟ زید کا قول ہے کہ فقہ حنفی کی معتمد کتابوں میں اسکو سنت کہا گیا ہے اور یہی مذہب حنفی ہے جیسا کہ حضور اعلیٰ حضرت نے فتاویٰ رضویہ میں تحریر فرمایا ہے ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25310 | Ashaab e kahaf ka kutta jannati hai ya nahin? ager jannati hai to kahan se sabit hai? jawaab inayat farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Jannat, Seerat | |
25309 | agar koi shakhs ahle sunnat wa jamat ki masjid me aasteen ya payncha fold kar ke namaz padhe aur mana karne par bhi na mane to kya usko masjid se nikala ja sakta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25308 | mere 2 classmate ahle hadees hain aur woh dono mere bht achay dost hain aur hum logo k beech sari batein hoti hain kyun k hum log 4 saal se sath mein hain magar kbhi bhi sunni aur ahle hadees k maslak ki batein nahin hotin tou main yeh puchna chahta ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25307 | Jis jagha pe meri dukan hai wahan pe bank wale ATM Machin rakhna chahte hain. kiya mai unhe kiraye pe rakhne keliye ijazat de sakta hun ya nahin. jis jagha pe meri dukan hai wo jagha mera hai aur jo bank hai wo kafiron ki hai. mujhe kiya kerna chahiy... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25306 | Husool-e-Ilm-e-Deen ki Fazeelat par chand Ahadees Mubaraka irshaad farmaen aur Awam-e-AhleSunnat ke liye iss se muta'alliq kuch naseehat farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25305 | I have read the biography of hazrat Waris Ali. It states that he accepted mureed from all religious background without changing the religion. Hazrat how is it possible to become mureed without reading kalimah? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25304 | Amama Sharif Pahentay ya Utartay waqt Haalat-e-Juloos hona chahiye ya Qayaam? Neez, Amama Sharif pahennay aur utarnay ki sunnatain aur aadaab bayan farma dijiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25303 | baaz loug Guftug se pehlay sirf "Salam" kehtay hain aur "AsSalamu Alaykum" nahin kehtay tou kia aisay Salam ka jawab wajib hay aur kia iss tarha salam karnay se wahi sawab hasil hoga jo "AsSalamu Alaykum" kehnay par hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25302 | agar biwi ne apne shohar ke samne apni galati ki muafi mang li phir shohar ne muaf kar diya phir baad mein shohar ka uski biwi ko uss galti ka ehsaas bar bar dilatay rehna kesa? Kia iss par Quran wa Hadees mein kuch wa'eed hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25301 | kya koi sakhs kisi dusre k liye umrah ki adaigi kar sakta hay jab ke woh dusra shakhs ba hayat aur sehatmand hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25300 | Mene padha ki kharid farokht ki chijo per alam nashrah surat3baar padh kar phunk dene se maal achi kimat me bikta h to kya dukan ke har har item pe dum kar sakte hai kya isme koi be adabi to nahi | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25299 | Aik Baywa Aurat 10 lakh rupaya bank main jama karwati hai apni aulaad ki zaroorat aur beti ki shadi kay liye tou kya unn paison per bhi zakat dena uss aurat par waajib hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25298 | Kia har raka'at mien Surah Fatiha se pehlay Bismillah Sharif parrhna chahiye? Agar na parrhi aur Sajda Sahw bhi na kia tou namaz ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25297 | Zaid kehta hay ke Huzoor Taajush Shariah ne mardon par Shalwar Qameez pehannay ko haram bataya hay kiyun ke Shalwar Qameez Aurton ke mushabeh hay. Kia aap ne mutlaqan Shalwar Qameez ke baray mein aisa kuch irshad farmaya ya Zanana haiyyat walay Shalw... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Libas | |
25296 | What do the great scholars of Islam say regarding Muslims saying "Merry Christmas" or "Happy Diwali" to non-Muslims without taking part in any of their kufr activities. Is it permissible? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Iman wa Kufr | |
