ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
26668 | Maine man me aisa iraada kiya ya galiban mannat mangi (muje bilkul sahi se yaad nahi) ki agar meri job me kam se kam 20% salary increment hogi aur agar muje office me promotion mila to me tosha sharif ka fatiha karunga. Muje promotion to mila lekin 2... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26667 | Pichle 26-October ke session me ek sawaal aaya ki kisi sakhs ne apna naam kisi ko hindu naam (ashok) bata diya. Aapne farmaya ki munasib hai ki tajdeed-e-iman wa Bay'at kar le. Ab mera sawal yeh hai ki; maine kisi customer care me phone kiya apne ek ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Iman wa Kufr | |
26666 | moharram ke 10 din ke program me jashne shuhdaye karbala ke benar lagana kaisa hai? mere dil me ye hai ki lafz Jashn ki jagah zikre shuhdaye karbala hona chahiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26665 | Aaj kal log janabe sayyida ki kahani padhte h jissme 2 waqi'at hain jo ki bibi sayyada fatima zehra radi allah hu anha pe hain. to kya uska padhna sharan jaiz hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid Mutalliq e Sahaba, Hazr o Ibahat | |
26664 | The Hajjis who have come back from Hajj have realised they had pelted the shaitan after fajr for all 3 days when for the 2nd and third day they should have done it after Zuhr. is their Hajj Valid? is there pelting Valid? Is damm wajib on them? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hajj | |
26663 | kya taziya Dari haram hai? Hamaray yahan kuch sahihul aqeedah sunni hazrat bhi ta'ziya nikaltay hain aur unhain mana karnay par fitnay ka khouf hay. hamaray liye kia hukm hay aur unn ke liye kuch naseehat ho tou irshad farmen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26662 | moharram ke mahine me log khichrha banate hai. khichrha kyon banate hai khichrha banana kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26661 | Kaaba shareef k gird pahli aur dosri manzil par jo log tawaf karte hen unlogon k tawaf ka kiya hukm he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Tawaf | |
26660 | Tafseer-e-Na'eemi, Para 16, Surah Kahaf, Safha 110 par likha hay ke "Durood-e-Ibrahimi sirf Namaz mein parrh saktay hain. Namaz ke ilawa parrhna Gunah aur Na Jaiz hay iss liye ke iss mein Salam nahin hay." Iss mas'alay ki wazahat farma dein. JazakALL... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26659 | Raat sotay mein inzal hua (mani kharij hui) aur jism par madda lag gaya, ye yaad nahin ke ahtilam hua ya shahwat hui tou kia sirf jism ke uss hissay ko paani se saaf kar lena kaafi hoga ya ghusl wajib ho gaya? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ghusl | |
26658 | Zawjain ne ba Galaba-e-Shahwat, Aik doosray ki sharmgaah ka bosa dia. Kia Nikah par kuch hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah, Zoujain | |
26657 | Zaid Hindah se piyar karta hay aur Shadi karna chahta hay? Kia nikah/shadi karnay ki niyyat hotay huay larrkay larrki ka aik doosray se pyar karna jaiz hay? Baat Cheet ka kia hukm hay aur phir Shadi ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Nikah | |
26656 | Hum log sunni hanfi hain. Apne gaon me jumma ki Namaaz suru karna chaheten hain. IS MASLE MEIN KYA SHARA'IT HONI CHAHIYEN? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Jumuah | |
26655 | Hum kuch tanzimoun se nahin miltay lekin kia unki website se AlaHazrat, Imam Gazzali (Alayhir Rahmah) ki books free download kar saktay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26654 | I am a non Muslim female but want to get converted to Islam. I want to know in Islam, it is said that both man and woman have same rights, then why should a woman only wear veil (hijaab) and a man should not? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat | |
26653 | Mujhe pehli baar umrah par jane ka moqa mila hay. arze hal ye hay ke meri umar 23 saal hay or ladki hone k sabab kuch pareshaniya daurane safar aa sakti hain lihaza aisa waqt jab napak rahun tou aisi surat me kya karun? Rahnumai farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Umrah, Ihram, Hayz | |
