ID | Title | Voice | Album | Sub Album | Genre ID | Tags | Url |
---|---|---|---|---|---|---|---|
21164 | 'The Awliya say that if a believer is punished in this world then its out of love of Allah because He wants to purify you in this world so you do not enter the hell fire' please comment. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21163 | topi gir gai awr patli honay ki waja sy aik hath sy nahi pehn sakta , agr sajday ki halat may do hath sy topi utha kr pehnay ga to kia hukum hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21162 | Azan se pehlay salam perhnay ka kia hokum hy awr oos pr etraz ka radd frma dain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21161 | kya Qabar mein bhi musalman ko uske gunhaon ke waje se azaab hoga ya sirf aakhirat mein hisaab kitab ke baad? rahnumai farmade | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21160 | hazrat se ek sawal arz hai ke mein jahan par kaam karta hoo. yahan par ek shakhs hai jise ahlesunnat aur ghair batil firqo ke bare me koi ilm nahi hai yeh shakhs barelvi ke bare me yeh kehta hai ke barelvi log apni chalate hai sirf apne ko hi sahi sa... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21159 | Is that possible to hitting children for there faults? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21158 | hazrat blood transfusion ka masla confusion creat kar raha hai..hamne apse suna hai ki blood transfusion har halat me haram hai lekin ek alim kehta hai ki Islam is a religion of mercy and caters for all the problems faced by humanity. It acknowledge... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21157 | Jab mae paida huwa to aazan mae mera naam 'Hazrat Ali' rakha. Phir uske baad 'Ateequllah' ye naam rakhe. Kya ye durust hai. Mae Huzur se baayith karna chata hun. Baith k baad mae apna nam kya rukun. 'HAZRAT ALI' YA 'ATEEQULLAH'. Rehnumai farmaye. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21156 | kaie jagah shopping center ya super market ya mall waghairah me kabhi kabhi draw wala offer lagaya jata hai ke 100 rupai ya jitni bhi khareedari ki raqam rakhi gaee ho to itne rupai ki shoping kijiye aur 1 draw ticket lijiye aur jeetye 1 kilo gold ya... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21155 | Aap ne 15 April ke session me bataya mahin (ya maaheen) koi naam nahi jabki huzur ka ek naam mahin hay | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21154 | Does a husband have the right to restrict her wife that she can't speak to her male cousins? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21153 | Meri Dadhi (beard) k baal ek gaal par zyada or dusre par bahut kam hain to mere dost ne kaha k jis gaal par baal zyada hain unko dusre gaal k barar kaat dena jaiz hai ... kya uska kahna sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21152 | Shadi ki tareekh Murshid k pass jakar nikalna kaisa hai jab k har din Allah hi ka banaya hua hai. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21151 | Huzoor Sallallahu Alayhiwasallam kounsi Ungli par Anghooti pehente the? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21150 | Rivayato me aya he ki Hazrate Fatema Radi Allahu Ta'ala Anha ke sar e mubarak ke bal ko asman ne kabhi nahi dekha he. Ab kuchh log Sayyida Fatima ke jo paheran mubarak museum me rakhe huve he uski tasvir ko sab me aam kar rahe he to ye kaha tak duru... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21149 | Aik Peer Sahab ka kehna hay k Afzal o Akmal ul Bashar Baad al-Ambiya tou Siddiq-e-Akbar hi hain aur isi par Ijma' bhi hay magar kisi ka Maylaan-e-Qalbi agar Sayyiduna Ali ya Ahle Bayt, ya Sahaba mein se kisi ki taraf ziada ho tou ye Siddiq-e-Akbar ki... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21148 | 24 Jumad al-Aakhir Hazrat Taajul Ulama Sayyid Aulad-e-Rasool Muhammad Miyan Barakati Marehrawi Alaihir raHmah ka URS Sharif guzra. Unki Seerat o Kirdar par kch irshaad farmaen. Aur agar Hazrat ki unn se Mulaqat rahi ho tou koi waqia bhi irshad farma ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21147 | Kia qaseeda gousia mobile pe rozana sun sakte hain isko laga tar sunne me koi harj to nahi hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21146 | kuchh log mujh se kehte hai ke yeh to upar jakar pata chalega k kaun sahi hai yani sunni sahi hai ya dusra firqa wala hum logo ko firqe me nahi parna chahiye bas sirf hame achchhe se achchhe amal karne ki koshish karna chahiye firqo me nahi batna cha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21145 | LADIES TAILOR KI SHOP PAR AAJ KAL KE MAHAUL ME LADY CUSTOMER TIGHT KAPRE SILWATI HAI. TAILOR CUSTOMER KE KEHNE PAR UNKI MARZI KE KAPRE SIL KAR DETA HAI AGAR CUSTOMER KI MARZI KE KAPRE NA SILE TO CUSTOMER NAHI AAYEGI TO KYA TIGHT KAPRE SILNE KA GUNAH ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21144 | Huzoor Aik Ghair mufti ka kisi per fatwa dena kesa he? Aik shaks Wahabi ke sath dosti rakhta hey. Kya us per kufr ka fatwa ya gumrah ka fatwa lagy ga jabkay wo shakhs wahabi ke tamam kufria aqaid ko kufria hee janta he? Kya koee Ghair mufti yanee aik... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21143 | Aik syed sahab nay 6 mehnay ki muddat kay liay 3 lac karz liye. Ab mangnay pr dahmkian day rahay hain. Huzoor Ap shariat-e-mutahara ke roshni me irshad farmaen ke Haqdar ko kya huqooq hasil hen apne raqam ke husool ke lye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21142 | kya homiopathic dawa lete wakt bismillah sharif pad sakte hein.ager han to jin dawaon me napak cheezon ka mila hone ka shak ho kya unko lene se pahle bismillah pad sakte hein? jazakallah | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21141 | Huzur hajion ko hajj pe jo kitabe di jati h kya unka padna or unn pe aqeeda rakhna sahi hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21140 | ASR MAGARIB YA MAGARIB ISHA KE BICHME SONA KAISA HAIN | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21139 | Kia Qadiri Barakati Noori hazraat ko Khatm-e-Khwajgaan ya Chishti, Soharwardi, Naqshbandi silsilay k awraad parrhnay ki Ijazat hoti hay ya unhain apnay Peeran-e-Uzzam se iss ki ijaza le kar parrhna chahiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21138 | Magrib ki namaz ba jamat parrh rahay thay ky 5 ya 7 log dusri rakat may imam kay brabr aa kr jamat may shamil ho gaey. Namaz kay ikhtitam par imam sahab sy arz ki kay Hazrat ham apni namaz dohra lain kiun kay apkay brabar saf ban gai thi awr ham pech... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21137 | youn bandagi-e-zulf o rukh athoun pehr ki hy... Hajj ky kai masail may silay kapray char pehr pehnnay pr damm ka hukum hay. Hazrat rehnumai farma dain naat may awr masail may jis pehr ka zikr hy donu ki muddat aik hi hy awr is lehaz sy pehr kitnay ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21136 | Kya napaki ki halat, jisme ki ghusl vajib ho jaye, aisi halat mein moochhe (mustache) katra sakte hain, nakhoon tarash sakte hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21135 | urs manane ka saboot bataiye ki urs manana ki asl kahan say hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21134 | kya Astrology (Sitaaron aur Sayyiraon ka Ilm) Sahi or ye ILM jaaiz hai , is pr yaqeen rakhna or inko perhna jaaiz hai ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21133 | aik sahab ne khuwab dekha k wo jub Roza e Rasool pr Hazir huwa or Salam Arz kernay laga is doraan kisi gustakh ne Gustakhana tor pr Shor kiya or sarkar ki shan mai kuch Gustakhana Jumlay kahay jis pr Khuwab dekhnay wala gussay mai aya or 1 Talwar nik... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21132 | koi shakhs jald mernay ki dua is liyai keray k mernay k fori baad Sarkar e do alam ki ziyarat hogi to kya aisi dua kerna munasib hai ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21131 | Kya shuturmurg (ostrich) ya is ki kism ka parinda (Emu, vagyrah) uska ghost khana jaeze hy ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21130 | Payaa (bakri ya gaey ka payr) khana jaiz hy , kuch musalman aitraz kartey hy k ismay jild (chamdi) lagi hoti hy ? Hazrat rehnumai farmaey | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21129 | Ghar mein loodo (pansay aur gaut wala khail) khail saktain hein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21128 | ek ladki ka nikah bachapan me kar diya jatah jab wo balig hoti h to uske ghar wale use sasural bej dete h uski marzi ke bager ab wo ladki talaq lena chahti hay .is maamle ko shariat ki roshni me wazeh farmaye | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21127 | maujuda daur me ladkiyo ko duniyawi talim dene ka kya hukm hai. agar ladki ba-parda namehram ustad ke pass talim hasil karne jaa sakti ho tou kia hukm hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21126 | hazrat i want to know that manqabat SHAH HAST HUSAIN BADSHAH HAST HUSAIN DEEN HAST HUSAIN (RADI ALLAH TALAANHO) was written by shia (rafzi) or sunni because in monthly magzine it was written as the mankhabat was written by shiah (rafzi) | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21125 | Kabhi deeni khayaalaat aanay par achaanak kapkapaahat hoti hai, ek second se bhi kam keliye, aisa kyon hota hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21124 | Kuch log Maghrib kay waqt ghar kay saaray kamro(n) mein lights on/roshni karna acha samajhtey hein. Agar kuch kamron mein zaroorat nahin toh aisa karna kaisa hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21123 | mayyat ka janaza ke aage aage chalna kaisa hai kuchh jagah par janaza ko kuchh aadmi milkar na'at shareef parte hue aage aage chalte hai to kya yeh sahi hai ya janaza ke peechhe chalna chahiye ? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21122 | Rajab ul Murrajab ke mahine me koondo ki niyaz ki shar'ee haisyat kya hai aur kis tarikh me nazr o niyaz karna behtar hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21121 | KYA MARD ZERE NAAF KE BAAL AUR BAGHAL KE BAAL AUR KAAN KE BADE BAAL KO HAIR REMOVER CREAM SE SAAF KAR SAKTA HAI? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21120 | huzur kia gunahgar murid apne pir kamil ka didar sapne me nahin kar sakta hazur isme koi be adbi ho to mujhe maaf farma den? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21119 | mein ne sapna dekha ki shayed mai ghorre pe hun aur mujhe koi haar pehna raha hai mai huzur se janna chahta hun kia matlab hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21118 | Kisi bhi namaz may sura fateha say pehlay koi awr surah parrh li, to kia surah fateh ky baad dubara surat milana hogi ya sajday-e-sahu krnay say namaz bila karahat ho jai gi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21117 | kya Alavi aur pathan aapas mein kufu hain? ye dono biradri apas mein shadi kar sakti hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21116 | 2 Shabanul Muazzam, Hamaray Mawla Hamaray Aaqa Imam-e-Aazam Abu Hanifa Radi Allahu Ta'ala Anhu ka URS Sharif hay. Unki Seerat o Khidmaat aur Maydaan-e-Fiqah mein Unn k Aala Muqaam aur Fiqah Hanafi ki Ifadiyat par kch irshaad farmaen. JazakALLAH Kher ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21115 | Shaban al Moazzam kay Mubarak maheenay ki ibtida hay. Hazrat iss maah ki fzilat awr kuch baatain nasihatan irshad farmain!! | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21114 | what is the meaning of MUHAMMADIA, kyon ki kuch log masjid ka naam muhammadia rakhtay hain. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21113 | Kia shariat may aisa koi hukm hay kay mian biwi donu nikah ky baad dargah par ja kar apnay sehray kisi pani may dal dain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21112 | Kia Haj ka khutba sunna wajib hy? Awr kia Hajj ka koi aisa rukun hy jismay kisi ki iqtada lazim ho? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21111 | Huzur aaj kal ka ek naya firqa jo sirf Quran padho aur bukhari ki sahi hadees padho kahta hai aur bina hawale ki koi kitab padhne se mana karta hai... aaj kal ye firqa subko apne jaal me phaans ne me kamiyab ho raha hai aur wo ilme ghiab ka saaf inka... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21110 | Hazrat meri sister ka naam rubina hai to mene suna hai ke rubina naam nahin rakh shakte to kiya RUBY ya RABIYA Keh shakte hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21109 | Fatawa e Alamgiri ka asl matan Arabic may hay ya Farsi? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21108 | Mai ek martaba ek hafiz sab ki iqtedah me namaz padhraha tha. Woh asl me jamate saniya thi. Hum do hi loag the to bus ek qadam ka farq unke aur mere mein tha. Aur jab hum qaeda akhira me pahunche to ek aur dost mere bazu akar baithe aur salaam k bad ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21107 | Huzur meri beti ka nikaah 20 june 2012 ko hai. Nikaah ke programme ke letter me dulha ko yeh likh kar bheja ki band baja, photography aur videography se parhez kare. Is baat par ristedaar khafa hai nikaah ke doraan photography aur videography ke liy... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21106 | Hazrat mein ne umrah ke liye passport visa k liye diya hai or mene pichle session me suna ke kisi ke uper Qarz ho to vo nahi ja shakte to mere uper bhi jiyada karz hai par niyyat yeh hai ke vaha se aaakar inshallah kese bhi kar ke chuka dunga to kiya... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21105 | Hazrat mein hotel mein job karta hun jahan dadhi rakhna allowed nahin hai aur meri niyyat hai dadhi rakhne ki. mere uncle hai jo meri padhai ka aur mujhe job ka kara ke diye hain aur agar mein dadhi rakhta hu toh meri job jaayegi bhi aur mere uncle m... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21104 | Hazrat Aaj Hazrat Ali Radi Allaho Ta'ala Anhu ka Youm e Wiladat aur unkay ilawa is haftay bohat sy aimma e ahle bait k yaum-e-wisal hain, Hazrat ijmali toor pr ahle bait ki shan may riwayaat awr unka ahtiram karnay ky baray nasihat amoz kalimat irsha... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21103 | Agar kisi Aalim ko Arabi na aati ho tou kia unhain Aalim mana jaey? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21102 | agar polio me alcohal hai jo ki aik tehqeeq k mutabiq sach hai tou kia bachcho ko polio pilaya na jaey? Agar na pilaya jaey tou polio honay ka andesha hay. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21101 | Namaz mein Nabi Alaihis Salato was Salam ka khayal karna kesa he? Aik makhsoos tabqa kehta hay k iss se namaz mein khalal aata hay kiyun k Sarkar k Husn o Jamaal aur Bulandi ka Aalam ye hay k jab unka khayal jamta hay tou baqi cheezon se dhihaan hat ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21100 | Agar naqsh-e-nalayn sonay ya chaandi ka banaya huwa ho to mardon key liye usey pehnna jaaiz hey? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21099 | Kya mardon key liye badge (Billa, Nishan, Alaamat) wagherah pehnna jaaiz hey? Agar haan tou Kis cheez ka banaya huwa pehen saktey hain? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21098 | quraan aur hadith ki roshni me rahenumai farmaiye. kya sahaba, tabiyeen, tabe tabiyeen, buzrugane deen ne inn naamon ko rakha hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21097 | mujhe yeh janna hai ki hum apne childrens ka naam "ABDUL NABI", "ALI BAKSH" etc rakh sakte hai ya nahin. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21096 | When praying Qur'aan should you say "aameen" after surah Fatihah outside of Salah? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21095 | Quran ki ayato ke tarjume me "Allah farmata hay" ki jagah "Allah Farmatay hein" istemal karna kesa he. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21094 | Hazrat aek sakhs ne christians ki school me aek tofa pesh kiya. Vo tofa banner (jo bada sa poster computer se banaya jatahe) he. Ab us benar me christians jis ko ma'azAllah isu christ kahte hein aur mary yani ma'azAllah mariyam batate hein uski tasvi... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21093 | Aam bol chaal mein ek muhavra ka istemaal kiya jata hay... "Nau saw Choohe khaa ke Billi chali Hajj ko"... kia aisa kehna durust hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21092 | Shartain laganay ka karobar karnay walon ka paisa bhi nayk program may shamil ho to aisi majlis may shirkat awr niyaz khanay kaisa hay? Shartain lagnay walay shakhsh ko kisi muslim community ya anjuman ka sadar banana kaisa awr bananay waloun par kia... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21091 | kin kin logo k hath ko bosa dena jaiz hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21090 | Kia har badmazhab kafir hay ya gumrah? or mera damad badmazhab ho gaya hay uska kiya kerna chahiye? Uss se talauq tark kerdena chaiye? Aur agar beti uss ko chorrnay par aamada na ho tou baap ya bhai ko zabardasti karnay ki ijazat hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21089 | Hazrat Mufasir-e-Shaheer Hazrat Mufti Ahmad yaar Khan Naeemi (Alaihir rahma) ke bare me Kuch bataiye? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21088 | What are the attributes of faith? (Iman ke Khasais - Alamaat) | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21087 | Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam mananay par aetiraz hota hay k ye sirf Hindustan Pakistan mein hi manaya jata hay. Hazrat Ma sha Allah kaafi arsa bilaad-e-Arab mein rahay aur bhi deegar mumalik ka dora farmatay rehtay hain. Hazrat ka iss mua... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21086 | Bid'at k kia maa'ini hain? Aur Hadis Sharif ka mafhoom k har bid'at dalaalat hay ki mukhtasar Sharah bhi farma dein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21085 | Zaid ne Muhabbat aur Aqeedat k sath "Ya Muhammad" ka Na'ra lagaya. Bakr ne usay samjhaya ka Ya Rasool ALLAH Ya Habeeb Allah kehna chahiye jis par Zaid ne kaha k khud Sarkar ne Hazrat Usman bin Hanif ko "Ya Muhammad" kehna sikhaya tou yahi kehna Afzal... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21084 | Eid-e-Miladun Nabi SallAllaho Alaihi wa Sallam bohat bohat Mubarak ho. Iss munasibat se mukhtasiran Sarkar ki Aamad par Jashn manaany ki Fazeelat aur Shar'aee Hesiyat par kuch guftugo farma kar hamaray quloob ko Noor-e-Ishq-e-Mustafa SallAllaho Alaih... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21083 | Kia AlaHazrat Alaihir raHma ne Fatawa Razawiyah Sharif mein ye farmaya hay k "Fatawa Qol-e-Imam par hoga" jub k Imam-e-Azam, Imam Abu Yousuf aur Imam Muhammad k aqwal mein ikhtilaf paya jaey? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21082 | Tahajjud ki namaz padhne se kya faede he or tahajjud ki namaz padne ke liye pehlay isha ki namaz padhna zarurui he? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21081 | Kaala khizaab lagana mana kyun hai aur kya dusre rang lagana jaez hai? Iss se muta'alliq koi hadees sharif mustahzar ho tou irshad farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21080 | plane me safar karte waqt koi namaaz ka ahtemam karna chahe tou kaise kare aur khaas karke ye puchna tha huzur se k har mulk ka alag alag waqt hota hai namaaz ka to aisi surat me wo namaaz kaise padhe aur kaunsi padhe rehnumae farmaein. JazakAllah | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21079 | haraam k kya maane hain iska istemaal mana me bhi aata hai aur muqaddas me bhi aata hai jaise masjide haraam isko samjha dein? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21078 | Huzoor Saiyadi Aalahazrat ka ye sher jo hadaiq e bakhshish mein hai iski tashreeh farma dein. Logon ka aitraz hai k Aalahazrat sarkar ne bhi imkaan e risaalat ka darwaza khola hai is sher mein. rehnumayi farmayein. Bar wahdate oo Raab'e Abdul Qadir ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21077 | Zayd namaaz padh raha tha 4 rakaat farz, chothi rakaat me bhole se wapas 5vi rakaat bhi mukammal kiya to kya uski farz namaaz howi ya dahorana padhega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21076 | Tawaf karte waqt kya parrhna chahiye? Rahnumai farmaen | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21075 | Tanki ki garam paani se jo dhoop se garam hota hay, wuzu aur ghusl karna kesa hay? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21074 | Meri walida ki 30 saal ki qaza namazain baaqi hain wo unhain parrhnay ki koshish karti hain lekin unki peeth mein dard ho jata hay. koi asan tareeqa bataen. wo chahti hian k pehli rak'at ka qayam kharri ho kar aur baqi rak'aton ka beth ka ada karein.... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21073 | koi kufr karay aur usay maloom na ho ke ye kufr hay tou kia wo kaafir ho jaega? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21072 | Imaan mila unke sadqe, Quran Mila Unke Sadqe, Rahman Mila unke sadqe, wo kya hai jo humne paaya nahin. Is sher me Rahman mila unke Sadqe parna sahi hai? Rehnumayi Farmaen. | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21071 | إِنَّا أَنزَلْنَاهُ فِي لَيْلَةٍ مُّبَارَكَةٍ إِنَّا كُنَّا مُنذِرِينَ Surah Dukan ki is Aayat me "Laytalul Mubaarak" ke maani kya hai? Kya ye Shab e Barat hai ya Laylatul Qadr hai? Ma Sabat min as-Sunnah mein hay k Iss ki tafseer mein Hazrat Ikrama ... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21070 | Huzoor Alhamdulillah hamare Ulama-e-Haq apne mautaqideen aur muredeen ke haan unke gharon me jalwa afroz hoty rehty hen. Ab agar ko mautaqid ya mureed kuch khany ke lye pesh karta he aur uske amdani ke zaraye jaiz nahi hen to is per Ullama or mashaik... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21069 | Huzoor kisi bade Aalim ya peer ya mazhabi rehnuma k yahan kisi ka inteqaal ho jaaye aur taaziyat k liye wahan ka badmazhab ya kafir MP ya MLA ya Police Officer wagaira aayein to unse milna kaisa hai? Usme shia bohri khoja wahabi aise shakhs govt ohde... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21068 | If i get bay'at to a shaykh over the internet and then later on in life I get bay'at to another shaykh but this time put my hand in the shaykhs hand and get bay'at does this mean the first shaykh I got bay'at to I am a talib of and the other one my p... | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21067 | Can a person recite Qura'an Sharif in English and its meaning if one doesn't know to read Arabic? is this permissible? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21066 | Ek qawwali hai mohammad ke shaher mein jis mein ye sher aata hai. Ek shaan ke do naam hain Allah aur Mohammad; Ummat pe khula hai ye muamma Shab e Me'raj. Huzoor is sher ka kya matlab hai kya ye sher sahi hai? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A | |
21065 | if some one keep enmity (bugz) with a Sayyid, what will happend to him? Is there any Wa'eed in Quran or Hadith? | Tajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan Azhari | Question/Answers | N/A | Question/Answers | N/A |