25295 | Kuchh aamil logo ke paas taweez banvane ke liye hindu log aate hai yaa kabhi kabhi wahabi deobandi bhi aate hai...ameel sahab sunni sahi ul aqeeda hai tou kya in logo ke liye taweezat karne chahiye? Aur agar kar liya ho tou kya tauba karna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25294 | Is shair ke pehlay misray ke baray mein Hazrat kia hukum farmatay hain: firishta tha na Adam thay na zahir tha Khuda pehlay; banay saari khudai se Muhammad Mustafa pehlay. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25293 | ایک مفتی صاحب نے جو اعلی حضرت کی عبارت سے اس کے مفہوم مخالف سے جو استدلال کیا ہے کہ چونکہ اب انگریز یا کسی بهی بڑے سے بڑے شخص کے کهانے وغیرہ کے لئے گاڑی نہیں روکی جاتی اس لئے اب یہ من جہت العباد نہیں ہے اس کی وضاحت اور حکم درکار ہے۔ جزاک اللہ خیرا... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25292 | If a person is born in a country and then migrates as a child to a different country but still travels to his birth place. Will he be Muqeem or Musaafir there. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25291 | Kya aurtein hath pair par wax kar sakti hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25290 | My question is, I was reading al-Hafiz al-Dhahabi's al-Kabair, and an author wrote in the biography the Imam al-Dhahabi rahimahullah was the student of Ibn Taymiyyah. What do we say about this? As many scholars of Ahl al-Sunnah cite, reference and te... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25289 | hazrat aap ne kaha tha ke aurton ko sone aur chandi k alawa dusri kism k metal pehanna mana hai. mera sawal ye hai ke aurto k kapdo me hook aur button jo hote he wo steel se bane hote hain aur kapdo per stone se desighn kiya hua rehta hay to kya ye c... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Libas | |
25288 | HUZOOR AAJ KAL GARMENTS WALON KE LIYE YE COMPULSORY HO GAYA HAI KE HAR ITEM KE PACKET PAR SAMPLE PHOTO LAGANA HAI. AGAR NAHI LAGAYE TO MAAL NAHI BIKTA ISI LIYE PHOTO CHAPNA YA CHPAWANA YA PRINTER SE XEROX KARNA KAISA AUR US RIZQ KO KYA KHENGE? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25287 | ZAID is suffering from the fatal disease CANCER which has been declared incurable in all forms of remedial treatments. Now incidentally a remedy has come into view and found its result tentatively 100% successful as its treatment is prescribed by an ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Khanay ka bayan | |
25286 | Koi imam mobile mein jandar ki video ya tasweer dekhta ho Aur download karta ho to Kya aise imam ke peeche namaz hojaegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25285 | Who Can Give Azaan? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25284 | huzoor kya farmatay hein iss maslay ke baray mein ke zaid kehta hay ke Rasoolullah k libas-e-bashariat mein kasafat (ghalazat o najasat) thi, bakr kehta hay ke mirza ghulam ahmad qadyani ne jab Rasoolullah ki bashariat ko kaseef kaha tha to Ulama (Al... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25283 | Hozur assalamo alaikum wa rahmatullahe wa barkatohu hozur moqeem wa mosafir ke etibar se watane asli ki ta'areef kiya hai?our ek shakhs ka watane asli kitne hosakte hain?kiya sosral watane asli hai k nahin | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25282 | 31st december yaani Happy New Year ki party me hamare kuch sunni sahiul aqida musalman bhai unki majlison me shirkat karte hai, aisa karne walon par kya shara'ai hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25281 | Is it permissible for a nabaaligh boy to stands in the first row in namaz if the boy stands there what is the hukm for the rest of the namazis? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25280 | hazrat walidain ko apne bachhon ki shadi kab karna chahiye jab wo balig ho jayein ya jab wo kuch kamane lagein apne pairon par khade ho jayein kyonki aaj kal zyadatar naw jawan badi mein mubtila ho jate hain aur iss silsilay mien naw-jawan tabahi ki ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
25279 | zaid ki dada ke zameen thi. dada ka wisal kuch saal pahele ho gaya ab zaid unki zameen document wagera ka kaam kar raha hai sawal ye hai ki zaid ke dada ke aulad me kuch wahabi hain unka dastakat ke bina zameen sale nahin kar saktay kya zaid ko is ta... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wirasat | |
25278 | kya mushrikon se Husn e sulooq kiya jaa sakta hai, is niyyat se ki woh eimaan le aayen? aur unke fitne fasaad ke khauf se zaahiri taur par ta'alluqat banaye jaa sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25277 | MASJID KA IMAM KEH RAHA THA "NABI (SALLALLAHO ALAHIEY WASALAM) KO HAZIR O NAZIR MAANNA SHIRK HAI" MAAZALLAH SUMA MAAZALLAH. HUZOOR SE ARZ YE HAI JUB MAINE SARKAR-E-DO-AALAM SALLAL LAHO ALAHIEY WASALAM KI SHAAN MUBARAK MAI GUSTAKHI SUNNI TO AB MAI KYA... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Risalat, bd mazhab firqay, Namaz, Imamat, Masjid | |
25276 | My son had make Nikah without the knowledge of their parents. After NIKAH they live together nearly 2 hours as wife and husband. Girl went back their home and living normally with the parents. After 3 or 4 days the parents of girl and boy came to kno... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah, Talaq | |
25275 | Filmi ganown (songs) me kufriya kalimaat hote hain jo lakhon Sunni Musalman gaate hain lekin gaane wale un lakhown, karorn sunni musalmanon ko ye pata nahi hota ki jo gaane gaa rahe hain un gaanown me kufriya kalimaat hain to aise gaane (songs) gaane... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
25274 | aik naat khawan ne akhirat ka waqea sunaya kay aik shakhsh ko jahannam ka hukum ho chuka, firshtay lai ja rahain hongay, Sarkar صلی اللہ علیہ وسلم aik kagaz nikal kar uskay mizan may rakh dain ge awr uska palra bhari ho jai ga. iskay baad kaha kay ku... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Malaika | |
25273 | Imam Al-Ajal Ibn Asaakir alayhir rahmah ki Taarikh mei ek Hadith Sharif naqal hai. Qaala Rasulullahi صلى الله عليه و سلم : "Arba'atu MalaaHim fil Jannah. Al-Jamalu fil Jannah. Was Siffeenu fil Jannah. Wa-Harratu fil Jannah..." Raawi farmaate hai: "Wa... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25272 | Wahabi agar tawaf e kaaba karte hue mar jaye to jahannami hai, aur agar Sunni Tawaif ke pas inteqal kar jaye to bhi Jannati hai. Awwam ko samjhane ke liye aisa keh sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay | |
25271 | کیا غیر عالم قانون شریعت پڑه کے مسئلہ معلوم کرسکتا ہے اور کوئی روکے کہ غیر عالم نہیں پڑه سکتا تو روکنے والے نے صحیح کہا یا نہیں | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25270 | Iss baat may koi shak nahin kay sadat-e-kiram ki mohabbat awr ihtram ka sabaq syedi Ala Hazrat hi say mila. Aik khateeb sahab nay yeh frmaya: Ala Hazrat ka dunya ky tamam sayedoun par yeh ahsan-e-azeem hay ko unho nay apnay qol wa fail wa haal kay... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Seerat | |
25269 | Wo log jo zindagi me kisi bhi wajah se KUFRIYA alfaaz apni zaban se ada kiye naa jaante hue ke ye KUFRIYA alfaaz hain. Jaisa ke koi Gaana (song) gaa raha hai aur us gaane me kufriya kalimaat hain ya phir koi shaqs kufriya alfaaz keh raha hai aur sunn... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
25268 | hinda baliga kanwari sahib e nisab begair kisi shar'ee majboori k sarkari makhloot office mein job karna chahti hay jab ke uske walid aur panch bhai (kaware) bar sar e rozgar hein. bhaiyon ka kehna he ke hamari tankhwa se na srif ghar ke tamam akhra... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25267 | Zaid imam hai aur mansab e imaamat ko apni riza aur khushi se tark kar de aur jab qaum imamat ka kahay aur zaid imamat karega to namaz hogi ya nahi neez imam imamat karega to jhoota hoga ya nahin apne pahle wale qaul ke mutabiq? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Imamat |