ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
20264 | Masajid may mic honay ki waja say meray 3 jumma ki namaz choot gaye. kia may us Hadith ki waeed ka mustahiq ho gia jismay 3 juma chornay pr munafiq kaha gaya hay. kya mujhe phir se baith or kalma padna padhega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20263 | jis tehsil me chand ka suboot ho gaya toh us tehsil ke matehat Jo dehat ya sahar aate ho woh us tehsil ke aalim se phone ke zariye gawahi le sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20262 | Kya Ek sahar ka zimmedar aalim dusre sahar ke zimmedar aalim ko phone ke zariye chand ki sharai gawahi de sakta hai? Agar nahin toh phone ke zariye kaha tak gawahi mautabbar hogi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20261 | if one wears gloves and places hands into a bucket of water, will the water become maa e musta'mal? That is in a situation where hands touching the water would make the water musta'mal? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20260 | batil firqo ki masjid me Akele bagair jamat k namaz padh sakte hai ya nahin Aur agar wo masjid pehlay sunniyon ki aur sunniyon k maal se bani aur ab badmazhabon ka qabza ho gaya tou wahan apni infiradi namaz parrhna kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20259 | ek admi badmaahab ki namaze janaza me shamil hoa or kaha ki mai to sirf khada tha kuch padha nahin. to uspar kya hukm hoga ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20258 | zaid ki artificial jewellery ki dukan hai jis par ladies gents sab ate hai. jabki ladies ba parda aur be-parda donu hoti hain aur zaid ek masjid me imamat karta hai to kya zaid ki imamat durust hai ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20257 | jis kamre mein miya aur biwi sohbat karte hai kya us kamre mein namaz padhna aur quran rakhna mana hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20256 | can hudhur explain background to this beautiful naat. Aankhein ro ro key sujaaney waaley! Jaaney waaley nahi aaney waaley! | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20255 | hazrat mere chachere mamu k 4 bhai aur 3 behnen hain, unke abba ka intiqal ho chuka hai. un ka ek aam ka baghicha hai jo 3 acre aur 16 gunte hai (7.9 bhiga), un ke walid ke intiqal ke bad bade bete ne us baag ki dekh bhaal ki hai us par apna paisa au... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20254 | Mai ne HDFC Bank me ek 5 saal ki policy ki jis me har 3 month ko 3,000 bharna hay 5 saal me hamare 60,000 bank me jama ho jate hai bank paise dete waqt hame kuch paise extra as a intrest deti hai kya wo paise le sakte hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20253 | Ala Hazrat nay jo naat Sarkar صلى الله عليه وسلم kay darbar par parhi awr aap bedari may ziarat sy mushraf howay, is waqea ki kuch tafsil ata farmaen? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20252 | Sarkar صلى الله عليه وسلم ko Allah ki ata say elm-egaib mila tou kia ham Sarkar صلى الله عليه وسلم ko AALIMUL GAIB KEH SAKTE HAIN ? AUR ISI TARHA AGAR AWLIYA E KIRAAM KO BHI ILM E GAIB HAI TO KYA AWLIYA E KIRAAM BHI AALIMUL GAIB HUE? AUR UNHE AALIMUL... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20251 | ek aalim sahab ne farmaya tooth paste ki boo aur kuch zaeqa ka asar gale tak pahunchta hai isiliye uska istemaal roze ki halat me jaez nahi albatta miswak ki boo aur uske kuch zaeeqa ka asar gale tak pahunche to usse roze par kuch asar nahi hota kyun... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20250 | Sa'alba kaun the, aya ye sahaabi the ya nahi, aur inke zindagi ka aakhri haal kya tha, bayan kia jata hy ky Sarkar صلى الله عليه وسلم nay uskay maal may barkat ki dua farmai awr phir usnay zakat dainay say inkar kar dia. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20249 | qurbaani ke waqt jis ke taraf se ki jati hai us ka samne rahna zaroori hay ya phone se ijazat de saktay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20248 | Kia badmazhab doctor k yaha se dawa le sakte hain? aur kia sunni doctor ko ijazat hay k wo kisi badmazhab ka ilaj karay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20247 | Ek sakhas neend se jaaga or kisi mariz par quran ki aayate dum kardi baad me yaad aaya ke ahtalaam hua tha to uske liye kya hukam hai | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20246 | Is bay'at necessary for every Muslims? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20245 | Kya Duaa Mangte Waqte Haath Apne Khndon Se Upar Utha Kar Duaa Mang Saktay Hain Ya Nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20244 | Internet par 1 lakh ke gold ke sirf 15000 rupay ADVANCE DEKAR BOOK KARTE HAIN AWR USKO ONLINE HI BUY OR SELL KARTE HAIN Bagair qabza kiye. KYA IS TARAH KA KAROBAAR JAIZ HAI AWR AGAR JAIZ HAI TO KYA SIRF GOLD, SIVER , COPPER MAIN HI JAIZ HAI YA ANAJ K... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20243 | Aik Film release ho rahi hay. Uss film ke aik gaanay mein ma'azAllah lafz "Bismillah" aur Zikr e "Allah Hoo" kasrat se istemal hua hay. Agar koi musalman ye jantay huay film dekhay ya uss ganay ko sunay ya sunaey tou uss par az roo e sharah kia hukm ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20242 | Kia asar ki namaz k baad QURAN SHARIF KI TILAWAT kar sakte hain? aur kab kab nahin kar sakte? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20241 | Sahabi-e-Rasool hazrat tamim-e-ansari jinho ne dajjal ko dekha tha huzur tamim-e-ansari dajjal ki duniya se kaise bahar nikle aur hazrat ali ke paas kaise pahunche? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20240 | Huzur quran shareef mein yasin shareef mein "yaa seen" ka kia matlab hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20239 | Jab mayyat ho jati hai uske 2 din baad Yaani k juma ko kisi ka intiqaal hua aur itwaar ke roz masjid me bayan rakhte hain aur marhum ke liye Isale Sawab karte he to usko hamare yaha Ziyarat kehte hain aur ye silsila barson se chala aa raha hai hamare... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20238 | Hajj kay moqay par mundarja zel masail darpesh hotay hain, Hazrat rehnumai farma dain: (A) Orat hajj kay liay Hijaz-e-Muqaddas pohanch chuki awr Haj say pehlay uskay shohar ka inteqal ho gia, ab kia hukum hay arkan-e-hajj ada karay ya iddat may bait... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20237 | Last Week session k sawal ki tafseel: Zaid Ki aur Bakr ki Guftagu “I Will Come” Aur “I Shall Come” Par chal rahi thi. Bakr ka Kahana Tha ke I Will Come ka matlab hai main zaroor aaunga aur I shall come ka matlab huwa k agar ho saka tou aaunga iss paa... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20236 | Zaid ka beta haris ka inteqal ho gaya. kya zaid ki property me haris ki biwi, bacho ko hissa milaga? Jab ke zaid apne inteqal se phele apne beton ko ye wasiyat farmayi thi ki haris ke ghar walon ko hissa dena. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20235 | kisi ka Imaan bachane ke liye gustakhon ki Gustakhi ki video, tasawaeer dikhana kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20234 | Agar larrka awr larrki bagair waldain ki Ijazat kay shadi kar lain to ho jae gi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20233 | Recently, a Mufti in Pakistan has said on a TV show and also in his mosque that reciting Alvidaa Salam of ramadan is not justified, ramadan is not a bashar. it is a month so you can't say alvidaa to it and further more that if anyone is saying alvid... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20232 | If husband does intercourse with his wife in Ramadan after fajar prayer during fast, what is the punishment/kaffarah? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20231 | Bhai ki biwi, biwi ki bahen se musafiha kya ja sakta he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20230 | Eidul Fitr aur Eidul Azha ke mouqe per hindu hame Eid Mubarak kehte hayn aur gale milte hayn to puchna ye hai Eidul Fitr ke mouqe per hum hinduon se Gale milsakte hayn ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20229 | kya mustafa jaane rahmat ko tazmeen kay sath app ne tehreer farmaya hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20228 | Akhbar mein jo chandi ka Daam Likha hota he kya Usike Hisab se (52.50) Tola chandi ka hisaab Lagana hoga yaa Shariat ka koi Aur Hisab he? Ek Aalim saheb ne kaha ke Ye Akhbar waale hisab se Ginti nahi hogi ye tou zevrat waalo ne Apni Aasani ke Liye ye... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20227 | Allah Ta'ala k baray mein kehna k "Arshe Aazam ki Kursi pe baithta hay" aur "Waha par aata jata hay" kaisa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20226 | Hazrat I wanted to know that if namaaz e taraavi is missed or gone qaza and also it is not prayed by myself one the same day then, please guide if it can be prayed as qaza the next day at any time? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20225 | agar kisi ne isha ki namaz jama'at ke sath na padhi to kiya vitr ki namaz jama'at se padh sakta hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20224 | Ramadan mein raat mein zaid par gusle janabat tha usne do farz yani naak mein pani chadhana aur garara karna ada kar liye fir sahri kar ke roze ki niyat kar lee aur fajr ke waqt sirf gusl ka teesra farz jo ki sare badan par pani bahana tha sahi taur ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20223 | Zaid Aur Bakr Dunyawi Guftagu Kar Rahe the Baaton Baaton Main Zaid Ne Bakr Se Keh diya k "TU SULLEH KULLI HAY. STATEMENT BADAL DETA HAIN" Halanke Bakr Aur Zaid Dono Alhamdullillah Sunni Sahi Ul Aqeda Hain. dariyaaft Talab Amr ye hai k kya Zaid ne Bak... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20222 | Can Hadrat enlighten us; swimming is considered a sunnah. is there an age limit for women to go swimming? women who have past age of puberty especially young mothers go swimming in women only pool - covering their satr as far as possible.. would it s... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20221 | Baap Ne Hosho Hawaas ki Durustagi mein eik Ajnabi Shakhs Se Kaha Main Ne Apni Naa Baliga Ladki Faatima ka Nikaah Tere Saath Kya or Us Ne Qubool Bhi kiya tou kia Nikah Mun'aqid ho jaega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20220 | kaajal ya surma lagaya ho to wuzu ho jaega ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20219 | Chust paijame mein namaz ada ho jaegi ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20218 | Moujuda daur me Wahabiyon ki sohbat se ziyada T.V se, DRAMON se, FILMI GANON se bachna Zaruri hai isliye ke aajkal Filmi Ganown me Kufriya kalimaat Kasrat se paye jarahe hyn. Aisa kehna durust hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20217 | Arz hai k Maiyyat ko ghar ke andar yani (Hall) me gusl dena kaisa? Jab ke ghar ke bahar (Sehan) me khuli jagah moujood ho. Awr Namaz e Janaza ke waqt Maiyyat ko kisi bhi saaye daan k niche rakh kar namaze janaza padha sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20216 | kisi ne likha hai k alahazrat ne mazaron par sajda karnay, tawaaf karne ko mana farmaya hai. kya ye sahih hay? Agar haan tou kitab ka naam ata farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20215 | Gair Ramzan mein Ruyate hilal ke liye jo aadil mard ya aurat ki shahadat zaruri hai, hamare ilaqay ke ulma aur muftiyaane kiram farmate hain ki aisa mard ya aurat is zamane mein milna bahut dushwar hai. To baraye karam yeh wazeh farmaden ki gair ramz... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20214 | kya farmate hain ulma-e-deen is mas'alae me ek saahab kahte hain ke sure baqarah ki ye ayat kutiba alaikumussiyaam, mansookh ho gayi, is liye ke pahle ki ummato par din aur rat me roze farz the, aur is ayat me jo ye kaha gaya ke tum par aise hi roze ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20213 | Hazrat Main saudi me ek government company me kaam karta hun jo saudia ke dusre companies ko loan deti hai aur ye kahti hai ke wo interest free hai. Lekin sath hi wo customers ke paas se har saal service charges ke naam par 2.5% extra leti hai. kya ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20212 | Do we pay zakat on the land which we have purchased to sell. Shall we calculate as per the purchase rate or market rate? and do we pay zakar on material that is of our business purpose. should we calculate zakat on present rate or purchase rate? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20211 | KIYA RASULULLAH NE AAPNE RISTE DARO KE MUAMLE ME ALLAH KI YAAD DILA'E THE KE "UN SE MUHHABBAT RAKHNA, UNHE AZYAT NA DENA AUR MERE RISHTE KA LIHAZ KARNA" WAGERA? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20210 | 21 AUGUST/SHAWWAL KI 14th SHAB KO YE KHABAR BANARAS SE MILI KE TAQRIBAN HAR QUR'AN SHARIF ME AAJ SARKAR KE MU'E MUBARAK (BAAL SHARIF) MILE HAIN.JAB HAMARE YAHAN BANGALORE ME DEKHA GAYA TO YAHAN BHI JIN LOGON NE DEKHA QURAN SHARIF ME UNKO MILA. AB DAR... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20209 | My wife told me "Kafir" while being angry on me. What is our marital status now according to the noble shariah? Can we stay together in a room or a house ? Kindly provide us the solution. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20208 | A person after being intimate with his wife, realizes that the time for next namaz is near, he urinates, does istinja and performs ghusl, but still he finds that his sperm is still flowing out, in this situation can he perform namaz? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20207 | Aik aalim sahab apni taqareer mein yun kehtay hain k "hamaray Hindu bhai behan" aisa kehna kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20206 | Dua k doraan jub Ayat-e-Durood parrhi jati hay tou waqfa kia jata hay aur loug Haq Nabi wagera kehtay hain. Iss par kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20205 | ye jo hadees shareef me aaya hai ke 73 firqe honge kya ye 73 ho gaye. kia wahabi, deobandi, ahle¬hadith, ahlequran, nachery ye jitne hain kya inko alag alag firqa mana jaye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20204 | Musafir keliye Sunnat e Muakkida ka kya hukm hai? Kuch Mufti kehte hai ke jab farz me kasr hai to Sunnat e Muakkida parhne ki zarurat nahi hai, Huzoor rehnumayi farmaye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20203 | Shaykh-e-Najdi ka sar kaat kar rakhdiya; Khanjar-e-AalaHazrat pe LakhoN Salaam... Huzoor kuch loog kehte hai ke ye sher nahi parhna chahiye ke yaha Shaithan keliye shaykh ka alfaaz istimaal kiya gaya hai? Kya ye sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20202 | Auroto ko side se Mang nikal kaise hai [Sar ke baal mein]? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20201 | Yahi groh iss baat par bhi musir hay k Shaykh-e-Akbar Sayyiduna Muhiyy al-Din Ibn-e-Arabi ma'azAllah kaafir hain aur Sayyiduna AlaHazrat ne jo inn ka difa farmaya hay wo galati par munhasir hay. Huzoor agar kch iss muamlay mein tafseel ho sakay tou i... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20200 | hamaray yahan aaj kal ye masla uthaya ja raha hay k hadees-e-noor par aeitiqad rakhna durust nahin balkay iss par aetiqad na rakhna wajib hay aur ye bhi k noor-e-muhammadi khlq-e-awwal nahin. Huzoor iss par kia irshaad farmatay hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20199 | can a women, who has reached adulthood marry a person whom she loves, without her parents consent, her purpose is to prevent any further sins and can such a Nikah be valid? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20198 | Masjid kay bahir pani kay cooler lagay hotay hain, agr kisi kay mohn may paan wagira ho to masjeed may janay ky liay is pani say kulli kar sakta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20197 | hum garment company me dori tape supply karte hein or company ne jis ko baher se mall lene ke liye rakha hay wo order dene ke liye commision mangta hay warna wo order nahe deta or har factory me yehi ho raha hay hum bohat pareshan hor humara karobar ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20196 | kuch log angoothi (ring chandi ki) pehante hayn magar angoothi ka samnewala hissa jo ke pathar ka hota hy wo hateli ki taraf palta dete hayn aur kehte hayn ki ye sunnath hay kya ye sahi hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20195 | Mey bohat preshan hun, rishtedar dushmani kartay hain awr kehtay hain jab Allah say mang mang kay thak jain to phir ham say contact karna. Hazrat is par kia farmatay hain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20194 | Huzur 1 shaks hay jisko koi bhi mehnat ka kaam karne par zyada pasina nikalta hy jisse uske kapde bheeg jate hyn kya is halath me wo bina gusul kiye ya nahaye namaz padh sakta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20193 | nijat wala firqa konsa hai quran aur aqwale NABI sey bata ker mamnoon fermaien | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20192 | salaam padhne ke taalluk se mishkat sharif ki ek hadees batai jati hay k hazrat abdullah ibne masud radi allaho anho ne namaz se farig hokar darud aur salam padha to huzur ne farmaya 'dua kar qubool ke jayegi. Iss ki wazahat farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20191 | eik sahab nai mujhe pani peenay kai liyai Diya hai, us Kai under eik paper hai aur usk Kai upper tasmiyah 5 times likha hai aur dusri side pai Yasin likha hai 5 times, kia mein wo paani pee sakta hun? aisa kuch hamaray silsilay k mashaikh mein raaij ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20190 | logon me aam tar dekha gaya hya ki muharram k mahine me ghost khane ko haram kaha jata hay kya ye sahi hy? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20189 | kisi ka haram paysa agar masjid k construction me lagjaye aur wo mukammal masjid banjaaye phir pata chala ki wo pysa haram ka hy to uss masjid par aur uss aadmi par kya hukm hy? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20188 | hamari college ki identity cards par hindu devataon ki murti ki tasvir hoti hy jise hamare gale me pehanna padhta hay. Magar pehenne wala agar ise bura jaane par majboori se pehana to ab uspar kya hukm hy? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20187 | hamaare masjid ke imaam saheb jubba aur pant pehan kar namaz padhate hayn. is surat me namaz ka kya hukm hy? rehnumai frmaden. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20186 | jis pani me koi phool ya patta pada ho usse wudu kiya ja sakta hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20185 | Shafa'at kya hai aur shafa'at kaun kitni karega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20184 | huzur TALIB AUR TAJDID E BAIT KA KYA Meaning HAI AUR unn may KYA FARQ HAI | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20183 | Naat khwano ko naath perhnay par jo nazrana pyson ki shakl me diya jata hy, kya aysa dena Jayez Hai? Aur Aisa pysa lena aur use istemal Karne Wale Par Kya Hukm Lagega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20182 | Kya biwi shohar ke nafsani khawaish ko mana kar sakti hai ? aur agar mana kare to zabardasti karna kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20181 | Agar bad mazhab kay marnay ki ittilah milay tou kia parrhna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20180 | Badmazhab agar Zamzam ka pani awr khajoor dai to usko laina awr istemal karna kaisa hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20179 | Zaid ki do ladkiya hain jinki umar 10 saal aur 12 saal hai, donon ladkiyon ke naam se saat-saat tole sone kharid kar de diya aur unhe mukhtar bana diya, to kiya zaid ko saal guzarne ke baad zakaat adaa karni hogi ya Larrkiyon ko? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20178 | ek sunni alim ki kitab me padha tha imam zainulaabidin farmate hai ke aashura ke din jo koi duaye aashura padh lega use saal bhar tak mout naa aayegi or ager mot mukarrar hai to har giz padh na sakega is ki wazahat fermaye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20177 | Kiran aur summan naam sahih hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20176 | Hazrat jo wazifa taleem farmatay hain wo "Hasbunallahu wa Ni'am al Wakeel hay ya "Hasbi Allah" hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20175 | MUHAMMAD BILAL AHMAD , MUHAMMAD IRFAN AHMAD , MUHAMMAD HUSSAIN AHMAD KYA HUM yeh NAAM RAKH SAKTAI HAIN? awr BILAL, IRFAN KA ARABIC MAI MANA KYA HAI HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20174 | Zaid says, asking from Allah Azzawajal is best and asking from the Prophet peace be upon him or a wali is also good but asking from Allah is best. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20173 | tash yaani playing card khelna kesa he log kehte he ki tash yahudion ki foj khelti thi. kya iske khelne se ghar se barkat chali jati he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20172 | Qabr ko Bosa dena (Choomna) Haram hai yeh nasara ki adat hai (Ref from Hanafai Fiqh : Durr E Mukthar Jild-4 page No : 230) wazahat farma dein. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20171 | Namaz Me Jo Attahiyyat aur Durood e Ibrahim Padhi Jati Hai Kya Hamare NABI sallallahu alaihi wasallam se Namaz Me Iska Padhna Sabit Hai ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20170 | Buzurgon ky naam ky sath mukhtasar (r.h.) "ra" awr "ha" aur Sahaba k naam k sath "(R.A) "ra" aur "duad" likhna kaisa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20169 | kya farmate hain muftiyane deen is masle me ke silsila e rafayee wale alal elaan ye kehte hain ke hazrat sayed ahmed kabeer, huzoor ghous e azam se afzal hain aur ye bhi kehte hain ke huzur ghous e azam sayed ahmed kabeer se bayat hain. Iss qoul ki H... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20168 | Hazrat umar farooq k walid khattab aur hazrt Usman k walid Affan iman laye the ya nahin? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20167 | kya quraan bina wuzu choo sakte hain aur Kya quran gair muslim ko de sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20166 | zaed ne fard namaaz padhi usme usne pehli rakat me surae nashrah padhi phir dusri rakat me bhole se surae nashra hi ki tilawat ki, to kya woh gunahgaar hoga? aur aisi namaaz ka kya hukm hoga? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
20165 | na man sufi na man safi na man muslim na man hinduyam manm madhose yar mi raqsam. ye parrhna kesa? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |