ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
25766 | mai ne aik mobile company ki sim pe bank mien account open karwaya hai. uss account mein 2000 balance rakhnay pe mobile company se daily 30 sms aur 30 minutes free miltay hain. kya ye free sms aur minutes sood hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Sood | |
25765 | Kya munfarid farz Namaaz me continue chand surton ki Tilaawat kar sakta he? Sirri ko jahar k saath Aur jahar wali ko sirri ki tarah padha to uske liye kya hukm he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, qirat | |
25764 | hamare nabi (SallAllahu Alayhi wa Sallam) gheir muslim se kese paish aatay thay? Aur hamaray liye kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Risalat, Hazr o Ibahat | |
25763 | Agar kisi shohar ne apni biwi ko jagde hone par kehta hai ki meine ise chod diya aur talak de diya aur mamla thanda hone par dono is baat se mukkar jate hai ki aesa nahi kaha gya tha to unke ghar par fatiha ho ya phir kuch aur function ho to is bare ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
25762 | If someone uses my id for online shopping and some amount of cash-back is generated on my id and i had used that cash-back for myself so is it necessary for me to pay the cash-back amount to the that person? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Bae' wa shara | |
25761 | Makrooh Waqt me namaz-e-Janazah padhna kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Janazah | |
25760 | If a husband pronounces three talaaq to his wife over phone at once in presence of two gawaahs at husband's side and two at wife's side then how many talaaqs are applicable. Further if the wife denies of hearing even once or she claims that she has h... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
25759 | Jis tarha fatiha, teeja, daswan aur chaleeswan karna jaiz hay kia isi tarha chahrum (4 days) karna jaiz hai ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Janazah, Hazr o Ibahat | |
25758 | mai madarse mein hifz ka talib e ilm hun hamare qari sahab qirat sikhne ke liye kehtay hain k fulaan (badmazhabon k imam) ki tilawat karne ke tariqe Aur Uske padne ke lahje ko sunn kar sikho? hamare liye uss ke tariqe ko sikhne jayez hai ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25757 | I am mureed of a Sahihul Aqidah Sunni Peer and when I meet other friends and people whose association is with a Peer whose name I have not heard ever. I feel like there all are being betrayed and deceived by fake peers. Though I do not reveal this to... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25756 | mai shia mazhab ki ladki thi aur fir maine sunni mazhab ko samaj kar qabool kiya aur aapse mureed huii aur fir maine 1 sunni ladke se shadi bhi ki jo aapka mureed hai, par ab mere shauhar ki behen mujhe tane marti hai aur bolti hai k maine apne maa b... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25755 | Hadis Sharif batai jati hay jis ka mafhoom ke dajjal ki sathiyon mein sabz kapprray pehnay huay lougon ki aik fouj hogi. kia iss se murad sabz imamah sharif hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25754 | Likoria zada khatoon ki paaki ke baray mein kia hukm hay? Namaz ke liye taharat ka kia hukm hay? Uss se shadi aur sohbat ke baray mein kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hayz, Nijasat | |
25753 | Phone par baat kartay huay "Hello" kehna haraam hai kya? Loug kehtay hain Hello, Hell se nikla hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
25752 | sher ki tashreeh farmaa dein: hum khaak udaayenge jo wo khaak naa paayi; Aabaad raza jis pe madeena hai hamaara | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25751 | zaid ba wuzu ho aur agar kapde change karne ke dauran uski nigaah uski sharmgaah par chali jaaye to kya uska wuzu rahega ya phir use dobara wuzu karna hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wuzu | |
25750 | According to shariah who is the haqdaar of fathers possessions/belongings etc, after the father has passed away, if they have only 1 son? Also, according to shariah who is the haqdaar of mothers possessions/belongings etc, after the mother has passed... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wirasat | |
25749 | khutbe ki azan masjid me imam ke samne dena kaisa he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
25748 | how to do tayyammum in airplane when there is no water available for wudu and no stone available as well. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tayammum | |
25747 | Kuch sawalaat hain inn ke baray mein rahnumai farma dihiye: (a) hamarey paas zati makan nahee hey waldain key sath rehte hey ham ney 2 plots liye howe hey niyat hey ke kuch arsey baad inn dono ko bech ke apna makan banaye gey kiya inn dono plots pey... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Zakat, Zabeeha | |
25746 | ایک ھی مسجد کے دو منزل پر ایک ھی وقت میں دو جماعت فرض نماز اور تراویح کی ھو سکتی ھے؟ یا ۱۵ منٹ کے وقفے پر کی جا سکتی ھے؟ | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Masjid | |
25745 | Shariat e Mutahhara ki roo se property may ek bahen ka kitna hissa hona chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Wirasat | |
25744 | Zaid namaz mein hai. achanak use yaad ata hai ki uske kapde fold hain. kya wo apni namaz continue kare ya rakat tod kar kapde sahi karke dubara rakat bandhe? Ya namaz hi me apne kapdon ko sahih kare. (paint k paynche, shirt ki aasteen wagyrah) Aur Ag... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25743 | Eik alim e din syed sahab hein jo yeh kahte hein ki t.v par live program (jo record na kia ja raha ho) chalte woh tasveer nahin to kya unke piche hamari namaz ho jayegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25742 | Eik shakhs yeh kehta h ki Aal-e-Nabi par fatwa sadir karna haram hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ifta | |
25741 | qadyanion ke kuch aqaid bayan farma dein takay sadah louh awam ko unn se ba khabar kia ja sakay. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Iman wa Kufr, bd mazhab firqay | |
25740 | ATTAHIYAT SE PEHLE AUZUBILLAH, BISMILLAH PADHNA KAISA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25739 | Aaj Kal Modern Logo me ye Riwaaj chal utha hai ke Baap Beti Ke Rukhsar ka Bosa Shafqat o Muhabbat me leta hai. isi Tarah Saas Ke Rukhsar Ka Bosa Liya Jaata hai. Ab Kya In Suraton me Hurmat e Musaaharat Saabit hogi? Aur Kya Mazkoorah surat me biwi ham... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25738 | Pichle hafte hamare ilaqe West Bengal Asansol me Deobandiyon ka ijtima hua. Jis me unke ek Aalim ne ek jumla kaha Ke "EK NAYK AURAT 70 AULIYA SE AFZAL HAI" kiya ye jumla sahi hai. Aur kiya ye Quran wo Hadees se sabit hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25737 | QASAM KA KAFFARAH KYA HAI. AUR BAAR BAAR QASAM KHAKAR TUDNE WALE KA KYA HUKM HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25736 | hazrat EK SHAKHS JAHIL HE MAGAR SUNNI HE MAGAR WO ALLAH PAK KO MAZAALLAH GALI BHI BOLTA HE, AGAR WO MAR JAYE TO ISKE JANAZE ME JANA KAISA? AGAR NAHI TO KOI PADE TO KYA HUKAM LAGEGA. 2) HAZARAT AGAR KOI WAHABI YA BAD MAZHAB YA SUHLE KULLI KE JANEZE ME... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25735 | Agar Darhi na rakhain to gunah hay? kya Darhi kisi bhi Surat me rakhni hi chahiye chahay student ho teacher ho doctor ho? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25734 | AGAR KOI VALENTINE DAY CELEBRATE KARTA HAI YA ISKI MUBARAK-BAAD DETA HAI USKE BARE ME KIYA HUKM HAI? kiya wo dairah-e-islam se bahar nikal gaya? aur agar wo kisi se bait tha to kiya wo bait se kharij ho gaya? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25733 | Agar shohar ye kahe ke ye kaam kia tou talaq rakhi hai aur agar biwi wo kaam kare tou kya talaq hogi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
