Showing 10,701-10,800 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
20364میری بچی کو نمونیہ ہوگیا تھا ایک ہندو ڈاکٹر کا علاج ہورہا تھا۔ ڈاکٹر نے کہا روزانہ بھپارا لگا جائیگا۔ بیچ میں ناغہ نہیں کرنا۔ اتوار کو کلینک بند رہنے کی وجہ سے اس نے اپنے گھر بلایا۔ ہم پہنچے تو اس کے گھر والوں نے کہا انتظار کرو وہ پوجا میں مشغول ہے ۔...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20363What is the meaning of YASOOB in Urdu. Also, can we keep this name? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20362اعلی حضرت کو مجدد مائۃ ماضیہ کہنا کیسا؟ جب کہ بہت علماء کا کہنا ہے کہ اعلی حضرت اس صدی کے بھی مجدد ہیں لہذا ان کو مجدد مائۃ حاضرہ کہنا چاہیے۔ حضور وضاحت فرمائیں۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20361صرف ہندوستان میرے خواجہ کا نہیں میرے غلام؛ ہند و پاکستان سری لنکا محی الدین کا۔۔۔ علماء لفظ سری لنکااستعمال کرنے سے منع کرتے ہیں کیا یہ شعر میں پڑھنا درست ہوگا؟ رہنمائی فرمائیں۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20360ہسپتال میں پیشاب ٹیسٹ کے لیے پلاسٹک بوتل دی اور اس پر میرا نام بھی لکھا جس میں محمد بھی ہے۔ مجھے افسوس ہورہا ہے کہ میں نے گناہ کبیرہ کردیا اور مجھے ٹیسٹ نہیں کرنا چاہیے تھا ۔ کیا مجھ پر توبہ لازم ہے اور کوئی بھی حکم ہوگا۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20359People say to cook fish and rice for the first time in the new house as it is sunnat, pls clarify how far it is true Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20358ہمارے امام صاحب وضو میں بہت جلد بازی کرتے ہیں اور کبھی ان کی کہنی اور کبھی ایڑی سوکھی رہ جاتی ہے کیا یہ امام صاحب امامت خصوصا جمعہ پڑھانے کے لائق ہیں؟ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20357ایک سنی عالم صاحب نے جمعہ کے بیان کے دوران فرمایا کہ حضرت ایوب علیہ السلام کے سر سے پاؤں تک کیڑے پڑگئے اور لوگ انہیں چھوڑ گئے۔ (معاذاللہ) کیا یہ بیان ٹھیک ہے، اگر نہیں تو صحیح روایت کیا ہے بیان فرمائیں کیوں کہ اکثر لوگ اس طرح بیان کرتے ہیں اور ان عال...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20356میں اپنے ماں باپ کی عزت اور تعظیم کرنا چاہتا ہوں لیکن میرے ماں باپ میں کچھ غلط باتیں پائی جاتی ہیں۔ میری ماں باپ میں اتفاق نہیں رہتا ہے۔ میری ماں میرے والد کی بنا مرضی کے کام کرتی ہیں اور اپنی اولادوں کو بہت برا سمجھتی ہے اور والد اپنی لاعلمی کی وجہ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20355زید نے یہ کہا کہ گنیش کی مورتی کو ٹیکا لگایا جائے پر دل میں یہ نیت ہے کہ یہ بس پتھر کی مورتی ہے میں رنگ لگا رہا ہوں تاکہ ۴ لوگوں کے درمیان امن رہے تو زید پر کیا حکم ہوگا اور اور ایسی کوئی روایتوں میں مثال بتائیں جس میں ایسے اعمال پر منع کیا گیا ہو۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20354ایودھیا یوپی میں حضرت شیش علیہ السلام کی قبر عوام میں مشہور ہے۔ کیا اس کا کوئی ثبوت ملتا ہے؟ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20353Is it allowed for a pregnant women to take an ultrasound to know what is he going to deliver, a baby-boy or a baby-girl? or sometimes doctors themselves let the husband and wife know about it without asking. What is the ruling of the noble shariah in...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20352۲۳ دسمبر کے سیشن میں یہ سوال تھا کہ اگر بدمذہب کے مرنے کی اطلاع ملے تو کیا پڑھنا چاہیے؟ آپ نے جواب میں فرمایا انا للہ وانا الیہ راجعون۔ عرض ہے کہ آپ اس کی وضاحت فرما دیں۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20351آج کل سوشل میڈیا جیسے فیس بک ، ٹویٹر اور واٹس اپ پر جو عوام اہل سنت کے گروپ بنے ہوئے ہیں وہاں کافی بڑی تعداد میں بدمذہبوں کی کفریات جو ان کی کتابوں یا تقریر کی شکل میں ہوتی ہے۔ شعور دلانے کی نیت سے بھیجی جاتی ہے کیا ان کا من و عن بھیجنا عوام اہل سنت...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20350ہندہ کو آٹھ ماہ کی بیٹی ہے، ڈیلیوری کے چھ ماہ کے بعد حیض ہوا۔ مگر مارچ ۲۵ تک جب حیض نہیں ہوا ڈاکٹر سے چیک کروایا تو حاملہ معلوم ہوا۔ اب ہندہ اور اس کے شوہر کا سوچنا تھا کہ پہلی بچی کی پرورش ٹھیک سے نہیں ہوپائی گی۔ لہذا دونوں نے فیصلہ کرکے ہندہ نے حی...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20349اللہ تعالیٰ نے حضرت آدم علیہ السلام کو اپنا خلیفہ قرآن میں ارشاد فرمایا اس کی وضاحت فرما دیجیے؟ ایک عالم صاحب نے حضور نبی کریم پاک صلی اللہ علیہ وسلم کو اللہ کا سب سے بڑا خلیفہ ، نائب کہا کیا یہ بات درست ہے؟ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20348سوال یہ ہے اگر پڑوسیوں میں دو فریق میں جھگڑا ہوجائے تو ہمیں کس کی طرف رہنا چاہیے ہمیں دونوں سے بات کرنی چاہیے یا کسی ایک سے؟ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20347بدمذہب کی کمپنی میں کام کرنا کیسا ہے؟ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20346ہندو کی شادی کا کھانا کھا لیا ہے تو اب کھانے والے کو کیا کرنا چاہیے۔ Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20345ٹی وی پر جو علماء آٓتے ہیں ان کو جو اجرت دی جاتی ہے وہ جائز ہے یا ناجائز؟ کیونکہ ٹی وی پر جو اجرت دی جاتی ہے وہ تشہیر کے نشر ہونے سے آنے والی رقم سے دی جاتی ہے اور تشہیر اکثر ناجائز اور بیہودہ ہوتی ہیں۔ ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20344What is the meaning of Nazmi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20343babhche ko tohfe me di gai khne ki chiz uske ma baap kha sakte he ya nahi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20342laohe mahfooz kya cheez hai aur humein is ke mutalliq kya aqeedah rakhna chahiye. wazahat farmaein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20341Kiya emulsifier Mili Huwi Cheez Ko Khaya Jasakta hay (Jo Outside food milta hai usme aksar fat hota hai jisko Code Form me type kiya jaata hai Is ko emulsifier Kehte Hain) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20340Huzoor Kya Imtehaanat me Kamiyabi ke Liye Surah Fatha Padha Jaa Sakta Hain ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20339colour wale baalo me namaz hogi ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20338Jaisa Ki Aalahazrat Sarkar Ka Fatwa H Aurat K Mazar Par Jaane Ke Muta'allik To Humne Apne Kuchh Sunni Ulema E Kiram Se Suna H Ki Hazrat Aayesha Radiallaho Anha Pyare Aaqa SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM K Jaahiri Wisal Ke Baad Unke Roze Pe Tashrif Le Gayi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20337If a person says “Thanwi et al died on the kuffriya Aqeeda they are kafir, if they done “ruju” then it is between them and Allah and RasoolAllah sallallaahu alaihi wa alihi wa sallam”. When asked if he believes they did kufr but not appropriate to ca...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20336Hazrat se guzarish hain ke sanichar ki raat phir mera khawab main do mazarat dekhe aur phele 16 days pahle ek bujurg ki bargah se mujhko pholo ki mala aur gilaf mila. mere khawab ki silsela main,mere rahnumai farmai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20335I have Savings of £10000 pounds in my bank n I have total loan to pay of £11500pounds which I pay every month £100. Do I have to pay Zakaat or not? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20334Jabse meri shadi hui hai mere shohar ne jo mujhe 10 tola sone ke zewar diye the.woh kehte hai ke iski zakaat mujhe ada karna hai.mein zakaat kaha se ada karu mere paas to rupai nahi hai.jokuchh mere shohar mujhe kharche ke paise dete hai usi paiso ko...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20333ramzaan ke mahine me mere shohar mera sadqa fitra nahi dete hai woh sirf mere bachche ka sadqa fitra dete hai aur mujh se kehte hai ke tum khud apna sadqa fitra ada karo.kya mere shohar ka aisa kehna sahi hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20332mere mohalle me ek ghar hai jisme koi mard kamane wala nahi hai sirf aurat aur uski larki hai jo mehnat mazdoori karti hai.kya aise ko zakaat de sakte hai agar ha to kisko larki ko uski shadi ke liye ya uski maa ko. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20331bangladesh me urdu zuban par maharat hasil na hone ki wajah se arabi aur urdu ke alfaaz ka makhraj talaffuz bigar jata hai.jaise abdulHAQ ko abdulhoq aur abduRAHMAAN ko abdurehmon aur husain ko hosain bola jata hai.yeh sab baate bangladeshi me aam ta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20330Mei apne aap ko hazrat waris paak rehmatLLAAH alaih ki mureeda maanti hun. is tarah se kya mei mureed ho gai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20329mere shohar pardes me rehte hai mei apne shohar ki ijazat ke bina apne mayke jati hu mei phone par bhi nahi puchhti hu lekin mere shohar mujhe mayke jane se kabhi bhi mana nahi karte hai kya mujhe har baar kahi par bhi jane ke liye apne shohar ki ija...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20328Zaid ny slehkulli tehriq chor di, ab kia uspr toba awr tajdeed iman awr nikah lazim hy kunkay wo unko sahi smj kr unkay kaam karta raha hy. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20327raafzi aur shia me kya farq hai.agar koi yeh kahe ke sunni shia dono hi ahlebait se muhabat karte hai dono ek dusre ko samajh nahi pa rahe hai.aisa kehne wale par shar'ee hukm kya hoga. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20326ek shakhs berune mulk me kai saal tak rehta raha us mulk me uska rahen sahen shia ke sath tha aur kabhi kabhi shia ke sath khata peeta bhi tha.aur 25 december ko eesaai ki party me shamil hota tha.jab woh shakhs hindustan aa gaya to usne family probl...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20325Ajmer shareef me degh me sabhi log paisa ya sona chandi ya anaaj dalte hai jisme har mazhab ke log bhi hote hai.is degh me kuchh bhi dalna kaisa hai aur isme jo daliya pak kar tabarruk takseem hota hai to isko khana kaisa hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20324kalma tayyab shareef me apni taraf se huzoor paak ke naam mubarak shareef se pehle lafz sayyadi lagana kaisa hai aur sayyadi ka sahi talaffuz kya hai.ya ko zabar se parhe.zer se parhe.inme se sahi kya hai saiyadi ya saiyidi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20323pagri ka sharee hukm kya hai.karobaar ke liye dukan kirai par lena hai.bina pagri diye dukan nahi mil rahi hai.kya pagri wali dukan par karobaar karna sahi hoga aur jo munafa wali aamdani hogi woh jaiz hogi. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20322biwi ko talaq hone ke baad kya shohar biwi se zewar wapis le sakta hai jo shohar ne shadi me diya tha jabke biwi har saal us zewar ki zakaat nikalti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20321Kia Sarkar SallAllaho Alaihi wa Sallam ki Darrhi Mubarak kabhi aik musht se ziada hui aur aap ne aik musht se zaid baal kabhi darrhi mubarak se alag farmaey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20320jab koi salaam karta hai agar koi salaam ka jawab nahi deta hai to logo me yeh baat aam hai ke log kehte hai ke salaam to ALLAH ko pahunchta hai chahe koi jawab de ya na de. aisa kehna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20319kya mendak (frog) ki charbi aag se jale hue jism pe lagane se aaraam aur faida hota hai. kya iski charbi paak hai. dawai marham ke taur par istemaal ki ja sakti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20318can u pay zakat to a relative who is poor for example can I give my zakat money to my father or father-in-law who is in debt? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20317jab bachcha paida hota he to uske kano me Azaan aur Taqbeer kahi jati he ye kab kar sakte he aur kya Azaan aur taqbeer koi bhi de sakta he ya Darhi wala hi de sakta he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20316Hazrat Aap Konsay Color ka Amama Sharif pehanna zyada pasand farmatay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20315Few Month earlier due to some circumstances i broke out to my wife and called talaq three time uninterruptly to threatened her but the next day i done ruju with my wife. plz tell me is talaq occured or not as i don't want to abondened my wife and my...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20314My sister has two children but her husband has gifted his residential house to his elder brother and not left for his waris, he has not gave tallaq to her. My question is can a person gift his porperty to anybody else though his 'waris' are alive ? w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20313Hazrat Ali k liye Sarkar Alaihis Salat wa as-Salam ka Sooraj ko lotanay ka waqi'ah agar mustahzar ho tou irshad farmaen aur ye bhi ke kis kitaab se ye mukammal riwayat dekhi ja sakti hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20312Musafir Zohar ki Namaz kasr padh raha tha dusre sajday mein at-Tahiyyat ke baad teesri raka’at ke liye khada hua aur yaad aanay par Al-hamd ke baad ruku aur sujud kar k teesri raka’at puri kar ke salaam phera aur sajd-e-sahw kiya. Kya Namaz ho gaee? ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20311fatiha dete waqt koila jala ke loban ka dhuwaan karna jayez hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20310Hamari Masjid mein Fajr k baad 2-4 minutes Salat o Salam parrha jata hay. Wesay hi Namazi kam hotay hain aur unn bhi aksar bama' Imam Sahib, Salat o Salam parrhay bagair chalay jatay hain. Kia unn par koi hukm-e-Shara' hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20309Ladke ke liye kam az kam kitni umar honi chahiye ager woh Hajj Farz ada karna chahe? Agar ladka 22 zil-Hajj ko 12 saal ka hone wala ho, aur usi saal (yaani 13 din pehle) Hajj kar le, to kya farz Hajj ada ho jaaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20308Juice factory jis ka maalik mirzaee (qadyani) ho uss kay peenay ka kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20307AAJ KAL KUCH MOBILE NET WORK PER CALL KERNE PER CALL KERNE WALE KO SONG SUNAYE DETA HEIN. CALL KERNE WALE KI NIYYAT SONG SUNNE KI NAHI LAKIN JUB TAK CALL RECIVE NA KER LI JAYE TUB TAK SONG BAJTA REHTA HAY. ISS SOORET MEIN CALL KERNE WALA GUNAHGAR H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20306kia mehrab masjid mein dakhil hay or imam agar akeyla mahrab mein khara ho to jama'at par kuch asr paray ga ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20305Zaid dusra nikah karna chahta hay magar dil may mukammal yaqeen nahin k dono may adal kar paeyga, is soorat may kya wo unn say ahad lay sakta hay ke akhirat may uss par unka koi mutalba na hoga agar uss say duniya may kisi baat may koi kami reh gayi ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20304Aaj kal market me pregnancy ko rokne ke liye tablets wagairah aa rahi hain. kya inka istemal jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20303agar koi khare ho kar peshab kare aor pani se dho le to kya napaki ka hukm hoga aor usi halat me namaz parh sakta hai ya gusl lazim hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20302Unko farooqi tevar dikha dijiye; kaan pe rakh ke ghoda (trigger) daba dijiye. Islam Aman ka paigham deta hai. kya ye sher kisi mehfil ya jalsay mein Radd-e-BadMazhab mein parrha ja sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20301Namaz mein Bina'a se muta'alliq kuch tafseel mustahzar ho tou irshad farmaiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20300Ramzan Sharif mein Hazrat k 2 Naatiya Kalam mosool huay boht musarrat hui. Allah Hazrat ko Jaza-e-Khayr aur Ajr-e-Azeem ata farmaey. Inn 2 Ash'aar ki tashreeh farmae dijiye: (1) Shaam-e-Rangeen, Subh-e-Dil-Aara; Har du baham dar Roo-e-Muhammad. (2)...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20299Riwayat mein aata hay k Firishton ne Aap SallAllahu Alaihi wa Sallam ka seena chaak farmaya aur Thanday Paani ya Zam Zam Sharif se usay dhoya ya saaf kia aur phir apni jagah lota dia. Yahan saaf karnay ya dhonay se kia murad hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20298Kia Masjid-e-Haraam aur Masjid-e-Nabawi Sharif ka hukm barree masjid (Masjid-e-Kabeer) mein hoga awr uss mein namazi kay aagay teen saff chorr kar guzar saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20297kuch dino pehle ek musalmaan bhai ka inteqal ho gaya tha aur uski biwi ne nasbandi ka operation pehle hi karwa liya tha ab us shakhs ke inteqaal ke baad uski biwi ko iddat guzarna hai to hamare imaam sahab ka kahna hai ki marhoom ki biwi ne operatio...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20296Mandalgarh mein 1 naee masjid taamer ki gayi he jiss mein 5 waqt ki namaz ada ki ja rahi hay. ab hum log us mein jumu'ah qayam karna chahte hein lekin abhi jis jama masjid mein jumu'ah padha ja raha hay wahan ke log hamein jumu'ah qayam nahin karne d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20295Kutb-e-Fiqh mein jahan Khilaf-e-Awla kaha jata hay tou uss se murad kisi khaas zamanay ke Ulama wa SulaHa hay ya har zamanay se pichlay zamanay walon se Awlaa muraad lia jata hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20294Neend se bedaar hone ke ba'ad pataa chala ke neend mein manee khaarij hui. Lekin aisa kucch bhi yaad nahi aa raha ke shahwat taari hu-i ho ya shahwat bharaa khwaab aya ho. Kya aisi surat mein ghusl karna hoga? Ya sirf jism aur kapron se naapaaki chhu...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20293hazrat hamare shaher kee id gah ke ander hazrat abdullah shah baba ka mazar shareef hai id gah kee comettiee ka jo sadar hai wo devbandi hai aur mazar me salaam padhne ko mana karta hai AUR JALSE WAGAHRAH BHEE ID GAH ME KARANE PAR THANE (KOTWALI) ME ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20292if a person having AIDS, so is their any way for his wife to faskh-e-nikah. what should his wife do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20291Jaisa qaza ki tisri rakaat me Alhamdo shareef ki jagah 3 bar suhaanAllah pada jata hai... WITR ki namaz me bhi aisa hi pada jayega ya surah milana padega? Awr Frz awr witr ky qaiday may mukhtasar darud sharif perhnay ka aik hi hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20290JO SHAKS NABI KO APNI TARHA KEHTA HAI KYA WO HADD E KUFR TAK POHANCH GAYA? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20289KUCH ALIM KEHATE HAIN KE BAD MAZHAB SE MALAY GANIMAT SAMAJH KAR PAYSA LEKAR GAREBON KO DIYA JA SAKTA HAI KYA YE SAHI HAI AGAR SAHI NAHI HAI TOU JO PAYSA LE LIYA HAI TO USKA KYA KARIN? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20288kaha jaata hai keh syedna Ali ne paida hone ke baad kai dinon tak doodh nahi piya, to un ko "Rasool-Ullah" ke paas le gaye, aur aap ne apni zabaan un ke munh mein daal di, jo syedna Ali ne choosi. Kia hazrat ne kabhi ya waqi'ah suna ya parrha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20287Zaid Ke Walid Ne Apni Hayat Me Kaha Tha Zaid Tumhe Bhi Hissa Milega Zaid Ka Inteqal Hogaya Toh Kya Zaid Ki Biwi Bacche Bachiyo Ka Zaid Ke Walid Ki Property Me Se Hissa Milega Aur Kitna Milega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20286Fatah makkah konse mahine aur konsi tarikh ko hua? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20285koi syed apne naam k aage darvesh laga sakta he ya nahi jaise syed (zaid) darvesh. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20284agar koi shaks haram kamayi se zakat nikalta he to kya uski zakat aada hogi & kya lene wala guhnagar hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20283gushal ke bad jab namaz ko jata hu or jab me sajde me jata hu to thoda thoda peshab niklta he to me kya karu? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20282Agar kisi ko tijarat key liye paise diye urr kaha paise mere, mehnat teri, munafah adha adha, lakin mey nuqsan mey shareek nahee. Aisa karna kaisa hey? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20281Visit visa walon ko koi agent mina mein tent nahee deeta agar mina mey raat guzarey baghair hajj ke baqee arkaan ada kar liyey tou kiya damm dena ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20280Islam mein buloog ki umr ladka ya ladki k liye kuch muqarrar hai ya buloog ki nishani par mauqoof hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20279Ladka agar 15 saal tak baalig na huwa ho to kya us par namaz farz ho jayegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20278Talaba masjid ke kisi hisse mein ilm hasil karein aur wahin qayam bhi karein kya ye az roo e shara jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20277Masjid mein darul uloom ka qayam jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20276Qibla e Awwal Baitul Muqaddas mein namaz kis samt padhi jaati thi aur Sarkar k Zamaane me shuru Islam mein baitul Muqaddas ki taraf rukh karke namaz hoti thi ya Masjid e Aqsa ki taraf? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20275Salam k baad Zikr karna (Kalima-e-Paak ka wird karna) kesa aur hamaray yahan aam riwaj hay k salam k baad oonchi awaz mein Kalima-e-Tayyabah parrha jata hay. Aisa karna sunnat hay ya mustahab? Rahnumai farmaen. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20274Dua-e-Jameelah k baray mein Irshad farma dein ke is ka parrhna kaisa? aur iss se muta'alliq kuch tafseel mustahzar ho tou inayat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20273Dr Tahir Qadri kehte hai ke sarkar ne yahodiun ko sadqa diya hai. kya ye Sahi hai. Agar sahi hai to kya hum sadqa Hindu ko de sakte hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20272T.V hajate asliya hai ya nahi ?Agar kisi ke paas T.V hai aur us ki qeemat nisab tak pahunch rahi hai to use Zakat dena haoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20271Tabligi jamat ko kese roka jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20270Gumrah, or Badmazhab me kya Farq he? Or Donon ka Shariat me kya Hukma he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2026919 JUN 2013 KE SESSION ME BATAYA KE BAGAIR DAHDI KE JO NAMAZ PADI WO WAJIBUL AAEAADA HE TO HAMNE HAZRAT 2 MAAH PAHLE HI DAHDI RAKHI HE TO AAGE KI NAMAZO KO DOHRANI HOGI. USKI AADAYGI ASAN TARIQA KIA HY? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20268Huzoor aab e Zam Zam Khade ho Ke pina chahiye ya baith ker? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20267Quran e paak ke sare sajde agar ek sath kiye jaen to kya ek sajda kam kiya jata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20266A Hindu girl love Islam and want to marry me but my parents do not accept her. What should I do? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20265Agar Koi Alim kisi Hindu se ta'alluq rakhe aur usko apne Masjid ke Hujre main bolaye aur uski tazeem Kare to keya ase Alim k peche Namaz Ho gi?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 10,701-10,800 of 19,313 items.