IMAM MEHDI KA MARTABA KYA HE...?? AUR HAZRAT MEHDI ZUHOOR KE BAAD GHOUS E AZAM K MARTABA PAR FAIZ HONGAY? AUR HAZRAT MEHDI K NAAM K SATH ALAIHIS SALAM LIKHNA KEHNA KESA JUB K WO NABI NAHIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19262
Mashroob peetay waqt jaam (glass) aapas mein takrana kesa?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19261
Aitakaf ki qaza kia sirf Ramzan sharif may hi ho sakti hy ya iskay alawa bhi kisi bhi ayam qaza kar sktay hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19260
BAQADRE ZAROORAT AAYAT KA NUZOOL HUWA MAGAR INKO SURATON ME KAISE DHALA GAYA AUR ISKI TARTEEB KAISE DIGAYE?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19259
KYA JIBRAEL AMEEN HAR SURAE MUBARAK K SHURU ME BISMILLAH PADHA KARTE THE WAHI LANE PAR?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19258
KYA BISMILLAH SHAREEF HAR SURE K SHURU KA HISSA HAI
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19257
QURAAN KO SHURU KARTE WAQT KYA AUZUBILLAH AUOR BISMILLAH PADHNA WAJIB AHI?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19256
"NABI KI TAKZEEB KUFR HAI" (BAHARE SHARIAT) ISKO SAMAJHA DEIN K TAKZEEB SE KIA MURAD HAY? KIA AAJ KAL K BADMAZHAB BHI NABI ALAIHIS SALATO WASSALAM KI TAKZEEB K MURTAKIB HAIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19255
KUCH LOAG KEHTE HAIN K 'BACCHON KO NAZAR LAG JATI HAI' YE NAZAR LAGTI HAI AUR AGAR HAAN TO AISI SURAT ME KAISE USKO DAFA KARNA HAI TAFSEEL ATA FARMAEIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19254
Kia walidain k kehnay par aisi milad sharif mein shirkat jaiz hay jis ke muntazimeen suleh kulli hon ya suleh kulliyon se ittihad kiye huay hon?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19253
Hazrat, please could you tell us about the life of Imam an-Nawawi rehmatullah alaih.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19252
is it permissible for the muqtadi to correct the imam in qirat during salah after the imam has recited more than 3 ayahs?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19251
is it permissible to smoke and what is the shar'i hukum on smoking ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19250
Main bahut dino se pareshan hun ki main apni nai jagah main sahi direction par namaz parrh raha hun ki nahi. Islyie apse guzarish hai ki barae meharbani mujhe qibla ki direction maloom karnay ka tariqa taleem farma dein.
KYA AURAT BAGER MEHRAM ILMI MAJLIS K LIYE BUS TRAIN CAR ME AKELI SAFAR KAR SAKTI HE AUR LOUD SPEAKER PAR TAQRIR KAR SAKTI HAY JUB K UNKI AWAZ GER MARD TAK NA PONCHTI HO?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19247
kya AALAHAZRAT ne ismael dahelwi ko kafir nahi kaha? aur agar nahi to kya usne kuch gustakhi ki hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19246
Hussam al-Haramain Sharif kinhon ne murattab farmae aur kia chapnay se pehlay iss kitab ki tashih ki gae thi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19245
Aksar Awam bachon ko nazar ka teeka lagatay hain. Ye surmay ya kajal se gaal par ya kaan k peechay lagaya jata hay jo dekhnay mein til jesa mehsoos hota hay. kia iss mein kch karahat ya mumani'at hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19244
zaed ne taqreer karte huwe ye kaha k bismillah ko allah ne bahut fazilat de hai. saara quraan parra hai lekin Allah ne isi ko aisa makhsoos kiya hai. aisa kehna kya sahi hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19243
aisa kehna kaisa hai k nabi k ilm se zyada to shaitaan aur jibrael alihissalaam ka ilm hai. chunke jibrael hi ne to padhaya hai aur jitni wahi unhon ne batae to jab jaakar huzoor ko maloom huwa. isse to maloom huwa k jibrael ki azmat nabi se badhkar ...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19242
11 Safar al-Muzaffar Hazrat k Walid-e-Girami Hazrat Mufassir-e-Azam Mawlana Ibrahim Raza Khan Sahab Jilani Miyan Alaihir raHmah ka URS Sharif guzra. Hazrat Mufassir e Azam ki Khidmat-e-Deeniyah k sath sath ba hesiyat walid unki Seerat Sharif par kch ...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19241