25732 | hamare gaun me maulana hain jo ke ak paun se lachar hain yani polio huwa hai aur wo takrir bhi karte hain aur LIC ke agent hain. kya wo LIC ka kaam karsakte hain kuch log kahte hain ke LIC me jhut bolna padta hai ye kam un ko nahi karna chahiye is ma... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25731 | Aaj kal Sunni Hazarat jaan boojh kar badmazhabon ko apna business partner banate hai aise sunni par kya hukm hay? aur Hamain aise sunni ke saath kaisa taalluq rakhna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25730 | Agar insan ka pani ki tarha liquid nikal jae to kya is se bhi gusaal wajib ho jata hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25729 | Bid'at e Sa'iyya kya hai? Is ki koi iqsaam hain? Kya har bid'at e Saiyya haraam hai? Moujooda fitnon mein Iski kuch misaal bhi irshaad farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25728 | HUZUR NE PICHLE SESSION MEI FARMAYA K US JAGAH NAUKRI KARNA JAYAZ NAHI JAHAN NAMAZ ADA KARNEKI WAQT NA DETEN HON. AB HINDUSTHAN MEI 90% MUSALMAN GAIR MUSLIM KE PAAS KAAM KARTE HAIN. HUM UNHEH KAAFIR JANTE AUR MANTE HAIN MAGAR UNN KE TIMINGS KE RULES ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25727 | Suwal: Namaz ke dauran qayede me jab Attahiyaat padhte hain to Kalme ki ungli se jo ishara karte hain, attahiyyaat to padhli lekin ishara karna bhool gaya to kya hukm hai? sajda e sahw karna hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25726 | zaid ke valid wahabi mizaj rakhte hai. magar zaid ki valida niyaz wagairah karti hai jispar zaid ke valid ko koi eteraaz bhi nahi hai. ab Zaid khud us mahol me pala bada hua hai ki kisike bhi piche ho namaz padhleta hai. yeh soch kar ke bas mujhe nam... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25725 | Huzur mera swaal ye hai ki mere shohar ke mujhse tanaazaat hote rahte hai. Pichle saal maah-e-farwari main humare tanaazat behad badh gaye roz subhu shaam gali galoch aur har tarah ke behooda kalmat ka istamaal hone lage aakhir maine tang aakar kaha ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25724 | Mere waled aur waleda ne muje Jeans T-Shirt kharid kr diya tha jo mai pahanta tha ab mai nahi pahenta kurte he pehan ta ho pr mere waled aur walida ne ka ha hai tum 2"months pehen lo fir ap kurte phena . Kya waled aur waleda ke hukum pr t shirt aur j... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25723 | mai apni qaza-e-umari ki namaz baad namaz-e-isha masjid mai phadta hoo, aur raat ko kaam se masjid aur masjid se ghar jata hoo, tu ghar jaane ke baad khane kahne baad alas ki wajhe se qaza-e-umri ki namaz nahi phad pata hoo tu, kiya mai apni qaza-e-u... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Qaza Namaz | |
25722 | ALA HAZRAT K IN 2 ASHAAR KI TASHREEH FARMADEN 1) TAAB-E-MIR'AAT-E-SAHAR GARD-E-BAYABAN-E-ARAB; GHAZA-E-ROO-E-QAMAR DOOD-E-CHARAGHAN-E-ARAB. 2) ARSH SE MUZHDA-E-BILQEES-E-SHAFA'AT LAYA; TAAIR-E-SIDRA NASHEEN MURGH-E-SULAIMAN-E-ARAB | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25721 | Ek sakhsh kahta h ke ameer muawia jis jung me jis sawari pe sawar the us sawari ke naak me jo gard gubar laga gous paak uske baraber bhi nahi ho sakte kya esa kahne wale pe kya hukam hay jab k usne gustakhi ke niyat se baat na kahi. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25720 | If a muslim wants to raise his status near to Allah and Rasoolullah, what should he do? Are saleheen and mustaqeem people have extraordinary vision provided by Allah. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
25719 | kya wahabi sunni ki masjid me aakar sunni ke sath namaz padh sakta hai aur sunni'o ki namaz uske sath ho jayegi aur agar koi wahabi khat ke zariye bole k me wahabi nahi to kya man liya jaye ke woh wahabi nahi jabki woh jumma ki namaz wahabi'o ki masj... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25718 | Saarree ki tijarat karna kesa? Aur Foregin exchange mein paise kamana kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25717 | NAMAZE TARAWIH ME QURAN SHARIF EK DIN ME PURA SURA BAQAR PARHNA ZAROORI HAI YA HAHIN NEZ AKHRI DIN QURAN KAHAN PER POORA KARNA CHAHIYE (kuchh log kehte hai wannaas per hona chahiye kuchh log kehte hai alif muflihoon per) wazahat farma den. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Taraweeh | |