26652 | ماذا حكم الجنس الفموى؟ (يعنى إدخال الذكر فى فم الزوجة). نسمع الآن من بعض المشايخ هذه المسئلة مختلف فيه، و هم يقولون لا يوجد اى نص من القرآن أو السنة لمنع الجنس الفموى. و هناك بعض المشايخ يقولون هذا العمل حرام مطلقا. بينوا بالكتاب و السنة. الله يجزيكم... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zoujain | |
26651 | 2 Rak'at Nafil (Salatul Hajaat, Salat al-Tawbah, Shukrana) sub ki niyyat se aik hi baar mein parrh saktay hain (sirf 2 rak'at) ya 2-2 kar ke har niyyat ki nafil namaz alag parrhni hogi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26650 | Aaj kal budmazhab bazahir apnay aap ko shafa'ee batatay hain aur Namaz wagera bhi Shafa'ee mazhab ke mutabiq parrhtay nazar aatay hain. ye kese maloom kia jaey ke wo waqa'ee sunni shafa'ee hain ya Budmazhab hain? Rahnumai farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay, Namaz | |
26649 | Mere walidayn jis larki se meri shadi tay karna chahtay hain wo aur uss ke ghar walay deen ka ilm na honay ke barabar rakhtay hain. Unn ke ghar mein nazar niyaz fatiha ka riwaj nahin. saal mein aik martaba milad ki mehfil mein jatay hain. mazarat par... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, bd mazhab firqay, Nikah | |
26648 | Can a woman as per Islamic principles works as a Doctor? My question relating this is that a lady Doctor sometimes faces situation where she is left alone examining a nah mehram man and she needs to touch that nah mehram man in some cases. Is it allo... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26647 | (1) kiya hizbul bahr ki zakaat adaa karna zaroori hai ya Peer ki ijazat asl zakat hai? (2) imam mahdi ki bait, kon kare gay? Awaam ya sirf awliya? (3) kiya taweez metal locket me dalna jaiz he? (4) kiya awrat aur mard ek mehfil me dono ka hona jaiz h... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26646 | Zaid ne is taraH kaha ke: "Thik h chalye mai ek jumla kehta hu aap mujhpe hukm lagae motamad hawale k sath. Mai wahabi hu lekin jo b gustakhi karega chahe wahabi ho ya devbandi wo kafir hi h or kafir hi rahega jab tak taoba na kare. ab motamad hawale... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26645 | holi ka color agar kisi musalman ko lag jaye to us ka kya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26644 | HUZOOR fiqhi qaida hai (jab haram Aur halal jama ho jayen to haraam ko tarjeeh di jati hai) lekin agar koi kisi masale mein kisi jawaz ke qail ulama ki pairwi kare to kya wo laiqe malamat therega ya nahi Kyunki riyayate ikhtilaf sirf mustahab hai far... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26643 | Huzur Sarware Aalam sal'lal'laho'alaihi'wasallam ko shia kehna kaisa? aur agar kehne wala saiyad ho to kya uski taazeem tab bhi waajib hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26642 | EK SHAKSH HAI USE JAB PUCHA GAYA K AAP KON HO SUNNI HO YA DEO BANDI HO YA WAHABI HO TO USNE JAWAB DIYA K MAI NAHI SUNNI HU AUR NAHI DEO BANDI AUT WAHABI MAI MUSALMAN HU AUR MUJHE MUSALMAN HI REHNA HAI.MUJHE KISI BHI JAMAT SE KOI MATLAB NHI AUR WOH SH... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26641 | (1) Huzoor Silsila e Naqshbandiya Saifia main tawajjuhaat kay zaryay Lataef ( Qalb, Rooh, Sir, Khafi, Ikhfa wagaira) jari kiyaa jaatay hain, kiya Silsila e Razaviyya Qadriya main bhe koi tawajjuhaat ka tareka hai? (2). Huzoor Silsila aik honay kay ba... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26640 | As per Qasida E Gousia , in some books I get to read (NABI UN HASHAMI UN MAKKI UN HIJAZI , HUWA JADDI BIHI NILTUL MAWALI) but in some books I cant get these lines. Do we need to receite these lines also when we receite Qasida E Gousia? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26639 | (SALAM-E-RAZA) EK MERA HI RAHMAT *MEIN* DAWA NAHI ; SHAH KI SARI UMMAT PE LAKHON SALAM. OR EK MERA HI RAHMAT *PE* DAWA NAHI ; SHAH KI SARI UMMAT PE LAKHON SALAM. (MUNAJAT) YA ELAHI JAB SARE SHAMSHEER PAR CHALNA PADE ; RABBE SALLIM KAHNE WALE *GHAMZU... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26638 | kya farmatey hain ulama e deen is masla me ke ba'az log jo khud sahaba e kiram ke shan me gustakhi kartey hain yeh kehtey hain ke (ma'az Allah) sahaba ke gustakhi kufr nahin hai aur woh in ibarat ka hawala detey hain: يسب الصحابة فإنه مبتدع لا كافر ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
26637 | I (Non Syed) married to Syed Lady and we have three children, what laws applies on me as a Husband to Syed Lady, can I used strong word or hit her if she do not fulfil her duties assigned in Sharia, she do not take care of the house not the children,... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26636 | kya aqiqa ka khana jis bache ke naam se kiya jata he kya uske ghar wale us khane ko kha sakte he log kahte ye khana sadka kiya jata he iska khana jaiz nahi he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26635 | Aik sunni Aalim ne Hadees bayan ki jo Mash'hoor he K "Meri Ummat 73 Firqo Mey Bat Jaayegi Aur Sab Ke Sab Jahannami Siwaaye ek ke" Ilaa Aakhira.. ye puri Hadees bayan karke Iski sharah o Tehqeeq Yu Bayan Ki -: "Hadees Mazkora Mey ek Jumla he Fin-naar,... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26634 | Sulleh kulli imam ke piche namaaz padh skte hai ya nahin jab ki bar bar wo ye kehte hai ki main tou huzoor tajushshriah ka gulam hun? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26633 | mic par namaaz na parhne ki wajah se ilaaqe ke aimma ne ham logon ka boycot kiya hai, hum logon se salaam dua nahin karte, kuch hamaari dawaaton ko qubool karte hai aur kuch qubool nahin karte aur dawat me shirkat bhi nahin karte, jabke humlog unse s... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26632 | ek shakhs hai jo wasile se mangne ko inkar karta hai aur ye bhi kehta h ki meraj ki shab Huzoor Sallallahu Alaih Wasallam ne Allah se mulaqat nahin ki aur milad manane se inkar karta hai to is shakhs k aqeede k baare m kya kaha jaega? kya ye gustakh ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26631 | kya yeh kahna jaiz hai ke Loud Speaker par Namaz ke Adam e jawaz par hamarey is daur ke Akabir e Ulamaa ka ijmaaA hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26630 | kya qazi e shehar ya qazi e mulk ke liye ankhon ki beenaii hona shart hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26629 | Yazeed naam rakhna kaysa hai? Agar kisi shakhs ka naam Yazeed hai to kya karna chaahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26628 | SADQA HAI KHWAJA-E-AJMERI KA TUJH PAR *AKHTAR*; BURJ-E-RIFA'T ME CHAMAKTA HAI SITARA TERA. (1) kya ye sher aap ne likha hai? (2) Wo kalam jo kisi buzurg ki shaan me likha ho aur wo buzurg ba qaid-e-hayat ho to us kalam ko manqabat kahenge ya tehniyat... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26627 | kya Imame Azam abu hanifa ne shawwal k 6 rozo ko makruh qarar diya hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26626 | (1) Jo Shakhs Mazmir Ke Sath Qawaali Sun Ne Ka Kayal Ho Kiya Hum Uss Ko Imam Bana Sakte Hain (2) Kiya Barkat Ki Niyat Se Qabar Ka Tawaf Jayaz Hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26625 | Kya farmate hain ulma e din is masle me ki "gunah ko halal samajhna kufr hai, jb ke mazar pr sajda krna haram hai or Jo log aisa krte hain in me se Kuch sakht qism ke jahil ise jaiz samajhte hain, to Kya aisa krne wala kafir ho jayega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26624 | To do sexual intercourse with wife during ramadan day time whilst on a journey, is it allowed? And what if this has been done already? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26623 | Agar Koi shakhsh Mazak Me Ganpati Papa Moriya Ka Nara Lagaya Or woh Shakhsh Shadi Shuda hai To Us ke Bare Me Kya Hukm Hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26622 | kia mustamil pani sa kapre pak ho jate hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26621 | Hazrat Meri wife ku Shadi ma kisi na Bad Mazhaboun ka Quran ka nuska dia hay. ma ne apni wife ku pharne sa bilkul mana kr dia ha. ab is Quran k nuske ka kya karon? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
26620 | hamaari city me ek parograam hotaa hai jisme 1st aane waale muslim students ko inaamaat se nawaaz kar unki hoslaa afzaai karte hain. Us parograam me naw jawaan ladkiyaan be pardaa aati hai. aur tasweer bhi khinchte hai. ye kaam hamare yahan ke Imam ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Hazr o Ibahat, Tasweer | |
26619 | Namaz padte waqt hawa kharij hone ka andesha hota he our esa lagta he hawa kharij ho jayegi lekin hum apni jismani quwwat se hawa kharij hone se rokne ki koshish karte he our esa lagta he ki hum ne hawa kharij hone se rok li. lekin dil me ye waswasa ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26618 | Sajda e Tazimi kia hay aur kis ko kia ja sakta hay aur kis ko nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26617 | Nikalna khuld se Adam ka sunte the bahut lekin; bade be abru ho k tere kooche se ham nikle. Iss sher ko bolne aur padhne wale par kya hukm hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26616 | Jo shakhs ye kahay ke "Tahirul Qadiri ne sab ki dukanein band kar di hain iss liye muftiyon ne kufr ka fatwa de dia hay." Aur wo shakhs Tahirul Qadiri ko sunni jaanta aur maanta hay. Tou ab uss shakhs par kia hukm hay aur uss ke iss be bunyad ilzam k... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26615 | Kya aurat na mehrum rishtedaar ko salaam kar sakti hai aur na mehrum ke salaam ka jawab de sakti hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26614 | Aik sunni Aalim-e-Deen ne aik Sulah Kulli ka radd kartay huay bagair Istikhfaf wa tahqeer ke, muhawaratan ye jumlah kaha: "Isay kehtay hain namazain muaf karwanay aaey aur rozay galay parr gaey." wo Sunni Aalim-e-Deen halfan ye kehtay hain ke meri is... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Aqaid, Iman wa Kufr | |
26613 | mein ne ek kitab mein padha ki Mujaddid Alf Sani Radi Allahu 'Anhu ne farmaya ki meim Allah se isliye mohabbat karta hun kiyun ke wo mere Aqa Sallallahu Aliehi Wa Sallam ka Rab hay. please wazahat farma dijiye | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26612 | Taweez se kiya murad hai? Taweez pahanne ka hukum kahan se sabit hai? Taweez galay me bazu me ya kamar me pahan kar baitul khula jana kiya sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26611 | Daanto pe jo mail jise dental plaque kehte hai bina saaf kiye kulli ki tou kya gusul ho jayega jab ki daanto mein koi goost ya supari phasi na ho? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26610 | Jise Rasoole paak ne haraam farmaya use haraam jaane aur jise Rasoole paak ne halaal farmaya use halaal jaane aur jo iske bar-aks karay uske baare me sharee'at ka kya hukm he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26609 | KYA ZAID APNE NANI KI BAHEN KI BETI SE SHADI KAR SAKTA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26608 | کیا بیوی کی غیر موجودگی میں شوہر اگر اک بار تین طلاق دے دے تو کیا طلاق واقع ہو جائیگی؟ طلاق دینے کے وقت دو عاقل بالغ گواہ بهی موجود تهے | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Talaq | |
26607 | zakat us par farz hai jis k pas sade bawan (52.2) tola chandi ya fir sade sath (7.5 )tola sona ya uski miqdar PAISA ho. Lekin huzur sade bawan (52.5) chandi ki rakam qariban 50,000 se 60,000 hai or sade sath (7.5) tola sone ki rakam 2,10,000 se 2,20,... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Zakat | |
26606 | kya ham aisi company me Kaam kar sakte jis company se America Aur Israel ko faida pahunchta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26605 | agar lmam ke musalle ke samne gumbade alahazrat hai to namaz mai lmam ka khayal agar udhar gaya to namaz hogi ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26604 | Kya MASJID kisi ek khas maslak ki milkiyat ho sakti hai? Aur agar ho sakti hai to Kya bareilwi maslak ki masjid me deobandi namaz nahi padh saktay? Isi tarha Deobandi maslak ki masjid mein Bareilwi ki namaz ka kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26603 | Zaid Ka Mobile Shop hay. Woh Computer se Najaiz Videos Customers ko Memory card me bhar ke deta hay, Aur Paise leta hy. Kya is tarah ka kaam Jaiz hy? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26602 | ek jalse me bahot sare muftiyane kiraam aur ulama aur ale rasool ke maujoodgi me mic par apne bayaan ke dauraan zaid ne sabhi ko mukhatib kar ke ye kaha ki sabhi kaan khol kar sun len mere bayaan me agar koi dakhal de sakta hai to wo sirf amr ya bakr... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26601 | jo log Huzoor Tajushshariah ke mureed hai woh koi bhi Darood Sharif padh sakte hein ya koi makhsoos Darood Sharif padna chaheye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26600 | Hum logon ne Masjid mein ek islamic library qayem karny ke liye aapas mein chanda kiya. chunky Masjid ke hi ek zimmedar shakhs ne yeh zimmedari le li aur kaha ke ap log kutb ki list humein dein hum books mangwa denge. ab huzoor se yeh sawal hai ke ky... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26599 | Huzoor Juma ka khutba kisi se choot gaya aur wo direct namaz e juma me shamil huwa to namaz hogi ya nahin? kya bagair khutba sune namaz e juma nahi padh sakte? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26598 | (1) taqreer ke dauran kisi aalim ka baar baar huzoor sallahu alaihi wasalam ko aap alaihissalam kahna kaisa hai? (2) teen manzile ki masjid me imam pahli manzil se namaz padhate hai aur muqtadi neeche bhi namaz padhte hai aesa karna kaisa hai aur mim... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz, Azan | |
26597 | After doing wudhu, drops of urine always come out. I can't maintain wudhu from namaaz to namaaz because of this also and so I keep having to do wudhu over and over. I figured I am not a mazoor because the urine drops only happen straight after wudhu.... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26596 | Ek masjid hai os mai buzurga ne din ki mazar aur kabaristan bhi hai. 10 saal (years) phele os masjid mai deobandi ki jammat hoti thi par abb waha alhumdulliha 10 saal (years) se sunni logo ki jamat hoti hai. Mai waha bhi namaz padta hu. Likin mujhe w... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26595 | Shohar Ne Biwi Ko Agar Meri Maa Yaa Meri Bahen Keh Diya To Kya Tajdeed E Nikah Karna hoga Aur Isi Tarah Agar Biwi Ne Shoar Ko Mere Bhai Yaa Meraa Baap Keh Diya To Kya Hukum Hai? Isi tarha sirf "Maa" ya ? "Behan" na kaha magar kaha ke "Maa jesi" ya "B... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26594 | Kya bagair dadhi wale ko Salam kar sakte hai ya uske Salam ka Jawab de sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26593 | kya khutbay mein pehlay do hath bandhna aur dosry mein kholnay se 2 rak'at ka sawab milta hay. Aisi kuch riwayat hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26592 | zaid ek masjid ka imam hai jo tashahhud drood e ibrahim dua e masorah mutawassit tawr per padhne ka aadi hai lekin woh qaida e akhira ko aik muqtadi ke liye tool deta hai jo tashahud wagairah aahista padhta hai jiski wajah se zaid ka zahan namaz me u... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26591 | zaid ne apni beti ko padhai ke liye puna bheja hai, jb ki zaid mumbai ka rehne wala hai jaha pr ladke or ladki ek hi class me baithte hain, na mahram teacher padhate hai, Kya shriat se is tarha ki badhai krna jaiz hai. Or jb college se picknick wagai... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26590 | asslamualeikum kiya devbandiyo ko jo hamare sath school vgera me padte hai is waje se unko padai me madad na karna ki wo devbandi hai or khud ko unse upar manna kiya sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26589 | Zaid kitabo ki tijarat karta h or zakat me garib talba ko kitabe deta h to kitabo ki konsi qimat shumar kare kharidne wali ya bechne wali? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26588 | Imam se elaniya Gunah huwa unke muamle ko ek Aalim ki bargah mein pesh kya gaya. Aalim ke kahne par Imam ne apni ghalti tasleem karli aur logon ke samne taubah bhi kya aur aage se aisa na karne ka wada bhi kya unke Tauba karne ke baujood log unko ima... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26587 | aurton ko ayyame makhsusa me Quran pak ager kisi zarurat ke tahat padhna pade to kiss tarah padhe barae meherbani padh ker bata dijiye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26586 | Hazrat kya darrhi Sharif rakhne par pal-pal sawab milta hai? aur kya wo koi gunah ka kam kar raha ho us waqt bhi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26585 | ek wahabi hai mere building mein wo har dargaah sharif jaata hai sabko maanta hai uski ammi niyaaz bhi karti hai lekin wo wahabi hai to aise aadmi par kya hukum hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | bd mazhab firqay | |
26584 | Who is worse? Non muslim enemies of the deen -or- confirmed deobandis & wahabis & sulla-qullis & similar? Please clarify. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26583 | How does one explain to a non sunni why it is not allowed to do your fard salat behind a deobandi, wahabi, sulla qulli, other neo-sunnis? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26582 | (1) Ager bachho ko Quran ya qaida wagaira zameen per beth ker padhaya ja rahaho aur bad per koi so raha ho to sharia't me iska kya hukm hai ? (2) kya Quran shareef ke alawa diger dua w zikro azkar ko bhi tajweed ke muwafiq padha jayega. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26581 | Aalim afzal hai ya Gayr Aalim Sayyid? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Ifta | |
26580 | Internet par aik sawal aur usak jawab yun dia gaya hay: Sawal: Agar kisi namalum ladki ki laash mile to kaise pata krege wo muslim hay ya nahin? Jawab: us ladki ko gusal diya jaye aur us pani ko ghode (Horse) ko pilaya jaye agar ghoda pi le to wo mus... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26579 | zaid ne pehli bait ek peer e kaamil se ki thi aur baad me la ilmi ki wajah se ek dusre peer e kaamil jo unse aala wo arfa muqam rakhtai hain unse bait hogaya. Ab wo mureed kis ka raha aur bait todnai ka gunahgaar wo hua ya nahi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26578 | Kya Mufti E Aazam Ne Aisa Kuch Farmaya Hai Ke ''Jab Ahle Sunnat Ko Barielvi Keh Kar Khitab Kiya Jaye To Us Jadeed Kithab Se Shidat ke Saath Inkar Kiya Jaye Hum Wahi 14so saalo Qadeem Ahle Sunnat hai'' Kya Ye Qaul Sahi Hai? Hazrat Rehnumayi Farmaye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26577 | Sarkaar aala hazrat ne Farmaya qabr me jab sawal hota hai "tera rab kaun hai" to wahan shaitaan apni khud ki taraf ishara karta hai (ki mujhe keh de).. Badmazhab aiteraz karte hai, shaitaan ka talluq dunya tak hi hai qabr me wo behka nahi sakta kyu k... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26576 | kya yeh riwayat mustanad hai? Imam Jafer e Sadiq farmate hain k ek shab main tahajjud k baad zikr o azkaar mein mashgool tha k neend ka galba hua main bahot koshish kiya k use door karun magar phir mujhe ilham hua k neend ki taraf aao kuch raaz o niy... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26575 | Can an umarried muslim lead a married muslim in Salat? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26574 | KYA KISI WAHABI K SATH BUSINESS KIYA JA SAKTA HAI?? USSAI MAAL KHAREEDA YA USSAI BECHA JA SAKTA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26573 | (1) Jahaan mein unki chalti hai woh dum mai kya se kya kar dein; Zameen ko aasmaan kar dein suraiyyaa ko saraa kar dein!! Yahan suraiyya aur sara se kya muraad hai? (2) Meri mushkil ko yun aasaan mere mushkil kushaa kar dein Har ik mauje balaa ko mer... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26572 | mein namaz padta hun lekin Akser namaz padte waqt mujhe dunyawin khayalaat zehan me aane lagte hai mere lakh koshish karne ke bawujud me pura Dhayaan Namaz me nahi laga pata hun. kya istarah namaz padne se meri namaz hogi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | Namaz | |
26571 | Kiya koi ghair mard, aalim, aamil, peer, kisi ghair aurat koooo CHOOO SAKTA HAI? DEKH SAKTA HAI? BE PQRDHA HO KAR BAAT KAR SAKTA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26570 | Meri behen Balig hu chuki. ab ma usko parda karne ke liye khta hu to woh nhi manti ha. kahti ha ke padhayi poori hone jane ke baad parda karenge. mane apni walida ko kaha ke usey parda karwaye to woh bhi nhi manti ha or wahi baat khti ha. to mane apn... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
26569 | Jitnay gumrah firqe hain wo sab hamesha ke liye jahannam me jaen ge ya phir un ko azaab dekar nikaal liya jae ga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |