Showing 10,201-10,300 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
20864Agar kisi nay bivi say dubr say mujamait ki to kia uska nikah toot jata hy? Mujamait kay baad gusay mein aa kar 3 martaba ye kaha "ja maine tujhe talaq diya" to kya talaq ho gaya jab ke uskay apnay khial may nikah to pehlay hi toot chukka hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20863Hajj-e-Akbar ki tafseel irshad farma dein. hajj-e-asghar aur hajj-e-akbar mein kya faraq hai aur in k sawab main kya faraq hai. hajj-e-asghar ka kitna sawab hai aur hajj-e-akbar ka kitna sawab hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20862Zil Hajja ki 1 se 10 tareekh tak aam logon ke liye (jo ihraam mein nahin hain) baal aur naakhun taraashna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20861Can people give their qurbani meat in shares as DONATION to do niyaz in Urs of Wali? Or can we use the name of DONATION for this meat to do Urs? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20860Saheb e nisab hone ke liye kitne hindustani Rupion ka malik hona shart hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20859Nasbandi kiye huay bakre ki qurbaani kar sakte hai? aur qurbani ke janwar me koun se aiyb nahin hone chahiyen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20858For hajj & umrah, What is better going to madina sharif first then makkah sharif or going Makkah sharif then madina sharif?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20857Qurbani ky liay bakray ki umr aik sal hona zaroori hay ya saal say kuch chota ho laikin farba ho to uski qurbani ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20856Huzur ek sunni ne kisi bad aqida ko wahabio ke radd me kah diya ke inko namaz or quran padne ke alawa koi kam nahi hain. iss sunni ka ye kehna kesa kya ye gunahgar huwa?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20855sharab pinay wala zina karne wala gunahgar hota hay magr kafir nahi hota. or agar huzur ke kurte ya kurte ke button ko kisi ne mela kah diya to wo kafir ho jay ga yeh baat kya kisi hadis se sabit hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20854munfarid namazi ne attahayyat se pehle bhul kar ya jan buj kar bismillah padhli to namaz me koi harj he k nai namaz tut jaegi ya sajda e sahu karna padhega ya namaz hojaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20853Kabay ke badrudduja salam k taur per padhsakte hayn? Log Eteraz karte hayn ye salam nahin hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20852Kar ke tumhare Gunah mangein tumhari panah. Yahan tumhare gunah se kya muraad hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20851Qabar par azan dena kaisa he, iski tafsil farma dain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20850pyare nabi ne deen ki tablig ka kam kiya aur apne gulamo ko bhi karne ke liye kaha phir hamari ahlesunnat-wal jamat me islam ki tablig ka aur dawate islam ka kam kyun nahi hota aur na hi hamare ulama is ke bare main takid karte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20849ham jis ke paas gosht lete the vo badmazhab nikla or hame aaj pata chala or vo khud hi zibah karta he or hamare ghar wale kehte he hame toh pese de ke gosh lena he toh ham kya karein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20848Aurat ke burqay ka colour black hona shara'an zaruri hai? White ya doosra colour pehenna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20847Aurat ka haiz o nifaas mein tafseer ka bayan aur Quran pak ki tilawat sunna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20846Tangdasti kiun hoti hai aur iska kaya hal hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20845Tabligi jammat kis ki pero kar hay awr uskay aqaid kia hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20844email ya msg likhte waqt jab Sarkaar SallAllaho Alaihi wa Sallam ka naame paak aaye to durud e paak likhen ya sirf parrhain kiyun ke arabi ki bajaye english me likhna padta he or english me makhraj nahi pehchane jate. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20843Hazrat kya aese log imaamat, shahaadat aur peer banane ke qaabil ho sakte hain jo elaaniya tor par paabandi ke saath qawwaali me shirkat karte hain jabki wo ye mas'ala bakhoobi jaante hain ki qawwaali shar'an naja'izo haraam hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20842Kia ye baat sahi hai ke Allama fazle haq kherabadi ne ismail dehlvi ko kafir ka fatwa diya tha aur auske taaid AlaHazrat radi Allahu Anhu ke pir sahab aur aap ke walid sahab ne ke the magar Alahazrat ne usko kafir nahin kaha? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20841Huzur Hajj aur Umrah karne k liye koun si Kitabaun ka Mutali'a kiya jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20840Kuch fitna parwar loug aaj kal Barakatiyon aur Razawiyon ko door karnay ki sazishon mien lagay hain. Barakatiyon mein ja kar kehtay hain k Barakati na hotay tou aaj Razawiyat ka naam o nishaan na hota aur Razawiyon mein kehtay hain Razawi na hotay to...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20839kya Marhumeen k naam se Hajj kar sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20838hamare shehr e kadapa me ek zaiful umr shaikh hain jo kehte hain k khat-internet-phone k zariye se peeri mureedi nahin hosakti, peeri muredi k liye ru ba ru hona zaruri hai, aur kehte hein k alahazrat ka b is silsile me yahi amal tha wo logon ko khat...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20837Subah Sadiq k baad Muzdalifah mein chalta raha yani qadam rukay nahin aur isi tarha chalte chalte mina pahoncha to kya aisa Muzdalifah say guzarna wukuf kehlayga ya kuch dayr khade rahna ya rukna zaruri hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20836haal hi mein ek sms aap ke naam se jaari kiya gaya hai jisme likha hai ki "jiske mobile ya computer me meri tasveer ho woh meri bait se kharij hai" kya ye paigam apki taraf se hai yaa kisi ne aap ka naam lekar aam kar diya hai. Jazak'Allahu khair Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20835Kya vastu shastra ke mutabiq makan naa bannane se ghar me pareshani rahti hay. jese vastu ke hisab se pani {kunwa wagera} ka rukh uttar ki taraf hona chahiye. aur aag (kichan) ka rukh dakkhin ki taraf kya in sab baato ki islam me kuch ahmiyat hai. ya...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20834Mina mein jaga kam ho janay ki waja say ab kai hajion kay khaimay Muzdalfa may lagai jatay hain. Kia unn hajio kay liay zaroori hay kay wo mina may ruknay ki sunnat ada karnay aur namaz perhnay kay liay Mina jain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20833Hadees-e-Noor jo Musannaf Abdur Razzaq mein Sayyiduna Jaabir se marwi hay uss k radd mein aik molvi ka kehna hay k har cheez ka Sarkar Alaihis Salatu wa as-Salam k Noor se takhleeq hona NAQS hay, Khaami hay, Aeyb hay. Kiyun uss mien har Najis o Napaa...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20832Hajj-e-Qiraan me Tawaf e Qudoom aur Sayi Umrah k baad karna hota hai ya 8 Zil Hajja ko karna hota hai? Ya Tawaf e Qudoom aur Sayi kab karna bahtar hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20831Rasulullah صلی ﷲ تعالیٰ علیہ وسلم nay frmaya (jisay hajj karnay say na hajat-e-zahira manaey huwi, na badshah zalim, na aisa koi marz jo rok de phir bagair hajj mar gaya tou chahay yahudi ho kar maray ya nusrani ho kar. Sawal yeh hay kay Hajat-e-Zahe...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20830Ghar mein mard akela namaz parrh raha ho awr uski biwi ya beti pechay iqtada shuru kar dain to kia mard ko ba haisiat imam unko shamil karnay ki niyyat karni hogi ya bagair shamil kiay bhi unn aurton ki namaz ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20829HAZRAT SAWAL BHAIJNAY WALON MEIN KAI LOG AAPKO KHUSUSI SALAM ARZ KARNAY KI DARKHWAST KARTAY HAIN. AUR AAP KAY LIAY DUAIA KALIMAT TEHRIR KARTAY HAIN. SESSION KAY MEHDOOD WAQT KI WAJA SAY FARDAN FARDAN SAB KAY NAAM NAHIN LIKH SAKTAY AAP SALAM BHAIJNAY ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20828Meray financial halat nahin kay may shadi kar saku awr jiski waja sy mujh sy gunah bhi ho jata hy, toba karta hun laikin kuch arsay baad apnay ko rok nahi sakta, gussa bhi bohat ata hay. May apnay aap ko kaisay bachaon?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20827Mujhe Galat Khayalat Ki Wajah se Qatre Aate he Me Bada Pareshan Hoon Me Kya Karoo Kya Mujhe Har Baar Gusl Lena Padega Ya Nahi Mujhe Kai Baar Gusl Lene Ke 1-2 Ghante Baad hi Qatra aa jata he Me Bada Pareshan Hoon Kya Karoon Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20826Meri class may mukhtalif aqaid ky students hain, mujay unkay sath baat cheet awr mamlat kis qism ky rekhnay chahiyen? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20825Shajrah Shareef includes 'QAZA -E- HAJAAT' (the 3 Wazifas that are read if you desire something). I wanted to know if it is allowed to read any one of the wazifas or should a person read all the three. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20824Can a lady who is pregnant travel when she is 8 months pregnant (in flight from Singapore to India). I have heard that it is not advisable to travel when a woman is 8 months pregnant, especially she should not cross rivers but she can travel during t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20823If a kid was alive only for a few hours, should he/she be named by his parents? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20822Ladkay ya Ladki ko kis umar tak Maa doodh pila sakti hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20821Qaza-e-Umari ki Niyyat kia honi chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20820Islam mein me kaise convert ho sakte hai, aur kya name change karna and khatna karna zaruri hai? aur kya ek converted muslim se shadi kar sakte han? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20819kya koi kafir bhi ramzan ke mahine me marega to kya wo bhi jannti hoga ya jannat ka gulam ho sakta hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20818Qaza rozay agle ramzan se pahle nahin rakhe to kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20817sadqa e fitar kis waqt wajib hota hai Kya wajib hone ke pahle ada ho sakta hai. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20816Sunniyat kia hay? Kia isay Islam ka doosra naam keh saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20815Nabi awr Rasool men kaya diffrence hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20814namaz k dauran khayalat aate hai, aisi halat me kya krna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20813Badmazhabon se chanda mangna kesa hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20812Jo shakhs TV per Khayl Tamashay jese cricket match daikhay uskay pechay namaz perhna kaisa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20811Mere pados me ek hindu family may ek maut ho gayi to mere ghar se ek member anjane me use dekhne pahuch gaya, waha ek sahab ne btaya k kafir ke marne ke bad uske chehre ko dekhna bahut bada gunah hai, kya ye sahi hai?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20810Huzoor se arz he ke jo LATA'IF dil ke hote he un ke bare me irshaad ata ho....kis tarah ham tazkiya-e-nafs kar sake aur in lataif ko zaindagi bakhsh sake....silsila owaysiyyah me ye raij hay Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20809I heard that if we leave dishes unwashed like cups or plates then they make bad-du'a for us. Is this true? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20808ek musalman shaks ne eid gaha aur kabristan ko kisi aur ne waqf ki hui zamin mai se kuch hissa (qimat 2 caorore) gair qanooni tariqe se bech di. awam aur trusti hazraat ne uss shaks ka samaji boycot ka elan kar diya hai. wo shaks ko, aur uss k ghar w...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20807Shaykh Sa'eed Kahil Shaam ke Jo Hazrat Khalid ibn Walid radiyALLAHu ki masjid ke Imam o Khatib the un ka wisaal shareef huwa. huzoor apni un se mulaqaat ke waqiaat se hame mustafeed farmayeh Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20806Janaza le jate waqt kya padhna chahiye ? Aur Sarkar Alahazrat ne kya wasiyat farmayi thi ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20805Arz hai k Kafan per Bismillah Shareef aur Kalma e Tayyaba k baad Ya Gouse Azam likhna kaisa ? Aur aysa likhne se mayyat ko kya faida pahunchta hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20804Hazrat Hamare gao jagannathpur sirathu kaushambi me zamindar ne Jumuah Shuru karwaya tha jo ki Abhi tak chalu hai, kuch bad mazhab Aakar Ke hamare gau me Juma band karana chahte hai, kuch Sunni bhai b unki bato ko man baithe hai, lehaza Aap hame sahi...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20803shia firqay ki shuruaat kaisey hui? Aur Ahadees mein namaz ke steps, contents nahin hein jo hum shia firqay ko bata sakein ki unki namaz ghalat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20802urs ko mubarak kyun kaha jaata hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20801Takhney se neechey paaenchay hona sharan haram hai, phr bhi hum ye kese keh saktay hain k iss soorat par hamari namaz ho jati hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20800Allah Taala farmata hai ke mein sab kuch maaf kar sakta hoon magar shirk, then how can sunni conclude that non-sunnis are kaafir? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20799khatna ki shuruaat kis waqt se hui, any genuine reason that we can conclude why did'nt Allah made Hazrat Adam (Alaihis Salam) after his khatna? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20798surae fatah فتح ki darmiyaane aayat se zaed namaaz me qirat kiya surae fatiha k baad liken abhi innal lazeena padha uske agay yaad nahi araha tha to us ayat se pehle wali ayat ki tilawat kiya phir innal lazeena wali ayat agayi to continue agae padha ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20797sura e mulk ki fazeelat mein hai k har raat ko jo shaks iski tilawat karega wo azaabe qabr se mahfooz rahega. suwaal ye hai k agar surae mulk agar yaad ho aur isko isha ki ya koi bhi namaaz me thoda thoda karke mukammal karenge to kya ye fazeelat ha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20796Mehfil kay aakhir may kharray ho kr salam kuin parrha jata hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20795 Jo log traffic jam honay ki waja sy tulu kay baad Muzdalfa say guzartay hain kia wo mazoor kay hukum mein hongay aur unn par dam ka kia hukm ho ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20794waquf-e-muzdalfa kay tehat yeh masla hay kay: tulu-e-Fajr say pehlay jo yahan say chala gaya uss par dam wajib hay magar jab bimar ho ya aurat ya kamzor kay izdiham mein zarar ka andisha hay iss waja say pehlay chala gaya to uss par kuch nahin. Arz y...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20793Mard nay akailay namaz shru ki, agr doran-e-namaz koi aurat usi namaz may uski muqtadia ban gai to kia imam ko uss aurat kay shamil karnay ki niyyat karni hogi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20792Agar jaanwar ke kaan me halka sa naqs hai zarrah bhar to uski qurbani ho sakti hai ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20791Are we allowed to do Qurbani on prophets name? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20790How and where was Hazrat Umer Radi Allaho Anho buried? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20789Hazrat ham session kay liye sawalat mail se nikal kar uski list banatay hain baaz martaba sawal may kufriya alfaz bhi hotay hain jo ham mail say copy kartay hain. Kia hamay uss wqt ma'azAllah aur kalma sharif parrh laina chahiay ya ham par koi hukm n...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20788marehra muttahara me kuch dino pehle urse qasmi k naam se urs manaya gaya. suwaal ye hai k urse qasmi kis buzrug ki taraf mansoob karke manaya jata hai aur unke taaluq se kuch bataein. JazakallahTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20787Kya Farmate hen Ulamaa e Deen o Muftiyan e SharaA Mateen is mas'alah men ke Zaid jo ke Hafiz bhi hai us ne kuch ladkon ko behkaya aur un ladkon se Ulamaa o Aimmah e Ahle Sunnat ko telephone par gaaliyan dilwayin. jabke un Aalim SaHib ki koi SharEE ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20786Is smoking Haraam or Makruh? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20785video Haram e Qat'i he ya Haram e Zanni? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20784amaliyat or mokkil taveez ka jawaz kin dalail se sabit hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20783Arz hay ki huzur aap jo durood sharif padhte rehte hain iski koi khaas fazilath hy?yun to bahut durood sharif hayn lekin aap ne is durood ko hi kyun chuna?rehnumai farmaden. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20782Huzoor-main ek aese maqaam par rehta hoon jahaan kayee sunni masaajid hain aur unme imam bhi sunni hi hain lekin un sab a'immae masaajid ki har namaaz me yaqeeni taor par ko'ee na ko'ee waajib tark hota he agar me unko galati bata'un to fitne ka khao...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20781hamare masjid kay imaam saheb hayn. wo samajhte hyn ki 'thaanvi ne marne se pehle touba karliya tha' is buniyad par wo thanvi ko accha maan bythe hyn,aur wo maslake aalahazrath par bhi hyn aur wo tie ke masle par bhi aiteraaz karte hyn ki tie pehanne...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20780agar kisi ka baap gustakhe rasool me se ho to ghar valo ko uske saath kese rehna chahiye ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20779kuchh log apne gharon me oont ki haddi rakhte hai aur yeh kehte hai ke ise rakhne se jadu tona aaseb ka asar nahi hota hai to kya is baat ki koi haqeeqat hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20778ek aalim sb ne kaha he ki baanjh aorat se nikah hargiz na karo. rehnumai frmain agar nahi to phir uska hal. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20777meri khala ka inteqal hogaya hai, unki 2 chhoti bachchi hai,7-8 sal ki hai, khala ka zewar ab un bachchi ke hai, to kya un zewar par zakat dena wazib hai ya nahin? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20776aurat ko paon me anguthi pehenna kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20775jab ham cd ya cassette ke zarye salaat-o-salaam sunate hain to baith ke sun skate hain ya taazim keliye khade hona zaroori hai Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20774Diwali ke mauqa par kuchh dukandar offer ya sale lagate hai.aisi dukano se faida lene ke liye musalmaan khareed dari kar sakte hai.diwali ke is tyohaar me shamil hone ka gunaah hoga ya nahi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20773haweli ke darwaje ke uper roos ke niche palastar me koi aayat likh te h iska kya hukam hy Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20772Gharon me ceiling pe aayatul kursi ki latkayee jati h jabke chhat pe log chalte h kya ye be adabi to nahi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20771zaed jamaat se namaaz padhraha tha uske next bakr khada tha, jab sajda kiya gaya phir dosri rakaat ke liye khade huwa to bakr k jaeb se license gir gaya jispar photo dekhrahi thi. aisi surat me zzaed aur bakr ki namaaz par kya kuch asar padhega aur a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20770I want to know that i am a mureed of Huzur tajushsharia so, whether i can go to other khanqaah for doing zikr & dua, is it correct & Allowed? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20769Zaid ne bakr se 2 lakh rupee qarz liye kuch dinno baad zaid ne baqar ko 2 lakh 10 hazar rupee diye baqar ne ziyada raqam leney se inqar kiya tou zaid ne kaha k jab miane aap se rupeey liye they ussi waqt niyyat ki thi k issey jo may business karunga...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20768Aashurah mein koi khas taaweez ya amaliyat rozi aur hifazat k liye kiye jaate hian huzoor silsilare razvia mein aise koi auraad hon to taaleem farmayein Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20767Huzoor Mufti-e-Aazam Qutb-e-Alam k URS Sharif k moqay par Qadiri Barakati Razawi Noori Gulamon ko kuch naseehat farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20766Shi'ah aur Tafdeeli AhleSunnat par aur khaas tor par Razawi Sunniyon par aetiraz kartay hain wo Ahle Bayt ki Muhabbat ka Haqq ada kartay nazar nahin aatay. Huzoor aap se arz hay k Razawi Sunniyon k Taaj aur Peshwa honay ki hesiyat se apnay moqaf ka i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20765ayae karima dua me par sakte hain?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 10,201-10,300 of 19,313 items.