If a woman has not slept with her husband and they are going to divorce does the woman still have to go through the iddat period
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19240
Nijat wala firqa konsa hai quran aur aqwale NABI sey bta ker mamnoon fermaien۔
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19239
Is it permitted to go study Alieema course in another country and leave your husband for 4 years. but every ramadaan you will come home.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19238
Namaz ky imamky liay kin siffat kaha hamil hona chahiay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19237
Ulama frmatay hain ky bdmajhaboun sy kisi qism ky taluqat mat rakho awry eh hadith sy sabit hy awr Huzur ny hukum dia hy ? jabke huzoor paak ke zamane yeh log nahi the. is baat ki wazahat farma dijiye
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19236
KYA YE SHER PADHNA DURUST HEIN: ''PAEI TAZIM DILKASH NEI BHI SIR JHUKAYA APNA; JAHA PER BHI PAYA NAKHSHE PA TUMHARA KHWAJA''... KYA IS SHER MEI TAZIMI SAJDA KERNEI KI BAAT KI JA RAHI HEI
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19235
kaarkhana me zari work yani embroidery ka kaam hota hai.karkhandaar america ka order ka kaam apne kaarigaro se karwata hai.is kaam me church ke pardo waghairah ka kaam aur eesaai ki shadi ka dress par embroidery ka kaam hota hai.kaarigar ko karkhanda...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19234
shadi kis mahine men haram hai
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19233
ladki ka aquika karne ka tarika kya hai
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19232
maslake aalahazrat kehna kaisa hai ispar jawab diya gaya hai k bola jasakta hi isme koi khabahat nahi par lazim nahi karna chahiye agar koi na bole to woh sunni nahi aisa bhi nahi aur agar koi kahe to usko roka jaye ye bhi nahi. kya ye jawaab sahi ha...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19231
Ilahbad shahar ko english me allahabad kaha jata hai.aisa kehna jaiz hoga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19230
Muhammad Arshman name kesa hai kia rakhna chaye is ka matlab (Arsh ka shazada hai)
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19229
I want to know the quranic basis for male wearing a beard..
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19228
Agr koi syed minhaji ko follow kray to hmaray liay kia hukum hy awr un pr kia hukum ho ga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19227
agar chashma ki kamani (frame) kisi dhaat ki hai jabke plastic ki bhi milti hai to dhaat wala frame mard ke liye jaiz hoga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19226
duty time ki vajah se mai sunnate nahi pad pata hon sirf namaz farz pad k ajata hon koi harj to nahi
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19225
Kisi ki ankh khrab ho to usko koi kana dajal kehay, to us pr kia hukum hy?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19224
Dajal ki haqiqat kia hy, kia wo mojud hy ya paida hoga? 30 chotay dajal sy kon murad hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19223
agar jihad ko koi hind me haram kahe to usper kiya hukm hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19222
Kya Namaz k Doran yaha waha dekhne se Namaz hojati hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19221
meri pareshani yeh ki meri shaadi nahin ho paa rahi hai. Jo bhi rishta aata hai maa jati hai aur aakar baith jati hai. Kuch dilchaspi hi nahin le paati hain. Kya mere liye yeh mumkin hai ki main khud nikah kar lun?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19220
hazrat mera naam high school ,inter ki marks sheet mein NOMAAN MOHAMMAD KHAN hai kya MOHAMMAD shiru mein na hokar beech mein hone se koi harj hai.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19219
hazrat hamari masjid mein andarooni hisse me namaz hoti hai to wahan imam sahab ki mehrab aur musalla bana hua hai ab garmi mein masjid ke bahri hisse mein namaz hoti hai to agar us andar wale imam ke musalle se seedh li jati hai to bahar jagah zayad...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19218
huzur mere walid ne aik hindu aurat se shadi ki thi aur wo islam le aayi lekin unke ghar wale ab bhi kafir hai aur hamare yaha aate bhi hai mera sawal ye he ke mere mamu jo ke kafir hai uski ladki muje unke tyohar me rakhi bandh ti hai to kya me use...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19217
Wo konsay masail hain jinko ulam-e-aamlin awam ki asani ky liay tarmeem kr sktay hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19216
if a person has gas problem so how many times it is necessary for him to make wudhu while performing salah?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19215
tang pajama pehna ho to namaz ho jaegi ya nahi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19214
huzur zinda shah madar ke silsile ke bare me ala hazrat ka kiya hukm hai silsila sokhta hai ya jari
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19213
what is mean 786 and 92?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19212
Aaj kal mic itnay sensitive hotay hain ky pehli saf may bhi imam ki asl awaz sunna mushkil hota hy? Aaisi surat may kia karna chahiay
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19211
fish (machhli) ko zinda (jb pani sh bahir aai awr trp rahi ho) kaat kar kha sakte hai ya jab mar jaye phir kaat kar khaye?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19210
Biwi ko uskay ma baap gr chor anay awr wapis lanay pr agr koi yeh kehay ky biwi ka ghulam hy? Kia is trah karna shran koi hukum hy ya agr ilaqay may aisi rasm ho to yeh mayub kaam hy?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19209
kin soorato me salaam ka jawab nahi de sakte .....kya aisa hai k masjid me jamat khadi hone wali hai or koi shaks salaam kare to uske salaam ka jawab diya jaye
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19208
arz hai k ek shaks ne dusare shaks se kaha k kya tum salaam padh rahe the to usane kaha k tauba karo. to aise shaks pe kya hukm hoga
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19207
Azaan padhne wala agar azaan ke kalimaat sahih makhraj se ada na kare to kya woh azaan maani jayegi Kya aisi azaan se jamaat qaaim ki jasakti hai Azaan galat huwi magar takbeer sahih kahi gayiKya tab bhi namaaz main kuch karahat hogi ya namaaz ho jay...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19206
ZAID 1 TEACHER HAI AUR SCHOOL ME SUBAH JAB SAB AATE HAIN TO EK DUSRE SE SALAM KARTE HAIN AUR MUSAFAHA BHI KARTE HAIN.AGAR USME KOI BAD MAZHAB HO TO KYA KIYA JAYE?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19205
HAR MAHINE ME 2 SE 3 DIN "AQRAB" LIKHA HOTA HAI UN DINO ME AKSAR SHADIYO KI TARIKH NAHI LI JATI HAI & KOI NEK KAAM BHI NAHI KIYA JATA HAI.KYA YE SAHI HAI ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19204
kya aurat ko sheeshe ki bani hui artificial jwellery pahenna jaiez hai.agar sheeshe ke nago ka haar bunde kanggan waghairah hai aur yeh nag jis dhaat me jare hue hai woh sone ya chandi ki dhaat nahi hai.aisi jwellery ko pahenne ka maqsad sheeshe ke n...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19203
kya salam kar ne me huruf ki aadaigi zaroori he ? kia shirf salam kehliya to islami tor se salam aada ho jaye ga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19202
ya maa baap ki izzat adab karne ka hukm larki ko bhi hai.agar ha to kuwari larki ko ya shadi shuda ko bhi.larki apni susraal me apne shohar ka kehna mane ya apne maa baap ka?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19201
how long is the iddat period for a woman after divorce and if the woman has a job does she have to refrain from going to work during iddat...jazakAllah
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19200
Neend ka ghalba aane ke baad bina wudu kiye namaz ho jayegi ya nahi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19199
Humaare yaha sunni masjeed may Har Jumeraat Darood Sharif ka vird hota hai jismay aaisay log bhi shamil hotay hain jin ko bdmajhab walon ky aqaid maloom hain phir bhi unkay pichay namaz prhtay hain awr mamlat bhi rakhay howay hain. Sawal yeh hy ky us...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19198
Ahelia ny wada kia ky gr may waldain ka dil nahi dukhai gi, laikin kuch arsay baad usnay waldain ko naraz kia, ab oos pr sharan kia hukum hy?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19197
meri dukan me ek hafiz sahab rozana aakar qurane paak ki tilawat karte he is ke ivaz me unhe 300 Rs, mahana tankhwa deta hu to kiya shariyat ki roshni me mera ye amal jaiz he or mera hafiz sahab ko paisa dena or hafiz sahab ka bakhusi paisa kabul kar...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19196
agar namaz me bhul se ulta quraan padha ho to namaz ho jaegi ya nahi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19195
agar hum logo ko saza nahi dena chahiye to kya zani ko police ke hawale kar dena chahiye.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19194
hinda ka shohar hindako tanhai me yu kahta he ki "agar allaah pak bhi upar se niche samjane aye tabbhi me samaj ne vala nahi hu."Ye bat Hinda ne muje batai. Agar hinda ke shohar ko me samjane javu to wo hinda ko mar bhi sakta he ya fir talak bhi de...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19193
saali se kaha tak Rishte pahunche ny pe biwi haram ho jati hai
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19192
eddat me kis kis sa parda hai hazrat
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19191
hume namaz padni hai magar masjid gharse bohot door hai to kya hum gharme padsakte hai.(Taqriban half hour walking distance hy)
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19190
maher ki rakam shadhi s pahile ada karna jaruri hai ya aage ada kar sakte hai awr kia maher ki rakam shuhar hi ki kamai sy hona jaruri hai ya koi bhi apne ghar may sy ada kar skte hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19189
Kuch logaun ka kahna hai Gher ke khareeb kisi ki qabr ho gi awr yahan qabristan tha Hazrat ab hame ye kaise pata chale ga ke yahan pe qabr hai ya nahi agher hai to kiya kerna hoga
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19188
kuch ulama wo mashaikh kae martaba hajj k liye jate hain ya umrah k liye jaate hain. unke jaane par ye aeteraaz hota hai k hajj to ek hi baar fard hai phir baar baar ye karna kaisa hai? ek se zayid martaba jaane k bajae kisi gareeb ki madad kardiye h...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19187
kya kashf aur ilme nujoom ek hain aur ilme nujoom par yaqeen ya aeteqaad rakhna kaisa hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19186
Jo log baqaid gi sy apkay sawal jawab ky session awr dars-e-Hadith suntay hain kia wo khud ko apkay sath tilmiz ki nisbat keh sktay hain (yani may Hazrat ka tilmiz hun)?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19185
Chalti Buss mein bhi Namaz ka wahi hukm hay jo chalti train mein hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19184
Aik Shakhs jis ki Umrah ki Niyyat nahin. Tijarat ki garz se ya sair-o-tafreeh ki garz se kaheen jana chahta hay aur raastay mein Makkah Sharif se guzar hua tou kia Umrah karna zaroori hay? Aur agar Ihram bandhay bagair hi Makkah Sharif mein dakhil hu...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19183
Huzur mein ne lillah aik bakra lia kya mein usay kisi wali ke urs pe zibha kar sakta hun aur unn wali ke naam ki niyaz fatiha us din dila sakta hun?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19182
pichlay session mien hazrat se ceramic k dant laganay se mutaliq poocha gaya. hazrat ne farmaya k mumani'at na honi chahiye. arz ye hay k kia intiqal k baad wo daant nikal dena hoga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19181
Hinda ne halate hamal me ye mannat mangi k agar mujhe ladka hoga to main us ko aalim banaungi. hinda ko ladka hi paida hua jo ub 20 saal ka hai aur aalim nahin hai. Ab ya to hinda ne jaan bujh kar apne bete ko aalim nahin banaya ya phir hinda ko apni...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19180
EK DEOBANDI NE KAHA HAI K RADIALLAHU ANHU SIRF SAHABIE RASOOL HI KO BOLA JAEGA GAIR SAHABI KO NAHI AUR KHUSUSAN HUZOOR K WALID AUR DADA UNKO TO HARGIZ NAHI BOLA JASAKTA? ISKA RAD INAYAT FARMAEIN
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19179
KYA NABI SE GALATI HO SAKTI HAI AGAR NAHI TO KUCH DALEEL ATA KAREIN BADMAZHAB KUCH WAQIAAT BATATE HAIN AUR SABIT KARTE HAIN KE HUZOOR SE BHI GALATIYAN HOWI AUR AISA KEHNA KAISA HAI?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19178
HAZRATE ESA ALAIHISSALAAM KO KALIMATULLAH AUR ROOHULLAH KYUN KAHA JATA HAI AUR INKE KYA MAANE HAIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19177
Masjid ke chat per mobile tower lagana kaisa hai? aur amdani se jo raqam mile us raqam ka masjid ke maintainance mein lagana kaisa hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19176
Imam Qaadah mein hai, masbooQ namaz ki takbeere taHreema kah kar baeth gaya. Abhi masbooQ ne attaHiyyat shuroo nahi ki ke imam ne salaam pher diya. Kya yeh iQtedah saHiH ho gaee?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19175
peer/murshid kaisa hona chahiye?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19174
aj k zamane me koi gair muslim shakhs, jisse islam k bare me kisi ne dawat nahi di ho, or wo na hi islam k bare me kuch janta hai. Wo sara waqt uske religion me hi busy rehta ho, or wo paidaishi kattar ghar se ho e.g. Pandit in hindu etc but use isla...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19173
kya farmate hain Mufiyane kiram is masle k bare me k zaid ne apni biwi ko kaha k ja tuje aik talaq di ja tuje aik talaq di ja tuje aik talaq di or baqi do talaq kal dunga. zaid halfan kheta hai k me ne aik hi talaq di hai do alfaz mene taqeedan dye h...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19172
dargah pe se dhaaga laakar galeay me ya haath me pehanna kaisa hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19171
Huzur kiya musalman happy new year k mails, sms kar saktha hai apne muslam dost aur offices me ghair mazhaboo ko?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19170
6 Safar al-Muzaffar Hazrat Mufti Shareef ul Haque Amjadi Alaihir raHmah ka URS Sharif hay. Unki shaksiyat wa seerat aur AhleSunnat k liye unki Khidmat per kuch irshad farma dein.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19169
Umrah ka Tawaf shuru karne se pahle Masjid e Haraam me Tahyatul Masjid ki 2 Rakaat Namaz padhna Kaisa hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19168
zaed 2 rakaat sunnat namaaz padhraha tha, dosri rakaat me qiyam me qirat shuru karne ki bajae tashhud shuru kiya aur padha atahiyyato tak phir yaad agaya to qirat sahi se mukammal kiya. aisi surat me namaz par kch farq ayega aur kya sajdae sahu hoga?...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19167
hamre kuch plots hain woh is niyyat se khareede gaye hain k jab kabhi paison ki zarurat padhegi to unko bechkar istemaal me laya jasakta hai. in plots ki kya zakaat hogi agar haan to kaise ada kiya jaye k har mahena ya kuch hi arse me unki value badt...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19166
Kch awam balkay ulama ko bhi kisi k kuch khilaf-e-Aadat kaam karne par muhawaratan ye kehtay suna k "ye tou Qurb-e-Qayamat ki nishani hay" ya "lagta hay Qayamat qareeb hay" wagera. Kia aisa kehnay mein kch harj hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19165
Sarinah (meaning: Peace) aur Selina (meaning: Moon) naam rakhna kesa?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19164
kafir ki hotel par non veg khana kaisa hai aur ek surat ye bhi k pakane wale agar musalman hain, aur ek ye surat bhi k zabah agar musalman kare aur kafir usko banaye