25716 | mazarat par jo chadare chadhai jati hae un par quran e pak ki aayat likhi hoti hae, kya aesi chadare mazarat par istemal karna durust hae? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25715 | Sarkar e alahazrat ne mustafa jane rahmat mai ye jo ashr likha (dor o nazdik ke suney wale wah kaan,kaan e laale karamat pe lakhoo salaam) hazrat isme alfaz karamat liya gaya hai aur jo nabi sallalahu tabarkawatal alhiwasallam kare wo tou moujaza hot... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25714 | election me vote dalte waqt jo ink nails per lagai jati hai, kya us per wuzu ho jata hai kyunki wo nail paint jaisi lagti hai aur is baat ka pata kaise lage ki pani ki sarahiyat jild tak ho gayi hai ya nahi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25713 | I have read a hadees shareef that if a momin does anal intercourse (peechay ke muqaam mein jima' karna) with his wife then has done kufr. Is this hadees shareef applicable even if the person just touches his penis on the anus but did not insert insid... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25712 | Chhoti machliyan jinhe kaat kar saaf na kiya ja sakey, kya usey khaa sakte hain? BUT Khaana kaisa hai, jo ojhdiyon se alag hota hai? isi tarah murghiyon me jahan unka khaana jamaa hota hai, wahan ek jhilli hoti hai usey nikaal kar jo hissa bachta hai... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25711 | zaid ne bakr ko kuch khareednay ko kaha. bakr ne wo cheez dhoondi aur achay rate par apnay payson se khareedi aur sath hi kuch free gifts bhi milay. tou kia ab bakr zaid ko sirf wahi cheez de jisay khareednay ke liye zaid ne bakr ko kaha tha aur free... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25710 | how is to recite darood shareef before niyyah for every salah? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25709 | kya video games khelna haraam hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25708 | main ek makan banwa raha hun mere makan ke poorab side me ek masjid hai kareeb makan se masjid me 20 fit ka fasla hai mere makan ke chat ka hissa masjid ke minar se 2 fit neecha hai main chat ki boundary qareeb 4 fit karana chah raha hun kya main cha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Masjid | |
25707 | khwab me murde ko dekho to log kahte hain ke pareshani aati hai aur uske naam se esale sawab yani fateha karwana chahiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25706 | MUNFARID NAMAZI QIRAT ITNI AWAZ MEN KAR RAHA HAI K KHUD SUNEY LEKIN AAS PAS K 2 3 AFRAD TAK BHI US KI AWAZ PUHUNCHTI HAI KIYA IS SOORAT MEN NAMAZ MAKROOH-E-TEHRIMI HO GI AGAR AWAZ KAM KARE GA TO KHUD BHI NAI SUN SAKE GA? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25705 | Hazrat Taajush shariya may answer in Urdu preferably. 1) During menstruation period, if a woman is allowed to read Darud e Sharief? and whether the darud sharief so uttered, can be included by the woman in the Isaale sawaab for the Marhumeen? 2) Duri... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Taharat, Hayz | |
25704 | Ghous-e-Azam ke dast-e-paak me apna haat diya. kisi khatoon ka aisa kehna kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25703 | Is it permissible to go into sujood (sajda) for Allah Ta'ala for other than obligatory? like some people go into sujood for Dua? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25702 | 1 orat apne shohr se talaq chahti hay but uska shohr talaq nahin dena chahta. To aurat ne jaan bujh kar kufriya kalimat bole apna nikah fasid karne ke liye or dusre mard se nikah karne k liye. Kya is tariqe se uski talaq ho gaee or dusre se nikah ho ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25701 | Hambistari ke baad Bed ke Upar Sone se Kya Bed sheet Napak Ho jaegi? Aur Gusal khane tak chal kar Janese Kya woh Jagah bhi Napak Ho jaegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25700 | Hamare yahan dastoor hai ki kisi buzurg ke naam ki mannat mante hain kaam poora hone per us buzurg ke aastaane per jaker sawaa man (50kg) khana pakaa ker khilaya jaata hai jisme mard o aurton ka majma hota hai Ab sawaal yeh hai ki aisa karna yani us ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25699 | HAZRAT AIK AALIM SAHAB JO KHUD KO SUNNI BAREILLVE KEHTE HAIN UNHONE APNI KITAB MIEN YEH IBARAAT LIKHI HAIN: "AAJ KAL AHLE SUNNAT WAL JAMAT KO AIK ALAG GIROH AUR BAREILLVE FIRQE KE NAAM SE NAAMZAD KARNE KI KOSHISH KI JAA RAHI HAI AUR HAMEIN BAJAEI MUS... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25698 | Hazrat Imam Ghazali kis sadi hijri ki buzurg hain aur aap kis ke muqallid hain? Aur aap ka mazar sharif kahan waqay hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25697 | Quran kareem tells that when someone will enter into Jannat, that will abide there foreever. Hazrat Adam and Iblees were both in Jannat. Then why Allah expelled both of them out of Jannat? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
25696 | Hinda takriban 10 salo se deemagi tor per beemar hai bahut doctors ko dikhaya magar unhe kuch samajh nahi aya ke hinda ko kya hua hai kyon ki kisi dawa ka hinda per koi asar nahi hota phir aisa laga ke jadoo ya jinnat ki wajah se hinda ki ye halat ha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25695 | Why Syria (Shaam) is facing Brutal crisis even though there are traditions (Hadiths) which say Peace and Blessings to our Shaam and Yemen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25694 | mai chandi ki unguti banana chahta hoon Aap batayein kitne gram ki pahenna jaiz hai aur pathar ka colour konsa hona chahiye aur uske ander kya likha ker pahen sakte hain?... JAZAKALLAH | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25693 | is daur ke mujaddid kaun hain? kya mujaddid ke liye ye zaroori hai ke use do sadiyan milein aur pichle mujaddid ke 100 saal baad hi paida ho? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25692 | galati se bibi ke pistan se ek Qatra dhudh sohar ke munh mein chala gaya or uski mithas bhi mahsus hui par forsn shohar ne wo dhudh ka qatra thook diya to kya nikah mein koe kharabi to nahi aae? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25691 | Kia sulah-kulli Kufr par hota hai? aur kia Us ke piche Namaz ho sakti hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25690 | agar koi shariat ki pabandi karte hue football khelta ho aur isi se kamaata hai lekin chunke football ka match T.V par dikahya jata hai to ye kamaai halaal hai ya haraam? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25689 | Agar kisi wahabi ya dewbandi ka mazhab ye hay ki wo sirf allah par iman rakhta hay aur kisi par nahin aur hum ne kabhi uske munh se nahi suna ki wo ambiyae karam ko bura bhala kahta ho to kya hum use kafir kah sakte hein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25688 | jis imam ne deobandi ki janaza ki namaz parhai ho to kya unke pichhe hamari namaz ho jaegi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25687 | Agar wuzu karte waqt azaan ho jaye to kya wuzu complete karna chahiye ya wuzu rok ker azaan ka jawab dena chahiye? Agar magrib ka waqt hai or phli rakat chutne ka andesha ho tab kya karna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
25686 | Namaz ke dauran wuzu toot jane per kya hukm hai? Agar namaz jamaat se padh rahe hain or pahli saf par khade hain to kya karna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Wuzu | |
25685 | Mein zohar ki sunnatein ada karne ke liye khada hua or zabaan se sunnat ki jagah farz ki niyyat kar li or surah fateha padte waqt dhyan aya to is halat me kya kiya jae. namaz puri ada kar li jaye ya niyyat tod kar dobara bandhi jaye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25684 | Karun madh e Ahle Duwal Raza, pade is bala meri bala, mein gada hun apnay kareem ka mera deen para e naa(n) nahi. Kaha jata hay ke iss ke pas manzar mein kuch waq'iah hay wo irshad farma dijiye aur Iss mein lafze bala do baar hai kya dono bar ek hi m... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25683 | Jahan baani ata kar dein, bhari jannat hiba kar dein; Nabi Mukhtar-e-Kul hai jis ko jo chahein ata kar dein. "Mukhtar-e-Kul" ki sharah farma dein ke AhleSunnat ka Mukhtar-e-Kul ke mu'amilay mein kia Aqidah hay. Aur Hiba karnay ke kia ma'ni hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ashaar | |
