Showing 10,401-10,500 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
20664hemopethic dawai may alchol hota hay kya is ka laina jaiz hay? Yahan tak kay har khansi ki dawa may alchol hota hay.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20663tv aur video najayez hay kyun kay is say haraam ko barawa milta hay tu is bunyaad per computer , laptop , internet wagera tu tv, video say do qadam agaye hain.tu yeh kaisay jaiz howay. Is maslay per aap kya farmatay hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20662kya internet ka istemaal jaiz hay aur mobile ka istimaal? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20661kisi aisay aalim e deen jo dr. tahir ko sunni manta ho aur us kay program may shirkat bhi kerta ho us ka intiqaal hojaye tu kya us kay liyay dua e magfirat ya fatiha ki jayegee. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20660fi zamana koi aurat mahram kay bagair safar ker sakti hay? Maslan mard England may hay aur aurat Pakistan may. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20659peer bhai aur peer behnoon ka apas may parda hona chahiyay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20658aik zaat (biradari) waloon ki dosri zaat waloon say shadi kay baray may kya kehtay hain? Bhai nay suna hay kay hadhi say hadhi milni chahiyay. Kya is ka matlab hay kay syed ki shadi syed say honi chahiyay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20657khabr e mutawatir ki tareef irshad farmain aur is ka dosra naam bhi. Aur yeh bhi kay is say kya sabit hota hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20656nusoos kitni aqsaam ki hain? Jaisay nas e qatee wagera aur nase qatee ka dosra naam kya hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20655me jo bhi kam karta wo mera kaam pura nhi hota chaye kitani bhi koshish karu. Aap muje bataye iske liye muje kya karna hoga. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20654are we allowed to use cream or lotion that has alcohol in it? are we allowed to use medicine that has alcohol in it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20653BIMARI KI WAJEH SE ZYADA DER WUZU NAHI RAH PATA TOU ZIAYARATE ROUZA E RASOOL SAL'LAL'LAHO ALAYEH VA SAL'LAM PAR HAAZRI v TAWAFE KAABA SHARIF ME KUCH RIYAYAT HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20652I saw a dream whereby the sunrise was from the west. plz can u explain the meaning of dream? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20651 KYA UMREH KI NIYAT SE RAMZAN ME HARAM SHARIF ME GAYE YA ETEKAAF KIYA AUR WAHA RAMZAN EID KI CHAND RAAT TAK YA EID TAK WAHA RAHNE SE USSAAL KA HAJ FARZ HO JAYEGA AGARCHE SAHIBE NISAB NAHI HAI ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20650agar koi UK chor kar Bareilly Shareef ya Ghosi main kissi sunni barelwi madrassah main dakhila le, tu kya ijazat lenee pare gee waalid ya walida se? Aur agar woh inkaar kar de tu phir kya karen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20649Kia Ibn Kaseer sunni aalim hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20648Taalib E Ilm ke liye jaeez hai ke woh shaadi kare dauran e dars e nizami? Aap taalib e ilm ke liye kuch farmaayein..ke yeh behtar hai ya phir dars e nizami mukammal kar ke shaadi karein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20647Masjid me ilme deen hasil karne ki garaz se qayam karna shar'an kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20646kitne din khana muyasser na aane per Haram cheez Halal ho jati hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20645Kya Alcoholic Perfume Mayn NAMAZ Ho Jaati Hay ? Agar Haan Tou Kiss FIQHI Qaay'eeday K Tahat ? Agar Alcoholic Perfume Najas Na Ho Tou NAMAZ Hogi ? Ya Agar Najas Bhi Ho Tou Bhi NAMAZ Ho Jaaye Gi ?Alcoholic Perfume Agar Najas Ho Ya Na Ho Tou WUZU Per As...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20644How can one tell if the sheikh is happy with their murreeds, especially those who have no ability to contact him (like many many mureed of Hazur in Canada) ... they are asking. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20643Please verify the right treatment or disposal of quran and ayat from quran and books which are ripped or damaged. In Canada there is a huge problem of what to do as it is illegal to throw it in the river or sea or bury it as it is seen as pollution ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20642If someone buys meat that is machine cut for sadaka purposes (ie will not eat it themselves but will give it to someone who needs it), can this meat we given to a muslim person or not Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20641Is the concept of pir bhai or pir bhen intermingling allowed according to shariat Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20640hum huzoor ko darood e- shifa padthe huaiy sunaa hai (in lots of lectures and Alhadulilah in Person as well), kya hum ko iss darood ko aam tarikay sai pathene ke izajath mil sakthi hai aur iss darood ke fazilat bhi batha de. kya hum iss darood ko kis...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20639leather ya chamra in ki cheesain istamaal karna jaise jacket,slipper kya jaiz hai.agar jaiz hai to agar koi bhi chamra jis jaanwar se liya gya hai hame kaisa pata chale ga kay us ko zibah kiya gya hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20638Syeduna Siddiq e Akbar Radi ALLAHu Tala Anho ki Seeart aur Khilafat pr kch Irshaad farma dein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20637aksar namaz me dhyan kyo bhtakta hay? bahut koshish karne k wawjod bi dhyan bhatkta hay asi halat me kya karna chahiye aur kya aisi halat mein namaz ho jati hay?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20636agar mian tallaq na de aurat khulla kare phir bhi mard tallaq na de tu keya tallaq ho sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20635Zaid Mufti-e-Azam kay khalifa ka mureed hay, kia apnay murshid kay khalifa say talib ho sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20634I ate in a hotel but I am still not clear whether it is sacrificed by a sunni or a non sunni. Please tell me what should I do in this case.I am also married. Shall I have to perform my nikah again? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20633Wallet main Naqsh-e-Noori or Naad-e-Ali rakta rakhay hon to washroom may lai janay may unki bai adabi to nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20632Diabetes ka mareez ager ramzan key rozy na rakh sakay to kiya hukam hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20631kapray ko sharab lagi ho to namaz ho jati hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20630kiya sirf monday ka roza rakh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20629What is the ruling of Shariat when a Pharmacist supplies a tablet for contraception (waqti tor par hamal roknay ki adwiyat) which will prevent conception within 72 hours after intercourse. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20628rajab ke mahine ke talluk se ham sab gulamane MUSTAFA sallallaho tala alaihe wasallam ke liye koi paigam inayat farmae...Or ye bhi farmaiye ke rajab me kon se kam karna afzal hay or kon se galat riwaj hain jinse bachna chahiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20627huzure aqdas ka sina do martaba chak kiya gaya iski wajah bayan farmadijiye. Baaz ghustakh kehte he ki huzur agar noor hote to apka sina kyu chak kiya gaya or usme se mazallah gandaa khun nikal kar use zamzam se pak kiya gaya..isme hamari rahnumai fa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20626india me baba saheb ka janam din manana kesa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20625Kia yeh sher sahi hay: Sar Mera Rab Ko Jhuka, Sarkaar Par; Dil Mera Gar Jhuk Gaya Phir Tujh Ko Kya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20624Ladki ko alima bananay kay liay wo sari talim sirf zabani pura karay ya likh bhi sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20623Maizban ko hukum hay kay mehman ka har mumkin khayal rakhay, uska ahtram karay, kia mehman par bhi maizban ka koi haq hay ya sirf shukria ada kar kay rukhsat ho jai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20622kya Ye Jo Sandal nikala jata hai ye Shariat k Mutabiq hai? Iss ki asl kia hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20621kisi Musalman ko is tarah pukarna kaisa hai jaisa ke mulla ya dadhi walay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20620wuzu ki haalat me aur namaaz ke bahar zor se hasne se kya wuzu toot jayega. agli namaaz ke liye dobara wuzu karna padega Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20619Ham hamaray ilaqay may Ulama ka lihaz kartay howay infiradi tour par logon ko mic par namaz perhnay say roknay ki koshish krtay hai, laikin unn ulama ka kehna hay kay aap log fitna na phailain. Hazrat rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20618What is the position of Imam Ahmad Rida Khan on who is more virtuous (Afzal) from Sayyiduna Abu Bakr Siddique and Sayyiduna Jibraeel? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20617QUR'AAN E PAAK ki AAYAT OR HADEES E MUBARAKA SMS ke zariye send karte hai. Kia Yeh send karna durust hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20616kuch log kahte hai ki agar ala hazrat ashraf ali thanvi ko kufr ka fatwa nahi lagate to khud kafir ho jate mazAllaah kya ye sahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20615Kia Sarkar khawab may farmatay hain kay may Allah ka rasul hun? Warna Kaisay pata chalay? Hmaray ilaqay walay aisay daway ko bidat kehtay hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2061423 December ke session me ek question k badmazhab ke marne ki khabar par kiya pada jaye to is pr aapne jawab farmaya INNA LILLAHI WA INNA ILAIHI RAJEEOON araz hay ke aap iski wazahat farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20613Meray pas kuch zakat awr sadqay ky paisay rakhay thay, meri biwi nay oos may sy kuch use kar liay, mujay elm howa to utnay hi paisay may nay wapas lota diay. sawal yeh hai k mare wife nay jo paisy use kr liay wo zakat or sadqay kay thy. Ab mujhe kiy...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20612May company ki gari may logon ko airport churnay jata hun awr un sy 30 dirham laita hun awr uska elm company walon ko hay lekin company nahi kehti hai k falan shakhs ko airport chhor aao. yeh kaam mein khud apni marzi se dirham kamane ki wajah se ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20611May aik company ka driver houn gari awr uska kharcha company daiti hy, may apnay ghar kay kaam bhi usmay karta hun laikin company ko maloom nahi, is tarah se gari ko istemaal karna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20610Imam sirri namaz may jahri qirat karay ya uska aks to kia unko sajadah sahu karna hoga awr agr nahi kia to kia sab ko namaz dubara perhni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20609Qur'aan ke mutabiq yahud o nasara islaam ke dushman hai. un logo pe kabhi bhi bharosa nahi karna chahiye to is zamane me europe mumalik me eesai log islaam ko qubool kar rahe hai to hum musalmano ko aise maye musalman ke bare me kya soch rakhni chah...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20608Zaid aur hinda shadi shuda hai zaid ki biwi bhi hayat se hai aur hinda ka shauhar bhi aur kisi ki tallaq bhi nahi hui hai phir bhi zaid aur hinda ne nikah ker liya hai kya yeh nikah durust hai is nikah ki gawahi dene aur nikah perhane wale ke liye ky...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
206074 rakat namaz ka niyat thi dusari rakat me attehiyat k bad darud ibrahim nahi padhni thi lekin padha to sajdah sahv wajib ho gaya ab chauthi rakat me attehiyat k baad salam pherna tha lekin phir bhool gayaa or darud ibrahim padhhne laga to phir yad ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20606Kia Islam may currency ki tijarat ki ijazat hay? Missal: zaid kuch rupay ko pounds say badalta hay, pound ki qeemat mein mukhtalif awqat may kami awr ziadati hoti rehti hay, to jab kabhi isko dubara rupay may badaltay hain to kabhi uss mein munafa au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20605kisi ke chehre ya jism me barra til yani massa ho to kya isko kaat sakte hai koi gunah to nahin hoga?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20604TAOON bimari kise kahte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20603Is currency trading allowed in Islam? For example someone converts some rupees into pounds, the value of the pound may go up or down in a certain amount of time, so when the person converts this money back into rupees sometimes he makes a profit and ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20602Me internet par mukhtalif websites use kar raha hu aur usme din (islamic) baate sabko batata hu to kya ye karna kaisa hai. Ye kam muje karna chahiye ya nahin. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20601is there any significance of doing esaale sawaab on 3rd, 10th, 20th & 40th day for the person who has passed away from this world. Jazakallahu khairan Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20600Israar aur asraar. is tarah alfazo ko mukhtalif andaazo me parne se iske maa'na me koi farq to nahi aayega? Aik hi lafz arabi may zair say awr hundistan may zabr say parha jata hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20599agr Aalim e deen kuch had tak hikmat se kaam lete hue wahabiyon ko sunni bana rahe hai ya JAMAT E ISLAMI ke logo ko samjha kar Sunni bna rahe ho tab bhi AAM insan yeh kahe ki unse milna, bat karna, jayez nahin Aur us aalim e deen ko ese log suleh kul...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20598school ki kitabo me aadi manav ke bare me parhaya jata hai. jisse logo ke dilo me ek aqeeda ban gaya hai k kai saal pehle insaan MA'AZ ALLAAH bandar tha phir tabdeel hote hote aaj insaan ho gaya to aisa aqeeda rakhne wale par kya hukm hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20597zaebo zaine khaako fakhre khaakiya; zinnate arshe mualla aap hain... huzur ki bargah me guzarish hai k iski sharah farmadein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20596zaed islam se phir kar murtad ya sulehkulli hogaya....ispar par baqar ne khush hokar kaha ki dekho main to pehle he kehta tha ki zaed khud ko bahut bara maulana samajhta he... ye apna eemaan bachale iske liye yahi bahut hoga ....! Ab poochchna ye he...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20595Hamare yahan ek aalim sahab ne chillagah ke talluk se farmaya ke chillagah per qabar bana kar uske samne fateha wagairah to haram hai magar us jagah pe barkat ki niyat se fateha padna or dua mangna jaez hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20594kya masjid me mosquitos killer spray use kar sakte h jab k us me alcohal na ho lekin light smell ati ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20593ek ladki ka jab apne shohar se talak ho jaye tab us ke baad us ladki ka sasur us ka mehram rahega ya gair mehram ho jaye ga aur kya wo ladki apne sasur ke sath shadi kar sakti hain ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20592masjid ke imaam sahab ek kitab se bayan sunate hain us kitab main yazeed ko waladuzzina likha huwa hai Sawaal yeh ki yazeed ko aisa kehna kaisa hai? Aur padhne wale imaam saheb par kya koee sharaee hokm lagega jabki imaam sahab sunni hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20591Hazrat 2 mahenay pehlay Mastan shah kay baray may sawal howa tha awr unki taraf yeh baat galat mansoob ki gai thi kay wo ortoun say malish karwatay hain halankay wo ortoun ko apnay pass aanay say mana farmatay thay? Ilzam laganay walon par kia hukum ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20590Wo kaunsa ghustakhe rasool hai jise khud allah ne quran me kharab asal btaya hai iski tafseer farma de Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20589Masjid ke nichlay hisse mein dukaane kiraye pr de rakhi hain aur dukano k uper sahan me namaz ada karte hain to kya namaz padne walo ki namaz sahi ho jayegi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20588Sharabi say agar hamaray kapray chu jain to kia napak ho jatay hain awr unko dubara nahi pehnna chaihaiy. Sharabi sy jo hath milay kia wo napak ho jata hy? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20587aleena ke kya mayene hai aur kia yeh naam rakh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20586zaid ne kaha jab tak koi Tie pehna rahta hai wo khaarije islam rehta hai. Aur jisne Tie pehni kya usko tajdeed e iman aur tajdeed e nikah karna zaruri hai rehnumayi farmayen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20585Agr fajar ki qaza ho jai hai to zohar ki namaz me sunnat k pahle qaza ada kre ya sunnat k bad or agar masjid der se pahuche or jamat khadi ho gai to ab kya krna hoga Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20584Sajjak naam ka matlab kya hota (Mawlana Ashiq: Sajjak hi hay Sajjad nahi) Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20583Aaj kal internet par musalman ladka ladki aapas me typing kar zariey chat karte hain k na awaz ka len den hota hay na shakl nazar ati hai. To kya is tarah chatting karna jaiz hai? Aur agar koi personally baat na karke sirf masail par guftgu ki jae au...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20582bad aqeeda kehte hai ke kyunke hazrat zakarya alaihis salaam ne ghairuLLAAH se yani darakht se madad maangi thi is par ALLAAH ne un par madad nahi farmai aur woh shaheed ho gaye. Hazrat iski shrah farma dain Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20581doodh peete bachche ka hath frecture ho gaya. maa ko god me lekar doodh pilane me bachche ko takleef hoti hai. kya maa apna doodh kisi bartan me nikalkar doodh pila sakti hai. is tarah se doodh pilane me koi shar'an mumaniat to nahi hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20580Agar bad aqida log kisi musalman ko pareshan karein maslan roz uske pass jamat ke lye aa jae to unse kese Bacha jae? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20579Bachay jo goad liay jatay hain jb balig ho jain to kia larki ko goad laiay walay baap awr larkay ko ma say pardah ka hukum ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20578kya body deodorant (paseenay wagera ki boo ko zail karnay k liye lagaya janay wala spray jis mien aksar spirit/alcohol ki amezish hoti hay) lagane ki sharai tour par ijazat he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20577maa baap ne apne bachche ka naam ahad rakha MA'AZALLAAH..meine bachche ke ma baap se bahut baar kaha ke naam change kar do. ahad naam rakhna ALLAAH ke khaas naamo me se hai aur ghairuLLAAH ko ahad naam rakhna kufr hai ya phir abdul AHAD naam rakh lo....Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20576Hinda ki adat 3 deen ki hy, 5th day sohbat ky baad gusul ky wqt blood ky katray daikhay. Kia oos pr koi kafara hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20575Abu talib se imaan lana sabit nahi hai to kya naam se pehle hazrat ya janab bol sakte hai. kya abu talib ko izzat se yaad kiya ja sakta hai kyuki abu talib ne hamare nabi ko apni goad me khilaya tha. agar hamare munh se abu talib ke liye kaafir nika...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20574hamare aaqa huzoor nabi kareem sallallaho alaih wasallam ki qabr anwar muqaddas shareef ki gehraie kitni hai. kya is baat se mutalliq hadees shareef me koi saboot milta hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20573shijrah shareef mai jo zikr hai (zikr e nafi aur zikr e jahr) is zikr ko jhumte huwe padhna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20572Baaz log ultay pray howay chapal ko sidah kar daitay hain chappal oolta ho toh uske baaremei kya masla hai kya chappal ulta dekhne se kuch nuqsan hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20571What do the Ulama-e-Kiraam say about this Verse "Agar Durood Parho Momino Qarine Se, Huzoor Khud Hi Chale Aayenge Madine Se" Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20570Kia namaz kay baad yeh salam parrh saktay hain TAJDAR E HARAM AYE SAHENSHAH-E-DEEN; TUM PE HARDAM KARODO DURUDO SALAM Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20569Internet par ek doosre ke peer ko fahash galiyo ka bahut hi ghatiya daur chal raha hai Hazrat se arz hai ki aalame islam ke sunni musalmano ki rehnumaee farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20568Bathroom joint hota hay means gusul awr istinja khana donu kaam kay laiy use hota hay. to kya iske andar wuzu kar sakte hai jabke bathroom ke bahar koi bhi wuzu karne ka intezaam na ho. agar wuzu kar sakte hai to wuzu karne se pehle bismiLLAAH share...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20567kya hum apni bhabhi ko bike me piche bitha sakte he aur car me bhi kya piche bitha sakte hein?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20566Mujeh aik sms mila.. Jo kuch Yun hai -- HADITH]- all creatures are GOD's CHILDREN and those dearest to GOD are the one who treat his CHILDREN kindly - reported ANAS & Abdullah (radiallahu anhu) in [BAIHAQI], agar yeh riwat sahih hay to iska mafhoom i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20565arab mumalik me note par arabi likhi hoti hai aur iqama bataqa par bhi jisme muslim naam likhe hote hai jisko har waqt apne paas sath me rakhna parta hai to kya hum baitul khula me sath me lekar ja sakte hai jabke baitul khula ke bahar hamara koi jaa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 10,401-10,500 of 19,313 items.