Ghaus e Azam se (Allah ki Ata se) Madad Talab karnay ka sahih aur mujarrab tariqa irshad farmaen.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19762
Miladun Nabi ya Seeratun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam ki Taqareeb mein Gair Muslimeen ko Dawat dena kesa? Aur uss mien unhain unn k apnay mazhab k mutabiq taqreer ka moqa dena kesa? Jub k niyyat ye ho k wo aaen aur Sarkar ka Meelad aur Unki Seera...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19761
Gandhi, Nelson Madela wagera Gair Muslimeen ko Azeem Raunuma ya Great Leaders kehna kesa?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19760
Aik Shakhs jo esaaiyon k sath unn k church mien Christmas mein shareek hota hay aur kehta hay k meri niyyat Isa Alaihis Salam ki Wiladat ki khushi manana tha aur iss mein koi harj nahin. Hazrat kia irshad farmatay hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19759
MASJID YA GHAR KISI JAGAH QUR'AAN RAKHA REHTA HAI AUR QUR'AAN KI SEEDH ME OOPAR CHAT PAR JAKAR CHAL SAKTE HAI YA NAHIN YANI JIS CHAT PAR HUM HAI THEEK CHAT KA WOH HISSA JAHAN CHALNA PHIRNA HOTA HAI AUR ISI KE NEECHE ZAMEENI WALA MAKAN PAR EK OONCHI J...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19758
MA'AZ ALAAH AGAR MUNH SE ACHANAK KUFRYA ALFAAZ NIKLE AUR APNI ZUBAN ROK NA PAYE JABKE IN ALFAAZO KA ILM BHI HO PHIR BAAD ME PACHHTAVA BHI HO TO TAUBA TAJDEEDE IMAAN KARNA CHAHIYE YA NAHIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19757
Aik Jamaat Jo Apne Aap Ko MUJADDIDI-Naqshbandi Kahti Hai, Kya Aap Is Jamaat k Aqaaid Se Waaqif Hain Or Kya Ye Jamaat Maslak e Alahazrat k Mutabiq Kaam Karti Hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19756
kya gardan ke nechey jo haddi, jaha se shirt ke buttons shuru hote hai. who haddi agar namaz me dekh rahi hai to namaz makrooh tahreeme hogi kya?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19755
Is there is a limit on the profit made on selling goods: perfumes, garments, precious stones, consumable items, etc?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19754
ager kisi aurat ko periods aaye ho aur un dino main hi us ki haj flight ho to us liye kya hukum hai kya woh umrah ki niyat ker ley aur jab pak ho jaye tab sarey arkan aada karey ya waha jakey umrah ki niyat karey
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19753
kuch ayaat e karima ki tarjuma kanzul iman say wazahat.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19752
Aik Allama sahib ne larrkion ki taleem ko Haram qarar dia ba wajood ye k wo mukammal parda mein ya complete girls education ki soorat mein ho. Hazrat kia farmatay hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19751
Kya Dadhi har musalmaan par waajib hai? Na rakhne wala gunehgaar hai? Iska Namaz se koi taalluk hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19750
MUJHE KAROBAR KE LIYE EK MUSLIM BHAI SE RUPIYA LENA HAI AUR MERA KAROBAR CHAPPAL KA HAI. AGAR MEIN UN SAHEB KO JODI PAR RAQAM DOON TO YEH JAYEZ HOGA YAANI 2 RS AIK JODI PAR AGAR YEH SAHI NA HO TOU SAHI MASLA INAYAT FARMAYE.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19749
i have got an good answer to istikaraah for marriage about 8 times.. but my dad does not want to agree! What should I do? Also please make dua for me.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19748
Zaid Aur Baqar baap bete hain unka business bahut hi acha hain lekin Baqar k ILM mai nahi k Zaid Soodh (INTEREST) ka Bhi Karobaar karte hain Aab jab baqar ko iska ILM huwa tho wo apne Walid ko kaise samjhaye? Aur Agar Baqar Wo Saari Soodh ki rakam Wa...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19747
'Sajdah e sahu" kiyo kiya jata hai aur mazeed us ka sharaee tareeqa irshaad farma dejeye.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19746
Aik aurat apnay mehram k sath Makkah Sharif pohanch gae ub usay bagair mehram k Akaila Haram Sharif jana, tawaf karna ya Umrah karna jaiz hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19745
Aisay Tayl mein tali hui machli kha saktay hain jis mein Gayr Muslim ka Zabeeha bhi tala ya pakaya gaya ho?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19744
QURA'AN ko bashar kahna kesa? bashar tou makhlooq hay jab k QURA'AN makhlooq nahin? aur jis ne Quran ko bashar kaha uss par kia hukm hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19743
aik Shakhs ne bataya k Jahannum ki Aag Yamen se laee jaegi ya Yamen se shuru hogi aur kaha k ye hadees mein hay. Kia ye durust hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19742
Nazar k Aisay Chashmay jin k sath Chain lagi ho wo pehanna kesa?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19741
AbuDawood Sharif mein hadis ka mafhoom hay jis ne Gayrullah ki Qasam khai wo Mushrik hay jub k bahar-e-Shariatk bab 9 mein isay makrooh likha hay. Nayz Quran Sharif mei bhi Sarkar k Shehar, Kalam aur Baqa ki Qasam yad farmae gaee. Rahnumai farmaiye
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19740
What was the view of Ala Hazrat (Alahi Rehmah) on the Naara, Naare-Tehqeeq.... Haq Chaar Yaar?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19739
Aik Hindu ka aetraz k agar Insan ko ALLAH ne apni Ebadat k liye Payda kia hay tou Musalmano ka Aqeeda hay ALLAH BayNiaz hay. Barah-e-Karam Rahnumai farmaen
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19738
Mian Biwi mein talaq ho janay k baad aurat apnay susar ya mard apni saas se parda karega? Aur bachay Bachian apni khala, mamu, phuppi ya chacha se parda karengay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19737
Did AlaHazrat wrote any Book or Risalah over the Subject of Durood Sharif?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19736
how women should wear the burqa? Eye alone should be visible or whole face should be visible? which is correct method ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19735
Budh k din Nakhun katnay, Mangal k din Kapprra katnay yar Haftay k din Nikah karnay par koi mumaniat ahadees ya fiqah mein hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19734
AbuDawud Sharif ki Hadees ka Mafhoom hay k Tum loug aik doosray k ahtiram mein iss tarha na kharray ho jis tarha Ajami loug kharray hotay hain. Iss ki Sharah farma dein
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19733
Kya Auratoun K Leye Burqa Mayn Sirf Aankhayn Chupana Aur Chehrah Kholna Jaay'eez Hay ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19732
Aksar Hotels, Offices aur Gharon mein Toilet ya tou Qiblay ki taraf hotay hain ya peeth qiblay ki janib hoti hay tou kia wahan Rafa-e-hajat ki ja sakti hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19731
Hazrat ne arab o ajam k bohat se ulama aur Mashaikh Ki Ziyarat aur Unn ki Sohbat paee. hazrat unn mei se kch ka tazkira farmana pasand famaengay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19730
koi Aisi soorat ya majboori hay jis mein badmazhabon k peechay ba karahat ya bila karahat namaz parrhnay ki ijazat ho?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19729
aisay Ilaqay mein jahan koi sahiul aqeeda imam ya masjid na ho tou kia wahan k rehnay walay sahihul aqeeda lougon par jumma farz hoga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19728
Jo shakhs Hazrat Syedduna siddique Akbar Radiallahuanhu se Ziyada Kisi Aur Sahabi ko Fazilat De uske baare mai kya hukm hai? Azrahe karam tafseeli JAwab Aata farma dein!
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19727
kiya Hazrat Syedduna siddique Akbar Radiallahuanhu Ambiya ke baad Ummat mai Sabse Afzal hain? Aur kya Iss paar IJMA Hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19726
Loug apni kam aqli aur kam ilmi mein ALLAH k baray mein keh detay hain k Ooper wali zaat ya Ooper wala sub dekh raha hay? Hazrat aisay lougon k liye kia irshad farmatay hain?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19725
mardon ko Laal color k kapprray pahennay ki mumaniat par koi hadees sharif hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19724
kya darrhi bina parrhi namaz wajibul I'aada hai ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19723
Agar napaak kaprra saaf karke bina nichorre shower ya nal ke niche rakh kar khub pani baha lene se kya wo kaprr paak ho jayega ya teen martaba nichorrna zaruri hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19722
Kya Mothers Day , Fathers Day , New Year Waghera Manana Sahih Hay ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19721
Acha Durood Shareed Irshad farmadein jo hamesha wird karsakein
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19720
ALLAH Mian ya ALLAH Jee kehna kesa? Aur aisa kehnay walay par kia hukm hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19719
Fajr ki namaz ki pabandi key liye koi wazifa irshad farmadein ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19718
Shadi mein jehaz leyna ya dena kesa ya Shadi k liya jehaz ki raqam ka mukhtas karna kesa?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19717
Do loog namaz padrahey hain eik imam aur eik muqtadi , muqtadi imam key todha pechey bazu mein hain, namaz key dooran doosra muqtadi namaz mein shareek hogaya tou us waqt kya karna chahiye ? Irshad farmadein.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19716
Wo Companies jin k baaray mein mashoor ho k wo Yahoodi aur Islam Dushman companies hain unki ashiya ki khareed o farokht k baaray mein kia hukm hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19715
Naza key waqt aasani aur Aachi mout key liye kya karna chahiye ya phir koi wazifa Irshad farmadain ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19714
Dua
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19713
if we have neighbours that are tabliqis,how do we treat them? as in islam we have to treat our neighbours nicely.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19712
madina anay wala hay.aap nay yeh kalam doraan e safar likha ya pehlay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19711
agar walid namaz na parhain tu awlaad kay liyay kya hukum hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19710
kya khawateen ko gari chalanay ki ijazat hay? Naiz walid kay zimmay agar qaza namazain baqi hoon tu kya beta walid ki qaza umri ada ker sakta hay.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19709
Zakat ki raqam jis tarah deeni taleem hasil kernay walay talib ilm per karch ki jati hay isi tarah dunyawi taleem waloon per karch kernay per zakat ada hojayegee?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19708
TAQREER MAY TAHIR HABASHI NAY AIK WAQIA ZIKAR KYA ALA HAZRAT KA KAY AAP NAY WAFAT KAY WAQT APNAY BETAY KO AUR KISI SATHI KO BULAYA AUR SURAH RAAD AUR SURAH YASEEN PARHO. UNHO NAY KAHA MUJHAY YEH PATA NAHI KYUN SURAH RAAD PARHNAY KO KAHA.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19707
HADEES SHARIF Jiss Ka Mafhoom Hay ' Jo Kisi Aurat Say Ba Wajhe Uss Key Ezzat K Nikaah Keray , ALLAH AZZAWAJAL Uss Key Zillat Mayn Ziyadti Keray Ga Aur Jo Kissi Aurat Say Uss K Maal K Sabab Nikaah Keray Ga , ALLAH AZZAWAJAL Uss Key Mohtaaji Berhaye G...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19706
Kia har Nikah Sunnat hay? Jub k Kitabon mein Nikah ko kabhi Farz kabhi Wajib, Kabhi Sunnat aur Kabhi MustaHab bhi bataya gaya hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19705
if a non-muslim uses one of our plates,can we re-use that same plate?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19704
Kya bagyar dadi(BeardLess) Wala Shaks FASIQ hain Agar FASIQ HAI tho kya WO ISLAMI Jankari Hasil Karne K liye Kisi Aalim se Sawal Nahi kar sakta YA Uss ko Koi Masla Malum ho Aur Aalim GALTI kar rahe ho tho kya Wo uss Aalim Ki Islaah bhi Nahi kar sakta...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19703
ULAMA FARMATAY Hayn Kunwari Say NIKAAH Baanjh Aurat Say NIKAAH Say Behtar Hay , Lekin Iss Say Baanjh Aurat Ahsaas-E-Kumtari Ka Shikaar nahin hogi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19702
bayrooni mumalik mein ham kaam k silsile mein jaate hain tou ham wahan laundry me kapdhe dete hai uska ye yakin nahi hota ke wo hamare kapdhe sahi SHARIYAT k mutabik dhule hai ya nahi? tou kya ham wo kapdhe pahankar NAMAZ wagera padh sakte hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19701
Chain Ki Watch Sirf NAMAZ mai Pehana Mana Hain Ya Ghair e Namaz Mai bhi Mana Hain.Chain ki Watch Namaz k Waqt Pocket Mai rakh Ne Se NAMAZ ho Jayegi Ya Nahi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19700
AGAR KOI SHAKS JIS KA INTIQAL HOGYA HO AUR WO KISI KO KHUWAAB MAY AAKER TUHFA DETA HAY. TU IS KA KYA MAANI HAY.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19699
Musalmaan kin kaamoon say islam say khaarij hojata hay. Rehnumai farmain.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19698
agar kisi aurat ka shohar bad mazhab ho jaey toh biwi kya kare agar woh kisi majboori ki wajah se chorr nahi paye toh kya uska imaan jaata raha?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19697
main apne walid ki khidmat karti hu par kuch din pehle suna ki balig ladki walid ko chu nahi sakti tabse hum parhez karte hain par hum hi the jo unki khidmat kiya karte the
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19696
kya aurate mazaraat par ja sakti hain hum log jaate hain par andar nahi jaate bahar se ziyaarat karte hain.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19695
what are the benefits of reading surah mulk and when should it be read,during the day or night?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19694
if someone dreams of snakes,what does it mean?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19693
Hazrat ne Pichlay Dr. Tahirul Qadri k hawalay se honay walay Angrezi sawal ka Angrezi mein Jawab dia. Barah-e-Karam Urdu mein bhi Jawab Inayat farma dein
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19692
aik sahib nay aap kay pairoon ko haath lagaya tu aap nay astagfirullah kaha tha. Is ki wazahat farma dain.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19691
kiya madina munawara jane wale har shaks ki hazoor akram sallallaho alihi wasallam shifat farmainge?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19690
KYA MUREED NAMAZ MEIN APNE PIR O MURSHID KA TASAWWUR LA SAKTA HAI YA NAHI ?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19689
kia khawateen Namaz ya Gayr-e-Namaz mein artificial jewelry nahi pehan sakteen? Agar haan tou wajah irshad farma dein?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19688
Jahan par qible ki simt maaloom na ho, aur taharri karni pare, aaur jamaat karni ho, toh uss surat mein taharri kaun karega? agar imam aur muqtadi ki taharri mukhtalif simt huwi toh kis ka aitbaar hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19687
Ashiyaa Mayn Asal Abaahat Hai' Yeh Abaahat Kya Sirf Muaamlaat Main Hai?Ya Ebaadaat Main Bhi?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19686
Baheeqi shareef may hadees shareef hay kay jo pani dhoop may garam hojaye us say gusul kerna aur wuzu kerna mana hay. Tu kya yehi masla solar heater ya water tank jo building kay top floor per hotay hain soraj ki garmi say pani garam hojata hay.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19685
Wo loug jinhain kabhi Islam ka Pegham ya Dawat nahin pohnchi tou kia unhain bhi Azab hoga?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19684
Medical ki kitabon mae jaandaar ki tasaweer na hon to parhai mae bohaat ziada mushkil paish ajaeygi.. is soorat mae kia kya jaey ? aur aisee kitaab se parhna kaisaaa??
Islam mae her hukum ki koi na koi hikmat hotee hai .. Tasweer ki mumani`at to Ahadees e Mubarika mae aei hai magar us mumaniat mae kia HIKMAT hai, yeh irshad farma dijye..
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19681
Ae GUmbad-e-Khazra k Makeen Meri Madad Kar
Ya Phr ye bata kon mera tery Siwa hay? Naat mein ye Sher parrhna theek hay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19680
what is the ruling regarding the blood that comes out of the meat to be cooked after it is washed, also is it essential to wash qeema before cooking.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19679
HADEESE PAAK ME HAI KI IMAAN KI SATTAR SE KUCH ZYAADA SHAAKHAY HAI. MAI YEH PUCHNA CHAAHTA HU KE KI IN TAMAAM SHAKHO KA ZIKR KIS KITAAB ME MILEGA?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19678
Is it correct to write Haji or Al-Haaj before name after performing the Hajj? Does it not come under riyakari?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19677
Is it compulsory to ask forgiveness from the people we know well before performing Hajj?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19676
When a great pious sunni peer saheb annually visits darul harb, he leads the jummah salaah on a Friday, there is no jummah salaah as we know but if the peer saheb makes imamat of jummah can u please tel us what niyyat peer saheb should make for that ...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19675
Zarooriyat-e-Deen kia hain? Inki kch tafseel irshad farma dein? Kia inki kch tadaad mukhtas hay? Aur mazeed tafseel jannay k liye kisi kitab ke mutaliq rahnumai farma dein.
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19674
Kya Aalam-e-Barzakh mein Roohein khana wagera khaati hai? Jese hum duniya me to khana khaate hai to kya marne ke baad roohein khana wagera khati hai?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19673
If the law of land or government is contrary to the Shariah i.e. Divine Law. What do we have to follow? Someone told me that Imam-e-Azam have said that we are compelled to follow the law of land. Is it true? please guide!
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19672
Bay-Shak Naat Shareef padne ke be-shumar fazail hain. Huzoor se arz hay k kisi aisi fazilat ka tazkira farma dein jis se shoq mein mazeed izafa ho aur jo bayan kar k lougon ko Naat Sharif parrhnay aur Sunnay ki targheeb dilaee ja sakay?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19671
Mene khwab me dekha ki mere peer o murshid jaisi shakal me koi aate hain aur mujhe "Qutb aur Buzurg" kehtay hain ka kehte hain. KYA SHAITAN PEER KI SHAKL MEIN KHWAB ME AA SAKTA HAI AUR KHWAB KI TAABEER KYA HO SAKTI HAI?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19670
How is to Eat while standing and If one eat standing up. Does he become a fasiq?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19669
When a person is allowed to sit on a chair for performing namaaz?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19668
Sarkar Alaihis Salato wasSalam ne faramay k Meri Ummat 72 ya 73 Firqon mein batt jaegi aur inn mein se aik naaji hai aur wo Ahle Sunnat wa Jama'at hay. Arz hay k kia hum AhleSunnat wa Jama'at bhi aik Firqa hain? Aur kia isay sub se pehla Firqa kehna ...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19667
MARKET KI PLASTIC BAG PAR ADAB KARNE WALE NAAM AUR ARABI & URDU NEWSPAPER PAR ZYADATAR QUR'AANI SOORAH & AYAAT & KA'BA SHAREEF GUMBAD-E-KHAZRA SHAREEF CHHAPI REHTI HAI AUR ISTEMAL KARNE WALE HAR PRODUCTS PAR ARABI LIKHI REHTI HAI AUR AKHBAR KO KUCHH...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19666
Aik Shakhs jo kisi kaam k poora honay ka keh deta hay k falaan kaam poora ho jaega tou wo ho jata hay jub k wo benamazi aur darrhi munda hay. Apnay ghar walon se bad-ikhlaqi se pesh aata hay. Mazarat par Hazri deta hay. Uski maa aur kuch loug kehtay ...
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19665
MOMIN AUR MUSLIM ME KYA FARQ HAI AUR IN ME AFZAL KOUN HAI? AUR KYA BUDMAZHABON KO MOMIN YA MUSLIM KEH SAKTE HAIN?
Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari
Question/Answers
N/A
Question/Answers
N/A
19664
hamaray aik dost ne apna karobaar shuru kiya. paisa kam padne ki wajah se ye jantay huay k sood haram hay magar majboori mien interest par paisa liya aur profit hua to uska interest milakar paisa wapis kar diya. Ub jo profit hua uska kia hukm hay? ju...