25682 | Hadrat Sa'alaba jinho ne zakat dene se inkar kar diya tha. Tou un par kya hukm hai? Aur kia Sa'alaba naam rakhnay ki ijazat hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25681 | exam mein students copy karte hai. to ek shaks ne kaha ki is bunyaad pe jo job milegi woh paisa haraam ho ga? kia ye durust hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25680 | Agar bina connection liye bijli wale ko kuch Rupees de kar bijli istemaal ki jaye to kya ye jaez hoga? Or karobar me iska istemal karna kaisa hai? kya wo kamayi jaez hogi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25679 | Huzoor kuch kaam karte howe computer ya phone par Qura'an Shareef, Tafseer, Naat, Hamd , Manqabat Sun sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25678 | agar shohar har baat mai kahay ke aisa kia tou talaq hi hai tou kya talaq hogi aur baar baar be wajah talaq ki dhamki dene ke bare mai shara sharif mein kya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
25677 | Hazrat alcohol, chemistry main ek compound family ka naam hai jis main Ethanol, Methanol etc bhi hain jin main nasha hai aur aisey chemicals bhi hain k jin main barey main yeh milta hai k woh nasha awar nahi to kia alcohol family k woh compounds jo n... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25676 | kya ghaus e azam ke alawa kisi ko qutub al aqtab keh sakte hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25675 | کیا فرماتے ھیں علماء دین ومفتیان متین شرح مسلہ حسب ذیل میں. زید سلسلہ قادریہ سے نیسبت رکھتا ھے ھر بات پر کھتا ھے کہ غوث پاک کرم ھے بکر نے کھا ارے بھائ اللّہ تعالیٰ کا بھی نام لیا کرو اللّہ پاک کا بھی ذکر کیا کرو تو زید نے جوابًا کھا کہ اللّہ کا کیا ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25674 | dargah sharif mamur hone ke baad kya darbar me jhadu laga sakte hain. kuch logon ka kahna hai magrib bad jhadu lagana mana hai agar koi saks sawab ki niyat se raat me jhadu lagaye to kya ye galat hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25673 | Hamare yahan ke Aalim saheb Aam mayyat ke daswe ya chehllum ke mauqe dawat karne ka jo dastoor hai us dawat ko maaldaaron aur gani logo ko khane se manaa karte hain Aur mas'ale ki daleel A'ala hazrat ki kitabon se dete hain. Aisa hi soyem ke din kalm... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25672 | Zaid ne kaha tumhara imaam tv bhi dekhta hai jalso mein movie bhi banvata hai is par bakar ne kaha Hamare imaam sahab Tv jaiz samaj ke nahi dekhte hai jalso mein movie bhi haram samajh ke banvate hai arz ye hai imaam sahab tv ko Haram samajh ke dekht... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25671 | Kisi Shaks ke liye Jo Ke Sayyed Saheb hain Imam se Masjid Me imdad ke Elaan ke Liye Kehna kaisa Hai? Kya Imam Masjid me Juma ke waqt Us Shaks Ki Imadad Ke Liye Elaan Kar Sakta Hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
25670 | I have following questions that are related with Prayer (Namaz) it is making some confusion to understand what is exactly meaning of the Fiqh statements. These statements are from Bahar e Shari'at. مسئلہ ۱۷: (۲۳) جس کپڑے پر جاندار کی تصویر ہو، اسے پ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Hazr o Ibahat, Tasweer | |
25669 | hamare yahan kuch loug wahabi deobandi se mel jol rakhte hai mana karne par bhi nahi mante kya un logon se kisi sunni jalsay ke liye chanda le sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25668 | Maine apne dost ko ek msg bheja jismein Shuru mein Bismillah sharif English mein likha hua tha, ispar unhone ne mujhse kaha k qurani alfaaz ko english mein likhna Najaiz hai. Hazrat kya unka Najaiz kehna sahi tha? Jabki Shajra-e-Aaliya Qadriyah Radaw... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
25667 | kya wahabi harami ka nara laga sakte hain hamare yahan ye nara lagaya jata hai aur kuch log mana karte hain jo nara laga te hain wo log uske jawab me walid ibne mugira ka hawala dete hain kahte hai us ne sarkar ki shan me gustakhi ki thi aur uske khi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |