Showing 10,101-10,200 of 19,313 items.
IDTitleVoiceAlbumSub AlbumGenre IDTagsUrl
 
 
 
 
 
20964How can I memories the Quraan? Kindly bless me with your precious advices in this regard. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20963Allah Ta'ala ne Noor e Muhammdi SallAllaho Alaihi wa Sallam ko sab se pehle takhleeq farmaya uske baad, qalam, lawhe mehfuz, arsh or qursi wajood main aaey, kya arwah (ruh) ka wajood in 4 chizon se pehle hay ya baad main. rooh e Muhammadi SallAllaho ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20962Kia koi Aalim dawat may aanay kay liay yeh shart rakhay ky aap apnay hath ka zibah kia howa ya kisi sunni ka kia howa zibah ka ghosht hoga to aawon ga warna dawat cancel. Kia Alim aiysi shart rakh sakta hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20961Kia Hindu ki dukan se machli katwa kar kha saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20960Huzoor shirk aur kufr mein kya farq hai? Hamein shirk kab kahna chahiye aur kufr kab kahna chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20959Ghair muslim kay yahan paida honay walay bachon pr hokum-e-kufr kia unkay balig honay kay baad lagay ga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20958Mujay aik shakhs kay aqaid ka elm nahin tha awr aik din MUJHE MUHABBAT SE SHARBAT PILAYA TO MEINE BEDILI SE PEE LIYA PHIR BAAD ME MEINE USSE AQAAID KE BARE May baat ki to wo sirf wasila-e-ahle bait ko manta hay baqi awliya se wasilay ko nahin manta a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20957Hazrat agar Qabristan may jaga kam ho to kia pichli qabroun ko tor kar ya usi qabar pr dubara qabar bana saktay hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20956muraqqaba ke bareh mai much irshad farma dein Aur agar muraqqaba ke liye ijjazat ki zaroorat hay tou ijazat marhamat farma deinTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20955hazrat jab hum umrah k liye mumbai se jaate hai toh hum yaha se chicken halal karkar box mei pack karke le jaate hai..magar mumbai airport par hume woh luggage mei dena padta hai kaafir customs officero ko aur jeddah airport par hume woh box milta...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20954Huzur Nabi E Kareem (SallALLAH Ho Aliyeh Wa Sallam) har insaan ki qabar mai tashreef laate hain . Ye Silsila Kab Se Hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
209536 baheney (sisters) aur 4 Bhai thay. In 6 bahnaun me walidain ki hayat mein hi 2 bahnaun ka Inteqal hogaya hai. (ek bahan Bachpan me hi fout ho gayi thi aur dusari bahan k 4 bache hain jin me 2 ladke aur 2 ladkiyan). to ab 4 bahney aur 4 bhai hain. i...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20952Huzur kya koee aesi cheez bhi ho sakti he jis par Ulama ka ikhtilaaf ho, Kuch Ulama naja'izo haraam kahen or kuch ja'iz kahen, aur dono ke dala'il shari'at qubul karti ho. matlab ye ki ek hi cheez ja'iz aur wahi cheez naja'iz ho sakti hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20951Alahazrat ke walide mohtaram ka naam "Naqi Ali khan" he puchna ye he ki Naqi ka mana irshad farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20950Friday 21st September ko Pakistan mein Hukumati Satah par Youm-e-Ishq-e-Rasul SallAllaho Alaihi wa Sallam manaya gaya. Ispar Zaid kehta hai "ke is tarah ka koi khaas din banana kaafiron ka tariqa hai. Aur sunniyon ko aisa nahi karna chahiye" Zaid ke ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20949Jo log Hajj ka liya ja rahay hain, aur woh muqeem ya musaafir hain Makkah mai, kya yeh hukum mina, muzdalifa aur arafat mai wohi hoga? Ya maqam badlnay ki waja say huqum tabdeel ho jaiga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20948Kya Sunni Khawateen ek kamre mein Jama’ ho kar kisi Sunni Sahihul Aqeedah Mo’tamad Aaleem-e-Ba Amal ke samne baith kar Deeno Sunniyat ke Zaroori aur Farz Masail Sikh sakti hai ya nahin? Khawateen Burka pehne huwe hoti hain...aur agar khawateen bagair...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20947Please explain this hadith shareef Sahih Bukhari Volume 1, Book 3, Number 77: عقلت من النبي صلى الله عليه وسلم مجة مجها في وجهي وأنا ابن خمس سنين من دلو Narrated Mahmud bin Rabi'a: When I was a boy of five, I remember, the Prophet took water from a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20946meri ammi kafi dino se kuch padha karti thi aur dowa karti thi ek din fajr ki namaj ke baad dowa kar rahi thi aur boli ya Allah mai ab kiya karo ki meri dowa kabul ho to itne me meri ammi ke samne koi nazar aayen aur meri ammi ka naam lekar bole ki d...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20945Imam Tabrani ne aur Allama Yusuf bin Ismail Nabhani ne Anwar-e-Muhammad mein Hazrat Abu Saeed Khudri Radi Allahu Ta'ala Anhu se marwi Hadees Sharif naql ki hay k Sarkar Alaihis Salat wa as-Salam ne farmaya: من شرب الماء على الريق انتقصت قوته Iss ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20944Kia (Ma'azAllah) Tohin-e-Risalat ki saza apnay ko muslman kehnay walay k liay hay awr gair muslim par koi hokum nahin hota. Hazrat rehnumai farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20943Are we allowed to wear cotton socks underneath leather socks? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20942Shohar namaz may qiyam may ho aur biwi nay uskay kurtay ki jayb may haath daal kr tasbih nikalli to biwi ka ye fail durust hay ya oosay shohar ki namaz khatam honay tak rukna chahiye aur biwi k alawa aur koi shaks aisa kare to kya hukum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20941Hazrat ham audio qawwali sirf or sirf us qawwali ke kalam sunne ke liye sunte he agar qawwali me sirf uske kalam sunne ke liye hame aap ki ijazat chaeye agar aap ki ijazat ho toh ham sirf qawwali ke kalam hi sunenge or aap ki ijazat na ho toh ham ye ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20940Hazrat koi shaks ye kahe ki ruk me tere peer sahab ko phone laga ta hun or teri beit tudwata hun toh esa kehna kesa? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20939Can we send Islamic books and other Islamic stuff like Na'layn Shareef badges, Paintings etc. through post? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
2093831 JULY 2011 KO MEINE CHIRAAG JALANE AUR TAAKH KE TALLUQ SE SAWAL POOCHHA THA. MEINE HAZRAT KE JAWAB PAR AMAL KIYA MEINE YEH SAB JIHALAT MITANE KI KOSHISH KI TO JINNAAT NE MERE GHAR KO BARBAAD KARNA SHURU KAR DIYA HAI MERI MAA NE MERE WALID KI IZZAT ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20937Agar koi teesra na sunn raha ho aur na hi ye mumkin ho ke koi teesra sun sakta hay to biwi say aisi baat cheet kar saktay hain jo haya ki waja say dusroun kay samnay nahin kar saktay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20936Agar koi Non-Muslim ya kisi ke behkaway mein aa kar koi musalman hi poochay k ALLAH kahan hay? tou kia jawab dena chahiye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20935Madarsay mein iss qadar pitai karna kay haddi ya hath toot jai ya dimagi tawazun kho bethay kaisa hay awr aisa marnay walon kay liye kia hokum hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20934If Imaam reads surah nasr in first raka'at and then surah ikhlaas in second, missing one surah from the middle. Is this permissible? If there is a mukabbir behind and namaaz is being read on mic, is this ok? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20933Are we allowed to get loan from non Muslim bank and use Money to build mosque and madrassah. We have many mosques and madrasah in city but they are not on maslak e ala hazrat? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20932Our local imaam is the most knowledgeable in our city and also adheres to Maslak-e-AlaHazrat except he comes on T.V. All the other mosque imams also come on T.V. Shall I pray behind him and then repeat my prayer? Please advise me. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20931Munfarid qoma mein سميع الله لمن حميده kay baad ربنا لك الحمد حمدا كثيرا طيب مبارك فيه agar parrhay to kia us pr sajday-e-sahw ho jaega? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20930What is Aamal-e-Raza?Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20929Behan ki shaadi ke leye rista gaya magar wo sulha kulli type ka he mere gar wale sabhi teyar hain mere mana karne par bhi nahi man rahe. Ghar wale bol rahe hain kafi time ho gaya he. Hazrat mere liye kia hukm hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20928muqrrir hazrat jab allah ka naam lete he hath k ungli se upar ishara karke kehte hen wo allah ka hukm he wagera. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20927Kya jawan langda (jiska pair toota ho), masjid ke deewar ka Sahara leke namaz ada kar sakta hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20926I married a girl who converted to Islam. But due to some reasons I could not live with her. I have a boy with her. I divorced her and married to her sister who also accepted Islam. The girl whom I have divorced lives in a room built in my house on th...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20925THE AYAT IN WHICH ALLAH SAID THAT: QUL INNAMA ANNA BASHARUM MISLUKUM. (WHICH MEANS AAE NABI A AILAN KARDO KI MAIN BASHER HUN.) while we always hear that AAP sallaho aleh wasalm is SYED UL BASHER. PLZ GUIDE ME IN THIS REGARDS Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20924If I am praying Zohar salaat on my own and someone joins me in second rakat? What should I do?? Should I carry on praying Zohar namaz on my own or should I do imaamat with loud takbeers? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20923Do we believe that disease can be spread by germs. For example: If a person has a cold (Sardi) and a person says that dont go near him you will get cold (Sardi). Is this correct? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20922musalman aurate (saarrhi) pehente hain wo jaiz hai ya na jaiz? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20921Kehte hein k jahan 40 musalmaan jama hon wahan Allah ka 1 wali (Buzurg) zarur hota he. To kya agar kahin 40 fasiq-o-fajir musalmaan hon to unme bhi koi 1 Allah ka wali hoga. Iski wazahat farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20920Bakri ke dudh may agar bakri ka pakhana gir jaey to kya wo dudh chaan kar pi saktay hain. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20919ham muslim mohalle me rehte he. qarib me 4 sunni masjid hen. sb masajid me loud speaker se azaan di jaati he to awr hamay awaaz aati he to kya sab masjido ki azaan ka jawaab dena aur khamosh rehna zaruri he ya jis masjid me namaaz padte he usi ka ja...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20918what is the ruling if we eat with gustakh e rasool. Does the nikah break?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20917Since the birth of my child we have experienced many spiders coming in the house. Is this good thing?? What should we do with them?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20916mera ek rishta zere gor ha larki mulazmat pesha ha or us ki posting 4 saal k lye norway k sher oslo me ho rahi ha hazrat sab se pochna chta hu k pakistan se job chor kar norway jana mery lye behtar ha ya nahi Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20915Agar Kisi Sharab Khane ki Tube Lite Kharab ho jaye aur kisi musalman electrician ko kaha jaye ke es ko theek kar do to musalman ko Light theek kar ke ujrat laine kaisa hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20914Aqeeqay ka ghosht rishtadaroun ko khila dia awr siri paey, gurda, kalaiji awr khaal gariboun me baant di gayi to kya ye amal sahi hai ? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20913kya Allah ki ata se awliya bhi zinda hain jaise zahiri hayat se ambiya zinda hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20912Allah k sifaat na aeyn hain na gair hai (bahar e shariat). Isko samjha dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20911Qaum-e-Loot par Azaab kiyun aaya? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20910Jumma k din agar late masjid me pahoche aur khutba shuru ho raha hai to is surat me kya kare pahle wuzu banale ya pjhir pahle khutba sunle phir iqamat k waqt wuzu bana kar jamaat me sharik ho jaye? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20909Mein jahan kaam karta hun wahan kay halaat kay pesh-e-nazr apni namaz akela parrh leta hun. Asia bhi hota hay k mein Sunnat parrhay bagair masjid mein aagay beth jata hun aur farz namaz k waqt wo loug mujhe hi Imamat k liye kehtay hain tou kia mera a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20908jab quran kehta hai kay kisi insaan ko bachana aisa k pori insaniyat ko bachana, AlaHazrat Radi Aallah Ta'ala anhu nay kahin farmaya k agar aik glass pani ho or ik jaga kutta mar raha ho or ik jaga wahabi to mai paani kuttay ko pilaoonga wahabi ko na...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20907Hum ye jann na chahte hai k kya hum quran e pak ko ya islamic msg ko mobile me rakh sakte hain? agar rakh sakte hai to qurane pak wa hadis sharif ka ehteram kaise karein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20906Apni umr (age) koi gunehgaar mureed apne peer ko de sakta hain? agar Haan to kaise? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20905Aurat ne shaadi ki aur phir apna watan-e-asli chod kar shohar ke watan [jo hadd-e-safar se ziyada he] rehne lagi. Jab wo apne shohar ke saath waapas apne walidayn [mayke] ke watan jayegi sirf mulaqaat ke liyeh to kya poori namaz ada karegi ya qasr ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20904dukan/shop me jo maal bechne ke liyeh mawjood he to kiya zakaat nikaalne ke liye us maal ki bazaari qeemat [yani jis qeemat par wo cheez bheche ga] ka hisaab lagaya jaye ya jis qeemat me us ne cheez khareedi ho? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20903Hikmat wale quran ki qasam be shak tum seedhi rah par bheeje gaye ho" (suare yaseen: ayat 2-5) yahaan par Allah ne hikmat wale quran ki qasm yaad ki hai isme kya hikmat hai. Samjha dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20902kaha jata hai k nazaa k waqt kisi cheez ki taraf khaas kar kisi deeni cheez ki taraf na raagib karaya jae kyun ke is waqt woh inkaar kar sakta hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20901Yaseen shareef ki fazilat mein huzoor ka ek ye farmaan bhi milta hai "apne amwaat par yaseen padho". Arz ye hay tilawat e yaseen se kaise faidah hoga? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20900Tirmizi Shareef ki hadees shareef me hai k Har cheez k liye qalb hai aur quran ka qalb yaseen hai aur jisne yaseen parrhi allah taala uske liye das baar quran padhne ka sawaab likhta hai. ye hadees gareeb hai aur iski asnaad me ek raavi majhool hai. ...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20899Agar hamaray marhumeen nay kisi ko taklif di ho awr usnay bad dua di tou kia uska asar marhoom ki aulad ya unki awlad ko ho ga. Agar hamaray ghar may kuch taklif ho rahi hay tou kia yeh oos bad-dua ka asar hay, ab hamein kia karna chahiay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20898Darrhi mudane walay ne iss ahad k sath darrhi rakh li ke ab aisi galati nahin karega. Ab jub k uski Darrhi ek musht se kam hai tou iski namaz azan iqamat imamat ka kya hukam hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20897Kia ye durust hay k Jinnaat jaanat mein na janege? Iss mazmoon par koi Aayat ya Hadees Sharif mustahzar ho tou bayan farma dijiye. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20896joint family agar chote ghar mein rehti ho to, parde ka ehtemaam karna thoda mushkil ho jaata hain.. kya iss bina per family ko divide kar ke reh sakte hain? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20895thode din pahele mere dosto ne yeh zidd pakadi ki mei dadhi rakhawaun to woh log bhi dadhi rakhenge. ub dadhi rakh li lekin us din se khayalat aa rahe hain k sunnate rasul to apani marzi se rakhna chahiye na k kisi k kehnay par ya zidd mein aa kar. H...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20894Baalig bacchon ki janib se agar walid qurbani kare to kya unse ijaazat le ya yun hi kar dene se adaa ho jayegi huzoor rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20893Buzurgon k naam se qurbani karna afzal hai ya utni raqam sadqa kar dena Afzal hai huzoor rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20892Aaj kal qurbani k jaanwaron ko injection k zariye mota taaza banaya jaata hai kya aise jaanwaron ki qurbani jaiz hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20891Qurbani k jaanwar ko sardi aur bukhar ho jaye ya uske aankh aur kaan se pani bahe to huzoor qurbani ho jayegi ya nahi rehnumayi farmayein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20890Juma ke din roohein jama hoti hain lihaza isme qabraon ki ziyarat karni chaiye aur is din jahanam bhadkayi nahin jati (Durre mukhtar) roohein jama hone se kya matlab hai aur juma k din ziyarat ki ye fazilat samjha dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20889Bahar e Shariat mein ek jagha masla bayan huwa hai k Agar marhoom k naam se qurbani ho to wo gosht poora sadqa kar diya jaaye huzoor kya ye aam marhoomeen k liye hai ya ismein auliya bhi shamil hain rehnumayi farmayein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20888Huzoor Bukhari shareef ki ek Hadees e Paak hai k Sarkar ne farmaya Qurbani ka gosht 3 roz se zyada na rakha jaye uske baad na khaye. Is Hadees e Paak ki sharah farma dein. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20887aik dost ko qurbani me pehle din ka hissa mila.. dosre dost ko dosre din ka. dosre dost ko bhi pehle din qurbani m hissa chayye tha jis ko pehle din hissa mila us ne kha aap mera ghosht le lena m aap ka ghosht le lon ga kya ye jaiz Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20886Zaid ne Qurbani ki niyyat se bakra zabaH kar diya Bismillahe AllahuAkbar padh kar....DuAa usko yaad nahi thi isliye nahi padhi....is tarah se kya yeh Qurbani ho gayi ya nahi...?? Ya doosri qurbani karna hogi..?? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20885I had given my wife talaq 3 times at different times, a gap of 20 days, we live in different countries. 2 times I gave talaq on google offline chat and 3rd time on Ramazan eid. ,I had small baby daughter of 3 months old,i don't want to leave her at t...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20884zaid par qurbani wajib hai, wo apne naam par qurbani ka hissa lena chahta hai, kin ky saath hum qurbani ka hissa le sakte hai.please wazahat farmaye Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20883kya bachiyon aur khawateen ke liye darul ulum ka intizam kar sakte hein? Agar haan to kitni age tak wo darul ulum mein ilm e din hasil kar sakti hein? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20882kisi bhi cheez jis par hindu devataon ka naam likha ho use istemal karna kaisa? Misaal k liye kumar shirts, krishna agarbatti wagaira.Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20881aek saksh ka ye kahna he ki saiyedus sadaat yani saiyedon ke sardar sirf hazrat e ali hein aur kisiko saiyedus sadat nahin keh sakte. rahnumai farmaen Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20880if a person is praying behind imaam and he misses one rakat and when the imaam gives salaam, he does not stand up to complete prayer he also gives salaams. What is the ruling for this? Also what if the person gives salaams to right side by accident a...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20879Zina agar mard aurat dono ne razi ho kar kia (na'uzu billah) ho to kia tauba karte waqt wo ek dusre se bhi maafi maange ge? aur agar mard ne zabardasti ki aurat razi na thi (na'uzu billah) to taoba karte waqt wo aurat se bhi maafi maange ga? aur agar...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20878Narrated Sayyidah 'Aisha: Some people said, "O Allah's Apostle! Meat is brought to us by some people and we are not sure whether the name of Allah has been mentioned on it or not (at the time of slaughtering the animals)." Allah's Apostle said (to th...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20877ek aalim sahab ne bayaan kiya ki aalahazrat fatawa razwiya me farmaate hain ki radde wahabiya farz e aazam he jo koi radde wahabiya se roke or ise galat kahe to wo khabees he khabees. kya ye sahi he? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20876Aurat ko mazaar par jane ki jo mumanat aayi he usse muraad 'ayn aastana he ya phir mukammal woh jagah jise urfan dargah kaha jata he. jese aksar mazaraat par Qabr Sharif k ilawa bohat barri zameen jisme hujray, langar khaane, musafireen ke liye aara...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20875Kya yeh kehna sahi hay ke "jo Musalaman hay woh zarur shaytan say nafrat karega." Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20874what is Dalialul Khairat? And can everyone read it? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20873When doing muraqqaba or doing tasawre shaykh how do we imagine Hadrat if we have not seen them? Also is it permissible to do muraqqaba with another shaykh who you are talib with or is it only allowed with your murshid? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20872School ki hindi ki kitaabon mein (mandir, devi aur bhagwan) jaisay alfaaz aam hai (Ma'azAllah). In ko parhna kaisa hai ? Aur agar parh liya toh kya karay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20871Agar koi kalma e kufr kisi kitab ko parrhtey waqt aankhon se guzray, dil se nahin parha aur usay dil main bura jaana aur phir kitaab bhi band kar di. Ab shara'an kya hukm hai? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20870Mujhe hawa kharij bahut ziyada hoti hai jiski wajah se 2.3.4. bar wazu karna padta hai aur namaz mein hawa rok kar namaz padhni padti hai aksar hawa nikal bhi jaati hai to aisi surat mein kaise namaz padhen. huzoor rahnumayi farmayen aur is bimari s...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20869Masjid me khitaab ke dauraan ek imam sahab SHAB-E-MERAJ ka waqeya bayan farma rahe the. Huzoor ne jibrail se farmaya ke parda hata kar dekho ke kaun wahi dene wala hai is par unhone aisa hi kiya to dekha ki wahan par khud huzoor hi hain. yeh humne ka...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20868A websites quotes Hashiyah al-bajuri on Jawarah, mutaffiqun `alayhi fi'l ashayirah wa'l maturidiyah, and tells that to renege on His promise [khulf fi'l wa'ad] and [khulf al-wa`yid] are flaws [naqS] and "Muhaal" for Allah Ta'ala and is belief of Asha...Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20867kaha jata hay k Qurbani se pehle sar ya jism ke baal nahin moondnay chahiyen. Ye hukm unn k liye hay ho Qurbani karenge ya unn k liye jo Qurbani ki istita'at nahin rakhtay? ye sub k liye yaksaan hay? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20866Makan, Dukan k kiraey se jo aamadni hoti hay wo Haram kiyun nahin? kiyun k uss mein nuqsan ka andesha aur mehnat donu nahin hay. Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
20865hamaray shehar mein loug Qurbani ka jaanwar khareednay k baad uss ki tasweerain letay hain aur apnay aziz rishtedaron ko bhejtay hian. kiya ye tasweer lena durust hay? Aur kia uss janwar ki Qurbani ho jaegi? Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan AzhariQuestion/AnswersN/AQuestion/AnswersN/A
Showing 10,101-10,200 of 19,313 items.